Strong feeling se trading ko possible banaa sakte hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Strong feeling se trading ko possible banaa sakte hain

    Forex market Mein aapane kamyabi Hasil karni hai to iske liye aap learning aur experience Hona chahie aur Iske bad ap is market Mein Sabar sey trade karni hai aur ismein lalach nahin karna to aap forex market Mein acchi trade open kar sakte hain jisse aapko forex market Mein achha Profit hasil kr sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Strong feeling se trading ko possible banaa sakte hain

      The third tier of the foreign exchange market is represented by the primary market where Ads transact in foreign currency with the customers. The very existence of this tier is the outcome of the legal provision that all foreign exchange transactions of the Indian residents must take place through Ads. The tourists exchange currency, exporters and importers exchange currency, and all these transactions come under the primary market Chapter 2
      • #18 Collapse

        Re: Strong feeling se trading ko possible banaa sakte hain

        Forex trading mein agar hamari feeling strong hongi hum loss ko bardasht kar sakte hain to Ham Forex trading Se achcha benefit hasil kar sakte hain Forex trading mein vahi person kamyab hai jo feeling strong rakhte hain aur apne lash ko cover karne ki koshish karte Hain to Hamen chahie ki hamari Koi trade Agar last mein jaati Hai to Hamen emotional nahin hona chahie bulke next acchi trade ka vate Karen jisse Ham Apne last ko cover kar sake Forex trading mein agar Ham cool mind relax Ho Kar kam karenge to isase achcha fayda sal kar sakte hain aur koshish karen Forex trading mein money management se kam Karen jyada risk na len apni trading mein acchi aur apne pass Jo balance Ho balance ke mutabik lot choose Karen aur profit ki ratio rakhen.
        • #19 Collapse

          Re: Strong feeling se trading ko possible banaa sakte hain

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus Prince پيغام ديکھيے
          trading mein hamari feelings and hamare emotions bahut important hote hain aur jab Ham trading mein apni feelings aur apne emotions ko important lete hain din hamari trading good hoti hai aur agar Ham apne emotions aur apni feelings ko important nahin lete Hain to hamari trading good nahin hoti Hai kyunki jab tak hamare motions aur hamari feelings par control nahin hota hai to hamari trading profit mein ram nahin hoti Hai so hamen apni feelings and emotions per control karna hota hai then hamari trading good hoti hai aur ham profit make kar sakte hain hamen apni feelings and apne motion per good focus karna chahie
          trading main feelings and emotions pay control rakhna bohat zaruri hota hay jab tak hum apni feelings and emotions pay qabu nai rakh saktay hum kamyaab trading hargiz nai kar saktay trading k doraan laalach jaldbazi aur khushi ya pareshani main koi aesi ghalti ho jati hay jis say loss ho jata hay yahan tak k account bhi wash ho jaya kartay hain agar hum achi trading kar k acha profit earn karna chahtay hain to yeh hamaray liay bohat important hay k hum apnay emotions and feelings ko qabu main rakahain and apni planning k hisab say trading karain ta k profit k sath trade close ho and daily ka target pora hota rahay
          If you work hard no body can stop you from success
          • #20 Collapse

            Re: Strong feeling se trading ko possible banaa sakte hain

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus Prince پيغام ديکھيے
            trading mein hamari feelings and hamare emotions bahut important hote hain aur jab Ham trading mein apni feelings aur apne emotions ko important lete hain din hamari trading good hoti hai aur agar Ham apne emotions aur apni feelings ko important nahin lete Hain to hamari trading good nahin hoti Hai kyunki jab tak hamare motions aur hamari feelings par control nahin hota hai to hamari trading profit mein ram nahin hoti Hai so hamen apni feelings and emotions per control karna hota hai then hamari trading good hoti hai aur ham profit make kar sakte hain hamen apni feelings and apne motion per good focus karna chahie
            Mujhe ek baat ki samajh nahin aati yah forum per member se feelings or emotions ko hi discuss Karte rahte hain yah lalach Ki Baat Karte Hain Iske alava Kabhi main yah Nahin Dekha ke Forex trading se related Kisi Ne information share ki ho Kuchh new share kiya ho jisse Kisi Ko fayda Ho
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Strong feeling se trading ko possible banaa sakte hain

              ap ne mehnat se hi trading mein kameyab hona hai is liye mehnats e kaam karne ke liye ap ko greed nhi karna agar ap ne ye kiya to aop kabhi bhi is market mein kameyab nahi ho sakte hain aur ap loss karain ge is liye jitna bhi ham mehnat se kaam karain ge hmain utna hi faeda ho ga ham money management ko agar follow karain ge to ham acha earn karain ge

              اب آن لائن

              Working...
              X