forex trading for new people

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    forex new trader k liye meri advice ye hy k unhy iss ka full knowledge gain karna chahiye.demo accounts py iss ki zaida sy zaida practice karni chahiye.or successful trader k sath bi contact me rehna chahiye jin sy kafi information mil sakti hy
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      forex is good for every one and for new comers also..he should have to do practice in demo account then they should to do trading..so we have to take care of our trades..whether we will not get loss.......
      • #48 Collapse

        Brother forex trading news tradar k lia best ha un ko chaya k wo phlay market ko learn karain us k baad earning karna learning kya bagar aap kbi b trading nahe kar sktay hn.forex m trading kar k m bhot happy hota hn.
        • #49 Collapse

          sir aat ya ha kay m,a apko yahi kaho ga kay forex aek asa bussiess ha jaha say hamz iada sya ziada earning kar skaty hy lakin bs apko mehant krni chahiye tab hi ap kamyb ho skaty hy
          • #50 Collapse

            jo bhi naya people ho usy forex trading men any say pahly is k sab rule and regulation parh lany chahiye q k ye bahut bara karobar hai koi asan kaam nai hai
            • #51 Collapse

              Meri to new traders key eley yehi advice hy keh woh pehlay forex ko achi tarah learn karain aur phir trading start karain. Achi trading key leye planning buhat zaroori hoti hy aur achi planning sirf usi waqt ho sakti hy jab aap key pas knowledge ho ga. Is key elawa demo account main practice karain takeh aap ko market ka knowledge mil jaye aur market key ups aur down ko samjh sakain.
              • #52 Collapse

                g han iss baat main koi shak nahi he ke aisay new people jo iss kaam ko krna chahtey hen un ko chahiye ke iss kaam ko pori mehnat se karen iss se un ko bht fayda ho sakta ha aur iss ke saath saath ye ke aap ko chahiye ke iss kaam main zyada se zyada information haasil krney ki koshish karen iss main hi aap ko fayda ha
                • #53 Collapse

                  For a new commer the incentive of the earning is a strong attraction in the Forex. If he is already doing some work, then additional income will be of great importance and it will attract all the individuals. So it is good to have some time with new comer and guide him in the settlement time as it is possible you may get a better compaine
                  • #54 Collapse

                    trading k lye kuch b tarha say kam ko samjhna aur kuch b tarha say us ko dekhna zrori hota chala jat hai aur yehi bat hai k yaha pay her koi he kuch behter andaz say he karna chahta hai.
                    • #55 Collapse

                      han iss baat main koi shak nahi he ke aisay new people jo iss kaam ko krna chahtey hen un ko chahiye ke iss kaam ko pori mehnat se karen iss se un ko bht fayda ho sakta ha aur iss ke saath saath ye ke aap ko chahiye ke iss kaam main zyada se zyada information haasil krney ki koshish karen iss main hi aap.
                      • #56 Collapse

                        Is ma ap online kam kar sakty ha is ma kam koi moshkal nahi ha is ko har koi kar sakta ha or is ma join kar sakta ha ma bi is ma kam kar raha ho or is sa win kar raha ho is ma bohat fayda ha ap bi is ko join kar sakty ha or is ma kam kar sakty ha ya kam k ak bahtarin program ha sab is ma kam karty ha
                        • #57 Collapse

                          forex trading boht acha buisness hy or ye sb k liye he best hy.iss liye.forex join karny waky naay logun ko meri advice hy k wo trading start karny sy pehlu iss ka full knowledge gain karyn.demo accounts py iss ki zyda sy zyda practice karyn tb he wo iss me expert hun gy or best trading kar sakyn gy
                           
                          • #58 Collapse

                            bhai new logon ko chahiye ke wo forex mein pehle isko seekh kar kar ayen aur phir direct real trading na start karden,balke pehle demo account pe trading karke iski khoob practice karen,aur phir real trading start karke is mein earning karen.
                            • #59 Collapse

                              aoa bhai log forex ka business bohat hi asaan hy aur es ko start krna b mushkil nhi bus kuch basics hy jinhein learn krny ki zrorat hoti hy es liye forex k business ko start krny sy pehly es ko mukamal learn krein then esko practicaly krein
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                forex ka business har banda he kar sakta hai is business me mehnat kar ke koi bhi kamyab ho sakta hai bas is me mehnat karte jayen aap lazmi kamyab ho jao ge is business me or aap ki earnings bhi is me barhne lag jae gi bhai .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X