halat jese b hn hmain apni mehnat nhi chorni chahiay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    halat jese b hn hmain apni mehnat nhi chorni chahiay.
    Assalam o alaikum dear forex members. Aj kal forex market k halat kafi khatray main ja the hn. Hmaray bahut se members ka kafi loss b hua h. Hmain asay halat se darna nhi chahiay or na hi apni mehnat chorni chahiay. Mere khial main hmain in halat main risky trade se avoid krna chahiay or only forum pr mehnat kr k apna bonus strong kr lena chahiay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: halat jese b hn hmain apni mehnat nhi chorni chahiay.

    hamain is k bary main learning karni ho gi tab hi hum sucess ho skaty hain aur mhnt say hi hum kamyab ho sakty hain aur hamain is k bary main practice karni ho gi tab hi hum achi trad e karny main bi asnai ho saky gi aur hamain expeirence ho ga tba hi hum achi trade kar k hi hum loss say bach aky hain aur hamain market main knpwldge ho ga tab hi hum achi trade karein gay
    • #3 Collapse

      Re: halat jese b hn hmain apni mehnat nhi chorni chahiay.

      aapki baat sahi hai ki halat up and down Hote rahte hain lekin Hamen apni mehnat Jari rakhni chahie Kyunki Agar Ham apni mehnat karna Chod Denge To Aise Hamen form Se bonus Milega aur Agar Ham Forex trading Mein mehnat Nahin Karte to use Hamen profit bhi kam Hoga ya FIR nuksan ho jaega isliye Jo log musalsal minut Karte rahte hain vah Kamyab ho Jate Hain
      • #4 Collapse

        Re: halat jese b hn hmain apni mehnat nhi chorni chahiay.

        g hn dosto forex trading ma halat jesy b ho hmain es ma trading krna bilkul ni chorna chy agr kbi ap ko kisi halat ki wja sy loss ho b jta hy to ap ko aisi soort ma ghbrana ni chy or na he emitional hona chy bilkay ap ko apni mhemat ko jari rkhna chy or apni es mistake sy sbak skeena chy ap zroor forex trading ma next time kamyab ho gy or aik acha profit forex trading ma earn kry gy es ly dosto forex trading ma hlat jesy b ho jya ap ko en halat sy ghbrana ni chy bilkay ap ko apni mhenat ko jari or sari rkhna chy
        • #5 Collapse

          Re: halat jese b hn hmain apni mehnat nhi chorni chahiay.

          yes brother aap Agar is market Mein Kisi vajah Se a Apna nuksan kar lete hain to aapko is market Mein Himmat Nahin Harni chahie aapko kam Jari Rahana chahie aapko Halat different type ke a sakte hain jinki vajah se aap is market Mein kam chhodane ka bhi Soch sakte hain Magar aap is market Mein Himmat ke sath kam Karte Rahen aapko ismein kamyabi Jarur mil jaati hai agar aap is market Mein mehnat Karte Hain To aapas Mein Kamyab ho Jate Hain Magar thoda time lag jata hai.
          • #6 Collapse

            Re: halat jese b hn hmain apni mehnat nhi chorni chahiay.

            Yes dear trading main ups and downs atay rehtay hain is liye jesay bee halat hu aap ko kam jari rakhna chaiye. Agr aap during forex trading loss kar jatay jain tu bee aap forex say touch main rahy aur aapna loss pura krain aur agr aap nay forex trading main achi earning kr li hy tu bee forex trading ko continue rakhain ta kay aap mazeed income gain krain.
            • #7 Collapse

              Re: halat jese b hn hmain apni mehnat nhi chorni chahiay.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: seemab پيغام ديکھيے
              Assalam o alaikum dear forex members. Aj kal forex market k halat kafi khatray main ja the hn. Hmaray bahut se members ka kafi loss b hua h. Hmain asay halat se darna nhi chahiay or na hi apni mehnat chorni chahiay. Mere khial main hmain in halat main risky trade se avoid krna chahiay or only forum pr mehnat kr k apna bonus strong kr lena chahiay.
              Yes dear ap jab tak himat aor lagan k sath ais market mai kaam karty rahy gay ap ko ais market mai nuqsan nai ho ga ap agar himat har jaty hai aor aus k baad ais market mai kaam karty hai to ap ko ais market mai loss ho sakta hai ais market mai ap ko mehnat karni hoti hai aus k baad hi ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai.
              • #8 Collapse

                Re: halat jese b hn hmain apni mehnat nhi chorni chahiay.

