loss aur kabhi profit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    bilkul agar aap seekhain ge nae to phr aise hi chale ga kabhi loss kabhi profit ..lekin aagar aap seekh kr demo practice krne k market me aate ho to phr profit ki ratio or loss ki ratio apni marzi se set kr sakte han..loss ki ratio ko 20 percent pr la sakte han or profit ki ratio ko ap 80 percent pr la sakte han..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      My dear brother assalam,o,alaikum yes dear you are right to say this thread loss aur kabhi profit ye hr business mai hota hai i have appreciate
      • #18 Collapse

        Real main ya exchange of goods ka business hai. Business main kabi loss kota hai kabi profit. Jis main loss or profit na ho wo sood hota hai.
        • #19 Collapse

          assalam o alekum jee mery bhai loss or profit busness ka hissa hota hai q k apki 1 galti ki hi wajhy se hi loss ho jata hai is leye humy chahiye k hum jab bhi koi tread karen us ko boht soch samjh or sary rules ko follow kar k karen taky loss se bach kar acha profit hasil kar saken
          • #20 Collapse

            g han dear bilkul ,, forex trading ma kabhi loss hota ha to kabhi profit hota ha... forex ak business ha or business ma zahir ha dera profit or loss dono chesy hi hongi.. ye trader ki mehnat pa ha k wo kitna profit earn kary ga or litna loss..
            • #21 Collapse

              No business here where we get only profit. Profit and loss both exist because it occurs in every business. and it is also better according to Islam that e must have profit and loss both
              • #22 Collapse

                G janab loss or profit sath sath chalta rhta hy bcz loss jab tk na ho ap ko profit ky liyay ap ko sahi guideness line nai mill skti hy jiss sy ap ko success or profit earn ho sky so forex better way hy.
                • #23 Collapse

                  G han ye aik asa business ha jis me loss or profit dono hi is business ka hisa ha or hmen is business hmeshah sbr se kam laian chahe kyun k loss is business ka hisa ha or profit b hmen is business me kabhi bhi or kisi b waqt ho sakta ha iis liye hmen is business me sbr se kam karna chahe hmesha
                  • #24 Collapse

                    salam brother g han loss aur profit yh sub tu busines ka part han aur busines men tu risk lena prta ha is leay kbi loss b ho jata ha aur kbi acha profit b mil jata ha jis sy hmra loss b recover ho jata ha
                    • #25 Collapse

                      g forex mai kabi loss and kabi profit hai ye baat tu theak hai but ap loss aur risk ko kam kar saktya hai scalping kar k and volume kam use kar k
                      • #26 Collapse

                        forex trading aik world wide online business hay iss main profit bhe hay or loss bhe yeh aik highly risky business hay gee haan lossfreee koi business nahe hoota hay....
                        • #27 Collapse

                          Assalam-O-Alaikum loss aur profit to her business ka hisa hotey hen aur dunia ka koi be business aisa nahi hey jis me sirf profit he ho us me loss be zror hoga lakin forex trading me loss ki ratio is liye zyada hey q key akser log is ko samjhey bagair he trading karney lagtey hen jis ki wajah sey un ko loss ho jata hey.
                          • #28 Collapse

                            Bhai ap theek kh rhay hai trading mai profit or loss dono hi hotay hai.Lakin agr achay money management or strategies k sath trading ki jaye to loss say btch sktay hai or profitable trading krnay mai kamyab ho sktay hai.Q k money management bohat zroori hota hai or 1 achay money management ki base pr loss or account ko wash honay say btchaya ja skta hai.
                            https://t.me/pump_upp
                            • #29 Collapse

                              We are interest in the Forex market.then we
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                profit aur loss sath sath he chalty rehty hain takreeban is business me lekin jo banda kuch hasil karna chahta hai aur kuch kanra chahta hai us k lye lazmi tor pay acha aur behter work ka hona b zrori hota hai.jo jitna zyada acha aur behter work kar pata hai us ko utna he zyada maza ata hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X