Har rooz 15 20 post ka delet hony ki kiaya wajha hai ..?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Har rooz 15 20 post ka delet hony ki kiaya wajha hai ..?

    assalam o alaikum g han bhaii surf apki hi nahi bilkaay hr kisi ki hi ho rahi ha pak forex main posting delis ki waaja yahi ha kay ab pak forex waly weekly bouns day rahy han to is lia unky kuch new rules han ..i think jo bhi repaeted threads or posting hoti han wo dell ho jati ha .. or agr ya nahi ah to ap or bhi mehnat karen or achi say achi posting karen ..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Har rooz 15 20 post ka delet hony ki kiaya wajha hai ..?

      forex business mein jab posts delete hoti han us ke bhot se waja ho sakty han repeat threads ya betuky bton wali threads par comments kerna jo forex business se related nahi hoti hy ager ap cheye to sirf informative threads par comment keryn 15 se 20 posts delete hona bhot bara nuksan hy daily ap ko quality wala kam kerna cheye gair meyari kam kerne se ap ka nuksan hota hy
      • #18 Collapse

        Re: Har rooz 15 20 post ka delet hony ki kiaya wajha hai ..?

        Post hR member ki bohat ziada delet ho rhi hain jo sabke ly bohat ziada preshani ki waja haiin post k delet honey ki waja fazool qisaam k threads hain jo k 98 percent log kar rahe hain yahaan copy karna threads ko ek he trha ki threads ko bar bR post karna jiski waja se sbki post delet ho rhi hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Har rooz 15 20 post ka delet hony ki kiaya wajha hai ..?

          quality nahi hoti aur ham jis tread ko reply karte hain wo bhi theek nahi hoti ya repeat ki hui hoti hai is liye buhat hi zarori hai ke ham mehnat se kaam karain learn karain aur phir ham posting karain kyon ke agar ham quality ka kaam karain ge to hmare sath aesa nahi ho ga aur ham acha bonus hasil kar saken ge mehnat se ham kameyab ho sakte hain agar ham karain to . . . .

          اب آن لائن

          Working...
          X