trading main stop loss both zarori ha ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading main stop loss both zarori ha ??
    Assalam O Alikum g members aj kal jo halat han hum sub kay lia zarori ha kay hum sub trading main zaror stop loss lagain ..is main humaen faida hasil hoga ..kunkay agar koi trade galat lag bhi jati ha to humare pass stop loss hota ha jis say humsaen zada noksan nahi hota or humara account bhi save rahta ha .. is say humaen trading main asani hoti ha ..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading main stop loss both zarori ha ??

    Walikim assalama dear stop loss ki ahmiyat aoni jagah hai lakin meri nazer main stop loss se ziyada ahmiyat lot size ki hai stop loss ka use trade k according karen but her trade main stop loss ka use na kiya jay ager ao safe trading kerna chahty hain to ye trade smallot lot use ker k bhi possible hai lazmi yehi hai k ap beshak stip loss ka use na karen but always small.lot konuse karen phir bhi apka account safe rahy ga and small lot apk account ko wash bhi nahi hony deti
    • #3 Collapse

      Re: trading main stop loss both zarori ha ??

      Agar Ham Chahte Hain Ki Hamara account washna Ho To Hamen Main Apni trading Mein stop loss ka use lazmi karna hoga Forex trading Mein Jab Ham trade Lagate Hain To Hamen Hamare trading Mein stop loss isliye Lagana padta hai ki Hamen Agar loss hota Bhi Hai To vah Hamara account save Rakh sake isliye aap koi bhi trading method ya trading strategy ka use kar rahi hai to aapko apni trading Mein stop loss ka use karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: trading main stop loss both zarori ha ??

        forex main hum es main stop loss ko use kar kay hum es main kam kar skty hain hum es main bgir learning kay hum es main kam ko karain gain to humain es main loss ho ga our humara account be wash ho skta hain hum es main den main be kam kaer skty hain hum e smauin rat main be kamkar skty hain hum es main kam kar kay hum es main experit bn skty hain forex 1 on line business hain
        • #5 Collapse

          Re: trading main stop loss both zarori ha ??

          hamy stop los ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakt y hain or ham is main apni amrzi sy full time be kam kar sakty hain yai aik asa busienss hain jis main hamara koi boss nahi hota
          • #6 Collapse

            Re: trading main stop loss both zarori ha ??

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Fairynaz پيغام ديکھيے
            Assalam O Alikum g members aj kal jo halat han hum sub kay lia zarori ha kay hum sub trading main zaror stop loss lagain ..is main humaen faida hasil hoga ..kunkay agar koi trade galat lag bhi jati ha to humare pass stop loss hota ha jis say humsaen zada noksan nahi hota or humara account bhi save rahta ha .. is say humaen trading main asani hoti ha ..
            stop loss bahut hi jaruri hota hai aur agar Ham isko theek tarike se nahin lagate Hain to hamen kamyabi bhi nahin milati hai isliye hamen theek tarike se lagana chahie tab hamen kamyabi milati hai aur agar Ham isko theek tarike se nahin lagate Hain to Kam ja bhi nahin hoti hai isliye hamesha hamesha theek tarike se lagana chahie aur apni trade ko dekhte hue agar Ham stop loss ko istemal karte Hain to hi hamen kamyabi mil sakti hai
            :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

            CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: trading main stop loss both zarori ha ??

              g han is say hum market main kam kar k hi hum acha bonus hasil kar k hi hum trade kar ksaty hain aur hamain is k bary main practice karni ho gi tab hi hum trade kar k hi hum achi trade karny main bi asnai ho saky gi aur hamain loss ko mange kar k hi hum achi trade karny main bi asnai ho saky gi aur hamain emotion ko kabo main rakhna hog a tab hi hum trade kar ksaty hain
              • #8 Collapse

                Re: trading main stop loss both zarori ha ??

                G han forex trading men stop loss ki bahut ziyada importance hey kiun k stop loss hamaray account ko safe aur secure rakhta hey iss liay trade lagatay waqt stop loss ko use kar k hum loss ki limit ko kam kar saktay hen jiss ko aasani se recover kar saken aur stop loss use karnay se baray loss se bach saktay hen
                • #9 Collapse

                  Re: trading main stop loss both zarori ha ??