                G dear aesa hi hay halaat to badaltay hi rehtay hian aur agar ham halaat ko bhula kar mehnat karnay par focus karain ge to hamain bohat asani hogi aur yehi anhi hamain ye bhi pata nhi lagay ga ke ham kab agay barh gaye kyn ke mehnat he hi aesi cheez bus halaat se nahi ghabrana hay aur agay barhtay jana hay apnay kadmon ko beechay nahi lena liya to phir ap wahin reh jain ge agay nahi barh pain ge.
                • #9 Collapse

                  Re: halat jese b hn hmain apni mehnat nhi chorni chahiay.

                  Halat Jaise Bhi Ho Mein Forex trading business Mein mehnat Nahin chorna chahie mehnat karte rahenge to fayda Hasil ho sakta hai Hamen Forex trading business ko time Dena chahie aur mehnat Karke kamyabi Hasil karne ki koshish Karni chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: halat jese b hn hmain apni mehnat nhi chorni chahiay.

                    ji han bilkul aapane bahut acchi baat ki halat jaise bhi Ho hamen mehnat karni chahie ab karo na ke jaise bhi yad aate Hain hamen usmein mehnat karni chahie hamen apna work karna chahie knowledge game karna chahie aur learn karna chahie Maine suna hai ki logon ko bonus bahut kam mila hai hamen chahie Kya main iski tension nahin leni chahie aur achcha kam karna chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: halat jese b hn hmain apni mehnat nhi chorni chahiay.

                      Je dear jo kamyab ho ty hain aur jo kamyab nhi hoty un me sirf ek baat ka farq hota hai aur wo yeh hota hai keh kamyab log target per kaam kerte hain aur nakaam log mood per kaam kerty hain. esi liye hum sab ko chahiye keh apny mode ko side per rakh ker kaam kren tabhi hum kuch kamyabi achieve ker saken ge. thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: halat jese b hn hmain apni mehnat nhi chorni chahiay.

                        Halaat se murad aisa hai k agar apko acha reward nahi mil rha hai ya kis wajase apko ya apki post ko count nah keya gya to ap log phr se mehnaat ko satrt karen or un ghaltio ko door karen jinki waja se apko bouns nahi mila hai next time apko yeh masla nahi ayega jab bhi ap kisi kaam main use too ho jaty hain to woh kaam apke ly assan ho jata hai
                        • #13 Collapse

                          Re: halat jese b hn hmain apni mehnat nhi chorni chahiay.

                          bilkul dear form mein continuous Main aarti aapko kamyab karti Hai himmat se kam karte Rahen confident Rahe aapko jitni bar bhi loss hota hai aap use sikhen aur aapko ismein na kami ke bad hi Hamesha kamyabi milegi
                          There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                          • #14 Collapse

                            Re: halat jese b hn hmain apni mehnat nhi chorni chahiay.

                            lagatar mehnat karne wala hi forex trading mein kamyab hota hai isliye hardworking Hamesha continue rakhen Taki aap forex trading mein kacche trader band kar mehnat se kaam kar sake aur aapka achcha kam aapko ismein kamyab karta hai isliye achcha kam Karen Mera check Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: halat jese b hn hmain apni mehnat nhi chorni chahiay.

                              G han app nay bahut achy bat kahy hay keh hamen forex men bahut achay tarekay kay sath mahnat jary rakhna chaheay kun kzay agar hu8m nay mahnat chor dy tu hum as men nakamyab ho jayen gay as lia hamen forex men dil khol kar mahnat jary rakhna chaheay kun kay mahnat kay bagher kamyaby namumkin hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X