time ki management krna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    time ki management krna
    hamain is k bary main planing kar k h hum achi trade karni ho gi aur time ki kadr krni chahye is k bary main l earning karni ho gi tab hi hum suces sho skaty hain aur hamain is k bary main practice karni ho gi ta k earn karnay main bi asani ho skay gi auar boht say log is forum main kam karty hain aur hamain chahye is k bary main practice karna ho ga tba hi hum trade karny k kabil ho sakty hain it is best job
    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: time ki management krna

    important thing kitna time is your golden ki sabse important hota hai apne time ko manage karna Agar Ham Apne daily per schedule ko manage kar le Jis Tarah real life mein Ham Bahut Si Jo schedule hote hain unko Apne timing ke according adjust Karte Hain To Ham Ek successful Aur preplan Life Khush Hote Hain Jo Saman Forex trading Ham apni position lene ke liye Kisi bhi session mein Apne time table ko adjust kar len aur uske according Ham market Mein Apni entry Le aur FIR apni timing ke according himakat se exit Ho Jaaye showtime ko manage Kijiye aur Forex Mein maximum varnan kijiye
    • #3 Collapse

      Re: time ki management krna

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men time ki bahut ziyada importance hey kiun k forex trading men jitni ziyada time invest karen utni jaldi kamyabi milti hey iss liay pahlay apnay time ko adjust karen aur daily base pe 6 se 8 hours zaroor forex trading men kam karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: time ki management krna

        Main aap ki baat say muttafik hun kay forex forum main kamyaabi kay liay time management bahot zaroori hay ager ham forex business main time ko sahi manage kar lain to ham forex forum ka experience bhi hasil kar sakty hain oar apna time bhi sahi yarewky say estamaal kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: time ki management krna

          Learning Hasil Karke ek time table Banakar Forex mai kam karna chahie free Ham Paisa Kama Sakenge Forex 1 best business Hai Isko samajh na Ek Din Ka Kam Nahin Hai Ham struggle Karenge to hi Ham kama Sakenge yah Ek Aisa business hai jo hamen learning de raha hai aur hamen earning bhi de raha hai Ham ismein lalachi ban ky kam Karenge To Hamen Kuchh Bhi Hasil Nahin hoga
          • #6 Collapse

            Re: time ki management krna

            Time table.magment Karna apni kamyabi hony neahani hai.forex forum ap sub ko chahynpoper time k sath harwork.karna chahy.
            • #7 Collapse

              Re: time ki management krna

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Marium پيغام ديکھيے
              hamain is k bary main planing kar k h hum achi trade karni ho gi aur time ki kadr krni chahye is k bary main l earning karni ho gi tab hi hum suces sho skaty hain aur hamain is k bary main practice karni ho gi ta k earn karnay main bi asani ho skay gi auar boht say log is forum main kam karty hain aur hamain chahye is k bary main practice karna ho ga tba hi hum trade karny k kabil ho sakty hain it is best job
              Dear ap ne agar ais market mai trading karni hai to ko ais market mai time table bana lena chaye aor aus k hisab se ap ko ais market mai kaam karna chaye ap agar ais market mai jitna zayda acha kaam karty hai to ap ko ais market mai time atna hi lagana chaye jis se ap ki life disturb na ho ais se ap ais market mai asani se kaam kar skaty hai.
              • #8 Collapse

                Re: time ki management krna

                G bilkul member ko chachey Kh wo time ki management kr k apna target achieve key r post py focus kary better quality ki post key phr Acha bonus hasil key r us sy phr trade open key..
                • #9 Collapse

                  Re: time ki management krna

                  time management bahut jyada important Hota hai jab tak Ham time management nahin karenge tab tak Ham kamyabi hasil nahin kar payenge isliye Ham sab ko kamyabi hasil karne ke liye time management karna hota hai tab hi Ham ek acche aur kamyab trader Ban paate Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: time ki management krna

                    hamy time ko achy sy manage karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gr beth kar is amin kam kar sakty ham is mai out off soct account bana kar be kar be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala aik best business hain ham is main apni marzi sy time atble bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: time ki management krna

                      Forex ko istemal karne ke liye aapko proper time table banana chahie aur time table banana bahut aasan hai Forex ke hawale se ab 2 ghante subah do ghante dopahar ko aur do ghante raat ko Forex ko time dekar aap kamyab ho sakte hain. Maze ki baat yah hai hi aap apne kaam kaaj karke bhi istemal kar sakte hain ek kisan ka aapka part time job hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: time ki management krna

                        Ji han acchi time management Hamari kamyabi ki Zamanat hoti hai Forex Ek Aisa business hai jis mein Hamen regular aur punctual Ho Kar kam karna parta hai bahut se log kam Chhor Dete Hain aur time zae Karte rahte hain lekin Agar Ham beshak thora bahut time dete Rahen lekin daily Dena chahie To Ham weekly base per bahut Achcha bonus Hasil kar sakte hain Hamen apni masrufiyat ke mutabik time adjust karna chahie aur mere Khyal Mein Hamen Apna work time table ke mutabik karna chahie to Ek Din Ham Bhi Ek successful trader Ban sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: time ki management krna

                          bohat he achaa sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum lot of hard work karni start kardaa or ha ager hum ko forex sa achi earning earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum forex ma time manageement learn karni start kardaa to per hum ko achi profit hoge warna hum ko loss he hoga................
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: time ki management krna

                            hamain is k bary fundamental planing kar k h murmur achi exchange karni ho gi aur time ki kadr krni chahye is k bary principle l procuring karni ho gi tab hey murmur suces sho skaty hain aur hamain is k bary primary practice karni ho gi ta k acquire karnay principle bi asani ho skay gi auar boht state log is gathering principle kam karty hain aur hamain chahye is k bary principle practice karna ho ga tba hello there murmur exchange karny k kabil ho sakty hain it is best employment

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X