                  Forex trading mein agar aap log sefe rakhna Chahte Hain To aap log koshish karen ki Apne account per Jab aap log trading Karte Hain To aap log stop loss ko Jarur use Kiya Karen Kyunki Jab aap log Stop loss lagaenge to ise aap logon ka account safe Rahega aur aap Logon ki trading risk se Mehfooz Rahegi koshish karen ki apni Tamam trading interest Mein stop loss Jarur use Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: trading main stop loss both zarori ha ??

                    g han dear ap ki baat bilkul sahe hy pakistan forex min treading karry hi stop loos ki bahut ziyada ahetiyaat hy q jab tak hum forex min treading kartybhiy sl nhin lagin to hamra account wash hony khatra hy iis lia hamin forex min achi treasing karty hoy forex min ziyada sy ziyada mhenat karni chaye hamin demo account par prictice kar ka acha profit eaen kar lena chaye a k hum treaidng karty hoy sl laga ka hum safly treading kar sakty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: trading main stop loss both zarori ha ??

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Fairynaz پيغام ديکھيے
                      Assalam O Alikum g members aj kal jo halat han hum sub kay lia zarori ha kay hum sub trading main zaror stop loss lagain ..is main humaen faida hasil hoga ..kunkay agar koi trade galat lag bhi jati ha to humare pass stop loss hota ha jis say humsaen zada noksan nahi hota or humara account bhi save rahta ha .. is say humaen trading main asani hoti ha ..
                      Wa Alykum U Salaam bilkul ap ne baja farmaaya aur main to hamesha hi stop loss aur take profit lagane ko zarori samjhata hon beshak halat jese bhi ye hume fayda hi dety hein aur zyada nuqsan se mehfooz rakhaty hein.
                      • #12 Collapse

                        Re: trading main stop loss both zarori ha ??

                        And ji bilkul bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai aur Main agri karta hun aapki baat se Kyon Ke Forex trading Main Jab Bhi aapko time Lagate Hain Dushman take profit aur Star Plus ka gana bahut jyada Jaroori hota hai stop loss isliye Jyada important sakta hai Kyunki Agar aapke pass account banaa Samay aur aapki trade Thodi Lagi Padi trade lagi ho Jyada lot size ke sath to Fir Agar aapki trade laws Mein Jaati Hai To aapke account was hone se saaf rahata hai ki aapki trader kar Thode Se loss Mein automatically close ho jayegi is Hui stop-loss Jyada importance sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: trading main stop loss both zarori ha ??

                          Try Karen koshish Karenge market Mein take order new Lagane ke bad sabse pahle ismein stop loss lagaen Taki market ki Jab direction change ho to aapko Yahan per nuksan na ho aaj ka naam yah bhi dekh rahe hain ke yahan per stop ghoshit hone ki jyada vajah hai market Jyada stop to uski Taraf jaati hai aur Hamen Yahan per running karne ka mauka provide nahin karti hai ki Ham Yahan per Kya Karen Hamen Yahan per Agar thoda sa profit generate Ho Jaaye To Hamen overconfidence hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: trading main stop loss both zarori ha ??

                            G han dear friend ap ny sahi kaha treading mn stop loss bahut zarori hoti hy agr hum stop loss aur take porfit ka use nh Krty Hain tu hamra account bhi Wash ho sakta hy jab hum TP aur SL ka use Krty hain tu hum ko loss tu hota hy but account Wash hony sy buch jata hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trading main stop loss both zarori ha ??

                              Stop loss bahut hi zarori hay forex traing mein q ki kabhe kabhar hum analysis sahi tariky sy nai kar paty jis ki waja sy market hamari trade k opposite side py move kar jati hay jis ka hamen bhari nuksan adda karna parta hay jab k agar hum stop loss istemal Karen to harmar loss kam ho ga aor hum safe trading kar saken gy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X