Forex trading mein trend market ki favour mein agar Ham trade karenge to Hamen achcha fayda hota hai kyunki trend market main market one-sided hoti hai aur Hamen acche a profitable signal milte Hain RSI ek achcha indicator hai acha Kam karta Hai Hamen chahie ki Ham is per practice Karen aur mehnat Karen kyunki ke a level kuch level hote Hain isase Ham achcha fayda asal kar sakte hain Agar Forex trading mein trend ager bullish hai tu RSI ka 50 above level se Hamen chahie ki Ham buy ki entry le aur Agar trend bearish to Hamen chahie ki Ham 50 level ke niche a sell ki intry len Forex member ko chahie ke Hamen 30 level se Hamen buy ki intry nahin leni chahie kyon ke Agar sell trend Hai to Hamen loss ho sakta hai agar Ham trend buy hai tu.hamrn chyr 70 level se Hamen sal ki intry nahin leni chahie kyon ke hamari trade last mein ja sakti hai RSI ke Jo 30 level 40 level 50 level 60 level 70 level Jab trend market main break out hote hain trendmarket mein to Hamen achcha profit milta Hai to Hamen chahie ki Ham 30 level ko oversold aur 70 level ko overbuy samajhkar trade na Karen pal ke trend ke mutabik trade Karen.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим