Trade lgany sy pehly analysis keun zarori hoty hain??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade lgany sy pehly analysis keun zarori hoty hain??
    Salam to all dear members, dear Mera yah Sawal aap sab Logon se yah hai ki Jitne Bhi Main Jahan per members ko kam Karte Dekha Hai takriban Yahi Kahate Hain Ki trade se pahle analysis Karen Tu Mera Sal aap Logon se yah hai ki train Lagane se pahle analysis Kyon Jaruri hote hain analysis karne ka Hamen Kya fayda Hota Hai Agar Ham analysis Nahin Karte portrayed aise hi Laga Dete Hain To usse Hamen kya nuksan hoga?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade lgany sy pehly analysis keun zarori hoty hain??

    Dear friend analysis kay baghair trade kabhi bhi success nai ho sakti. Isi liye analysis karnay ka bar bar kaha jata hay, trading ka complete dependence successful analysis per hota hay, agar hum hard working kar kay market kay analysis kay sath sath technical and fundamental analysis karain gay to hamain apni trade main kabhi bhi nakami nai hogi.
    Last edited by ; 18-04-2020, 09:31 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Trade lgany sy pehly analysis keun zarori hoty hain??

      Hamen analysis ko istemal karke tradeplace Karni chahiye FIR hi Ham munafa Hasil kar Sakenge Agar Ham Forex Mein trade Lagate Hue market ke kisi rule ko ignore kar denge To Hamen nuksan ho jaega is nuksan main market ka Kasur Nahin Hota Hamen Soch Samajh Ke risk Lena chahiye Fir Bhi Ham Aage badh Sakenge for Ek Aam business Achcha business hai ismein Ham apni Marji se time table banaa ke kam kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Trade lgany sy pehly analysis keun zarori hoty hain??

        hamain market main anlsye kar k hi hum achi trade kar k hi hum suces shon gay aur hamain is forum main expeirence ho ga tab hi hum achi earn karny k kabil ho sakty hain aur har kio achy say trade lga skaty hain but hamain market main ksii b wqt trade kar k hi hum achi trade karny k k abil ho skaty hain aur hamain market main trade kar k hi hum loss say bach sakty hain ta k earn ho
        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
        • #5 Collapse

          Re: Trade lgany sy pehly analysis keun zarori hoty hain??

          Ji han dear aapane bilkul sahi kaha hai trade Lagane se pahle analyse karna Jaruri hota hai analyse se Ham market ko acchi Tarah follow kar sakte hain aur Market ki movement ko bhi samajh sakte hain Jab Ham market ko acchi Tarah analyse kar ke apne trading Karte Hain To Hamen Hamari trading Mein loss Nahin Hota usmein Achcha profit Mil Jata Hai isliye Hamen Hamesha trade Lagane se pahle market ko analyse Karen Taki Hamen Achcha profit mil sake
          • #6 Collapse

            Re: Trade lgany sy pehly analysis keun zarori hoty hain??

            hamy makret ko achy sy samaj kar is ky ruls ko follow kar ky is main trade kagani chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kr sakty hain ham is main 24 gantho main sy kisi be waqt kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam kary ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny agr beth kar is main kam kr sakty hain yai aik intebratrioanl busienss hain
            • #7 Collapse

              Re: Trade lgany sy pehly analysis keun zarori hoty hain??

              Analysis karne se market ka view clear ho jata ha. Es se hamain resistance aur support levels ka andaza ho jata ha. Pher usi view ko samnay rakhtay hue ham planning kartay hain aur apna earning target set kartay hain. Matlab kehne ka ye ha k analysis karne se ham trade karne k qabil hotay hain aur ham plan kar k market se achi earning karne me kamyab ho jatay hain.
              • #8 Collapse

                Re: Trade lgany sy pehly analysis keun zarori hoty hain??

                dear friend forex trading mn trade lganay sa pehlay market ka analysis krna is liay zroori ha k jb ap market ka analysis krtay hn to apko market ki movement ka achhi trh andaza ho jata ha aur ap uskay mutabik trade lga kr achha profit hasil kr sktay hn
                • #9 Collapse

                  Re: Trade lgany sy pehly analysis keun zarori hoty hain??

