Forex trading main lot size choose karty hue apny balance ko dekhna chahiye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading main lot size choose karty hue apny balance ko dekhna chahiye.

    ji bilkul Forex trading mein Ham Jab Koi Lot choose karte Hain to Hamen Apne balance ke mutabik trade karni chahie Taki Hamen jyada loss Na Ho forex trading mein Hamen money management se kam karna chahie aur jyada risky trade nahin leni chahie Forex trading mein vahi person kam job hai jo money management se kam karte Hain Forex trading mein agar Ham lalach karenge to lash karenge. Forex trading main lalchi insan kabhi kamyab nahin ho sakta.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading main lot size choose karty hue apny balance ko dekhna chahiye.

      Forex trading Mein Hamen Apne balance ke mutabik kam karna chahie aur risky trade Nahin leni chahie aur Jitna hamry balance Ho Apne balance Ke Main maybik profit target rakhen agar aap Forex trading Mein risky trade Lenge Tu Hamar account was ho sakta hai kam balance se Hamen chahie ke Ham currency pair par trade Karen gold aur oil per trade tab Karen Jab Hamare Paas balance Achcha aur aur Hamara knowledge Achcha Ho Forex trading Mein tabhi Ham Achcha fayda hasil kar Sakenge.
      • #18 Collapse

        Re: Forex trading main lot size choose karty hue apny balance ko dekhna chahiye.

        Bohat hi piyari aur important bat ki hay ap ne. Aksar traders jin main ham bhi shamil hain ye daikhtay hi naih hain ke hamaray pass balance kitna hay bus trading sar par hamaray sawar ho jati hay jis ki wajah se bus hamain ye dikhta hay ke bari trade lagaon ga to paisay zyada ajain ge profit zyada ho jaye ga and then kiya hota hay ap sab jantay hian risk management bohat bohat important cheez hay.
        • #19 Collapse

          Re: Forex trading main lot size choose karty hue apny balance ko dekhna chahiye.

          trade ki sab s bari cheez hoti hai jisko apne har waqat money mange kar k he chalna hota hai woh apki lot size k jab bhi ap apni trade ko open karne k ly jaty hain to apne account per 0.01 ki lot size k sath kaam karen ek din main he account ko double karne k chakr main na paren aisey karne se apko loss ho sakta hai balkey apka account wash ho sakta hai trade or gambling main farq hai usko barkrar rakheen ap log
           
          • #20 Collapse

            Re: Forex trading main lot size choose karty hue apny balance ko dekhna chahiye.

            trading kartay hoay lot size ka bohat affect hota hay es liay lot size ko apnay account balance k hisab sayh hi select kiya jay new traders ko chahiay k wo lot size 0.01 hi select karain kyun k lot size ziyada select karain gay to account foran hi wash out ho jay ga es liay mehnat kar k kaam karain aur money management lazmi karain kyun k money management k bagher kamyaab trading ki hi nai ja sakti agar ham nay achay mind set k sath acha profit earn karna hay to hamain lot size apnay account balance k hisab say set karni chahiay aur phir trading karni chahiay ta k profit bhi account balance k hisab say hi milay
            If you work hard no body can stop you from success
            • #21 Collapse

              Re: Forex trading main lot size choose karty hue apny balance ko dekhna chahiye.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullahtrader پيغام ديکھيے
              Dear members Hamen chahie Ke Jab Ham Forex trading pay trade Karte Hain To Apne balance ko zarur dekh le aur apne balance ke mutabik hi lot size choose Karke trade lagaen Kyunki Agar Ham lot size Zyada Rakh Lenge aur Hamara balance kam Hoga To Hamen is se nuksan ho sakta hai Agar Hamara balance Kam Hai To Hamen Apna lot size bhi small Rakhna chahie aur Agar Hamara balance Zyada Hai To Hamen Uske hisab se hi lot size choose karna chahie aur Apna mind set achha Rakhna chahie Taki acchi trade kar sake
              bilkul lot size hamesha ap k balance k hisab se hona chahiye kyon k agar balance kam aur lot size zyada hoga to ap ka account thorry se point ki up down se washout ho sakta hai. agar ap k pass 10$ tk hein to lot ko 1 ya 2cent tak hi rakhein aur agar 100$ hein to 10cent se 20cent tak hi rakhein aur agar 500 se 1000 dollar hein to phir ap 50cent tak bhi lot istimal kar sakty hein balke agar analysis behtreen hai aur strong signal mila hai to 1dollar ki lot bhi laga sakty hein
              • #22 Collapse

                Re: Forex trading main lot size choose karty hue apny balance ko dekhna chahiye.

                Ji han dear friend apki bat bilkul theek ha forex trading 1 online business has or is ke rule real business se bilkul alag han agar humy humary account jitna loss ho jaye to humara sara account hi wash ho jata ha is lea is main humy apny account balance ko dekhna lazmi hota ha hum is main trade lgany se pehly apny account balance ko dekh kar lot lgayen to hum bary loss se bach sakty han or profit hasil kar sakty han.
                • #23 Collapse

                  Re: Forex trading main lot size choose karty hue apny balance ko dekhna chahiye.

                  g hn dosto forex trading ma koe b trade lgany sy phely hmain apny balance ko manage kr lyna chy phr os k bd lot size ko select krna chy tak ap ka account wash na ho hamein forex mein lot size ko muntakhib karny sy pehly hamein apna balance check kar lena chahiye kyo ky kuch log aisy hotein hainwoh apna balance nahi deikh ty our phir os balance bari lot laga detein hain jis woh balance lot ko bardasht nahi karta jis sy hamara account wash ho jata ha is liye hamein lot size balance ky mutabik choose karna chahiye tak bra loss hony sy hm bach jya
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex trading main lot size choose karty hue apny balance ko dekhna chahiye.

                    forex trading min apko apna account balnce daikh kar apni trade ki lot size ko set karna chahye or yeh at ko yad rakhni chahye k apko kabhi bhi money managment ko nahi chorna chahe apka account 1000$ ka he ku na ho apko lot size hamesha he smaall use karna hai es se apko apne account ko wash se bachey rehne main help milti hai
                     

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X