thanks delete honay ki waja kia ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: thanks delete honay ki waja kia ha

    Kisi bi thread pr dy huy likes us wqt tk delet ni hoty jb tk koi apna thanks khud sy remove na kr dy ya phir ye ho skta h k wo thread hi delet ho jay. Jis ki bri waja ye ho skti h k wo thread hi low quality ki thi aur poori thread k sath apki ppst aur us pr milny waly sb thanks khatam ho gy hn. Esly humain chahiey k posting krty wqy us k standard ka zarur khayal rakhain ta k baad mn humain preshani na ho aur humara time waste na ho. Aur bonus bi acha mily ga.
    Just view ???, Like kon kry ga???
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: thanks delete honay ki waja kia ha

      Aap Forex forum Mein Jab Achcha thread post Nahin Karte ya fazool thread Hota Hai To phr aapka thread delete hota hai aap is Forum Mein koshish Karenge Achcha thread for post kar Aapko Humse Achcha bonus Milega aur aapke friend bhi delete Nahin hoga
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: thanks delete honay ki waja kia ha

        Dear friend hamry thanks tab delete ho jaty hain jab hamri Post ya Thread delete hoti hy asl mn post ya Thread delete hoty hain aur hamry thanks bhi post ky sath delete ho jaty hain

        اب آن لائن

        Working...
        X