Sl and Tp role in trading ??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sl and Tp role in trading ??
    Aoa ...m umeed karta hm AP sab log khariyat s hngy or AP logn ki sahii gUzar rhi hogii yeh stop loss or take profit ka Kia role hotta h trading m
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sl and Tp role in trading ??

    dear friend, forex trading ma sl aur tp bht usefull tools hain hmain inko apni trade ma lazmi use karna chaiay q k in sa hmari trade kafi hd tk safe ho jati ha aur agr market hmari prediction sa inverse move karti ha to hmain apni sl ki limits k mutabik hi loss ho ga aur hmari trade auto par close ho jay gi aur tp sa hmara profit b safe rahay ga
    Last edited by ; 19-04-2020, 09:25 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Sl and Tp role in trading ??

      stop loss ko use kar k hi hum achy say trade kar k hi hum run kar skaty hain aur hamain is k bary main practice karni ho gi tab hi hum real main trade karin gay uar hamain is forum main part time main bi job kar k hi hum achi earning karny k kabil ho sakty hain aur hamain amrket main bi earn kar k hi hum suces sho sakty hain aur hamain emotion ko kabo main rakhein gay
      • #4 Collapse

        Re: Sl and Tp role in trading ??

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Anees123 پيغام ديکھيے
        Aoa ...m umeed karta hm AP sab log khariyat s hngy or AP logn ki sahii gUzar rhi hogii yeh stop loss or take profit ka Kia role hotta h trading m
        stop loss and take profit bahut himmat rakhte Hain isliye inko istemal karna chahie aur agar Ham inko istemal nahin karte hain to come jabi bhi nahin milati hai inko hamen lajmi istemal karna chahie kyunki agar humne apne account ko bacha kar rakhna hai to hamen inko jarur istemal karna padega aur agar Ham inko istemal nahin karenge to hamara account nahin bacha payega isliye hamen inko jarur istemal karna chahie tab hi kamyabi mil sakti hai
        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: Sl and Tp role in trading ??

          Aziz dost main aapki is Baat se bilkul agree karta hun ke stop loss order or take profit order ka Hamari trading mein bahut important role hai agar Ham apni trading Mein stop loss order aur take profit order ka istemal Karenge Is Tarah Ham Apne capital ko protect kar sakte hain aur is business Mein survive kar sakte hain stop loss order Hamare risk of losses ko minimise karta hai market ke Jis level per aap stop loss order Lagate Hain Jab market use. Ko head karti hai To aapki trade automatically close Ho Jaati Hai ISI Tarah take profit order se aap apna profit manage kar sakte hain show Pyare doston main aapko Yahi advice Karunga Ki Star Plus order aur take profit order Hamare account protector Hain aur account ko safe and sound chalane ke liye bahut hi acche tools Hain apni trading Mein Inka istemal lazmi Karen
          Last edited by ; 19-04-2020, 09:28 AM.
          • #6 Collapse

            Re: Sl and Tp role in trading ??

            Hamesha stop loss ko or take profit ko istemal karke trading Karni chahie Fir Bhi Ham Paisa Kama Sakenge forex Ek Aur online aur kabhi bhi Khatam na hone wala hai Ham is mai raat mai Aur Din Mein Kisi bhi waqt ka time table Banakar kam kar sakte hain yah Ek Aisa business hai jo hamen bhi deta hai aur hamy earning be deta hhain is jasa ko or busness nahi hain dunaya bar mai
            • #7 Collapse

              Re: Sl and Tp role in trading ??

              hamy sl or tp ko use kar ky market main trde kagani chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonsu hasil arky makret main run kr sakty han ham is main out off cost account bana kar be kam kar sakty hain yai aik wasee business hain yai usa or china or new yourk main aik unique busienss hain or pakistan main be aik legal business ban cuka hain yai aik real business hain
              • #8 Collapse

                Re: Sl and Tp role in trading ??

                bilkul 1 acha kam shrou krny sa ply humko us k bry ma jana bht zrori ha aur zaida sa zaida experience ona aur knowledge ona b bht zrori ha ta k hum zaida acha business run kr sky part time main bi job kar k hi hum achi earning karny k kabil ho sakty hain aur hamain amrket main bi earn kar k hi hum suces sho sakty hain aur hamain emotion ko kabo main rakhein gay
                • #9 Collapse

                  Re: Sl and Tp role in trading ??

                  Stop loss aur take profit ka trades mein important role hota hai kionkeh ye tools aisy hein jinko use kr k hum secure trading krty hein aur big loss se bach jaty hein hamein account wash hony ka dar nhi hota aur hum ziada profit ka lalach nhi krty aur hamari performance better ho jati hai hamara capital bhi increase hota hai phr kam profit bhi waqt k sath barhny lgta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Sl and Tp role in trading ??

                    Jo member is business mein sl or tp ka istamal is business mein zayda se zayda kerty hain wo member is business mein acha profit hasil ker laty hain or Bary loss se Bach jaty hain hmean chye ke hm is business mein sl ka istamal zayda se zayda kerna chye is se hamra account wash nhe hota hy ager hmean loss ho ga to wo hamri mazri ke sath ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Sl and Tp role in trading ??

                      Trading main ager ap kisi pair par trading ker rha ho to ap ko cahye kh ap apna pair main sl ka use lazmi kerian q ka ager ap ki lagai gai trade ap ka opposite bh cheli gai to aher ap ka net bh off ho ga to ap ka sl hi ap ka kam ay ga or is ka ilawa ager ap na to laga diya hay to ya aik take profit hota hay jo ap ka kam ata hay
                      • #12 Collapse

                        Re: Sl and Tp role in trading ??

                        Dear Stop loss and Take Profit hum apni trade main loss say bachny or timely profit earning kay liye use karty hain. Sometimes market itni fast movement main hoti hay keh hum kabhi bhi timely trade ko close nai kar sakty. Is liye hamain, Stop Loss lagany say sudden down movement ki surat main bus loss say bach jaty hain. Similarly, Take Profit use karty huye jab kabhi market fast way say upward move karti hay to hamari limit say touch kar jati hay jis ki waja say hamari trade close hojati hy or wo profit hamain mil jata hay. But dear friend SL and TP all pairs main suitable and necessary nai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Sl and Tp role in trading ??

                          yah market mein tools hote hain stop loss aur take profit agar take profit aur stop loss ka market mein use karte hain market profit mein jaati hai to apna take perfect hit karegi aur close ho jayegi aise hi jab market loss ki taraf movement kar rahi hai tu jis point Per take profit laga hua hai use point Per jakar market close ho jayegi..
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Sl and Tp role in trading ??

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Anees123 پيغام ديکھيے
                            Aoa ...m umeed karta hm AP sab log khariyat s hngy or AP logn ki sahii gUzar rhi hogii yeh stop loss or take profit ka Kia role hotta h trading m
                            Stop Loss and Take Profit yeh trading main bohat hi achay tools hain yeh bohat hi useful hotay hain hamain chaiay k trading k doraan en tools ko lazmi use karain jab hamari trade main ham nay stop loss use kiya hoa ho and market ki movement hamray analysis ya prediction k against chali jay to Stop Loss limit k hisab say hi hamain loss ho ga aur hamara account wash honay ya big loss honay say bach jay ga and agar hum market trend k hisab say trade open kartay hain and hamari prediction hay k es limit k bad market ki movement change ho jay gi to us limit pay take profit laga dain jab us limit ko touch karay gi to hamari trade close ho jay gi and hamain us limit tak ka profit mil jay ga
                            If you work hard no body can stop you from success

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X