                  Friends analysis so bahut jaruri hai Kyunki Bina analysis ke a Ham Kam Nahin kar sakte isliye Hamen chahie kya trade Lagane Se Pahle market ka han Jarur Karen Taki ki Hamen main bad mein Main Hamen main loss ka Samna Na Karna Pade isliye unless karna bahut jaruri hai isase aapko market ka yah idea ho jata hai KR Market ab Jayegi ki yaden Jayegi
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade lgany sy pehly analysis keun zarori hoty hain??

                    Ji han bhai trade Lagane se pahle market ki judgement Zaruri Hoti Hai Ta ke market ki value Ka Pata Chal sake Agar market Hamari favour Mein Ho to trade Karni chahie Varna Agar market favour Mein Na Ho to trade Nahin Karni chahie analysis matlab Tajzia ka bahut zyada faida Hota Hai apni Marzi Nahin Karni chahie Jo log apni Marzi karte hain aur Market ko analysis Nahin Karte to wo loss Main Jaate Hain To Bhai aap apna time zae na Karen Bal ke mehnat aur Lagan se market ko dekh bhal kar trade Kiya Karen.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade lgany sy pehly analysis keun zarori hoty hain??

                      Assalamu Alaikum ji aapane Sawal poochha hai ki dryer se pahle analyse Kyon jaruri hai Iske jawab Main Hoon Yahi kahunga ki market to analyse karne se Hamen market train ka hota hai aur sath hi Sath Hamen bi aur Sel friend ke completely information Hasil hoti hai aur iske sath market up and down ke bare mein bhi Hamen bahut Achcha han Na ladiss Hota Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade lgany sy pehly analysis keun zarori hoty hain??

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے
                        Salam to all dear members, dear Mera yah Sawal aap sab Logon se yah hai ki Jitne Bhi Main Jahan per members ko kam Karte Dekha Hai takriban Yahi Kahate Hain Ki trade se pahle analysis Karen Tu Mera Sal aap Logon se yah hai ki train Lagane se pahle analysis Kyon Jaruri hote hain analysis karne ka Hamen Kya fayda Hota Hai Agar Ham analysis Nahin Karte portrayed aise hi Laga Dete Hain To usse Hamen kya nuksan hoga?
                        G ap nay bahut zbrdsast bat ki ha agr koi bhi trade open krnay say pehlay achay say analysis kea jaye to meray khayal mn us trade mn ziyada confidence ay ga aur bat yeh ha k agr analysis acha ho ga to trade mn munafa k chance ziyada hon gay agr aik trade aisay he baghir kisi analysis k open ki jaye to us mn shak o shubat ziyada hon gay aur loss k chance qdray ziyada hon gay. Behtar yahe ha k trade open krnay say pehaly acha analysis kea jaye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade lgany sy pehly analysis keun zarori hoty hain??

                          Trading keliy analysis bht zrori he.analysis se humy pta chalta he ke markeet up hu rahi ya down.agr candle up ja rhi hu tu humy buy krni he aur agr candle low huti hr tu humy sell krni chaiaya so humy analysis krna bht important he trading ko.
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Trade lgany sy pehly analysis keun zarori hoty hain??

                            thanks dene bhi important hote hain aur thanks lene bhi important hote hain yah donon kam bahut jyada important hote hain isliye sirf thanks lene per hi focus mat rakho balke thanks dene per bhi focus rakho Taki aapko bhi jyada se jyada thanks Mile aur achcha bonus mil sake
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trade lgany sy pehly analysis keun zarori hoty hain??

                              Analysis se humy pta chalta he humari trade humy profit degi ya loss...analysis se hum poiny fix kr skty hain ke yaha trade lgani chaiyaa ya nai.analysis se hi previous trading points ka pta chalta jo profit pr he ya loss pr..
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X