Balance aur equity main kia farq hota hai ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Balance aur equity main kia farq hota hai ???
    Dear members instaforex account maim.balqnce r equity k do option hoty hain tu main yeah puchna chaahta hon k.aya k dono.ek he cheezain hain ya alag alag hain in ka kia farq hai r q use hoty hain yeah???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Balance aur equity main kia farq hota hai ???

    Mujhe is bare mein knowledge Nahin Hai Lekin balance aur equity Mein Koi Fark Nahin Hota Jitna Hamara balance Hota Hai Hamari utani hi equity Hoti Hai Ham Apne equity ke mutabik trade Laga sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Balance aur equity main kia farq hota hai ???

      hamain equity ko mange kar k hi hum achi trarde kar k hi hum run karien gay uar hamain is k bary main rpactice karni ho gi tab hi hum trade karnay main bi asnai ho skay gi aur hamain market main kam kar k hi hum apni har zroat k pora kar k hi hum trade karny main bi asnas ho saky gi aur hamain expeirence ho ga tab hi hum trade karny main bi koi prblm na ho saky gi
      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
      • #4 Collapse

        Re: Balance aur equity main kia farq hota hai ???

        Forex 1 international business hai Hamen ismein quality wala kam karna chahiye free Ham Vaisa samajh Sakenge Agar Ham isliye mistake Karke kam Karke To Hamara account Band Ho Jayega isliye Hamen mistake ko khatm karna hoga aur Hamen struggle per focus karna hoga Fir Bhi Ham Aage badh Sakenge
        • #5 Collapse

          Re: Balance aur equity main kia farq hota hai ???

          dear balance aur ewuity ye donu different hain.jaisa k hamara balance agar 100 usd hai aur hm trade laga detay hain aur trade abhi running mein hai os hm ne close nahi ki aur os pe 10 dollars loss show ho raha hai to iska matlab hai k hamara balance 100 dollars aur eqyity 90 dollars hai
          • #6 Collapse

            Re: Balance aur equity main kia farq hota hai ???

            Bonus aur equity ek he cheez hain lekin bonus wo hota ha jo trade laganay se pehle hota ha. jabkay equity wo hoti ha ha jo present trade ko mila k hoti ha. misal k tor per agar balance 50$ ha aur trade 5$ profit me ha to equity 55$ hogi lekin balance wohi 50$ show hoga.
            • #7 Collapse

              Re: Balance aur equity main kia farq hota hai ???

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Abdul Rouf Haider پيغام ديکھيے
              Dear members instaforex account maim.balqnce r equity k do option hoty hain tu main yeah puchna chaahta hon k.aya k dono.ek he cheezain hain ya alag alag hain in ka kia farq hai r q use hoty hain yeah???
              Agar aapke pass 50dollar ka bonus hai aur aapane koi track open ki to ho sakta hai ki aapki trade loss Mein Jaaye ya per profit Mein Jaaye Agar profit Mein Jaati Hai to Aapka bonus Usi Jagah per rahata hai lekin equity badhati rahti hai aur Agar aapki trade loss mein chali Jaaye aapka bonus Usi Jagah per rahata hai lekin equity Nahin chahie Aati Hai isliye usi ko hi bonus aur equity Kahate Hain.
              • #8 Collapse

                Re: Balance aur equity main kia farq hota hai ???

                Balance r equity main ye difference hai trade open kerny se pehly apka balance r equity same hota hai and jab ap trade open kerty hain to equity boht matter kerti hai trade open kerny k bad ap dekhty hain k equity main bonus kam ya ziyada ho raha ho to isi hisab se equity kam r ziyada hoti hai and apki trade loss main jay to equity kam hoti jati hai trade profit main ay to equity increase hoti jati hai r equity strong hony ki base per hi ap eik trade open hony k bad bhi acha entry point milny per dosri trade open ker sakty hain to equity boht matter kerti hai infact yehi apka total balance hota hai jis per apka account run ker raha hota hai equity ka string hona must hai
                • #9 Collapse

                  Re: Balance aur equity main kia farq hota hai ???

                  G dear ham ko is me koi information nhi hy magar is me mujhy lagta hy ye ik kays hy hamara balance jitna hota hy os ky mutabik ham equity laga skaty hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Balance aur equity main kia farq hota hai ???

                    dear brother Jab aap Forex trading karte hain to aapko inch it donon chijon ka bahut Khas kya Rakhna Padta Hain balance hota hai jo aapke account mein total Hote Hain aur equity use Waqt barabar Hoti Hai Jab aap koi bhi trade open Karte Hain To vah Aapke Kaun Kuchh aur Karti Hai equity ko ke aapke account Mein Kitna profit ho raha hai ya FIR vah last Mein ja raha hai aapko equity Ko Dekhkar trade Lagani padati hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Balance aur equity main kia farq hota hai ???

                      balce wo hota hai jo ap apney instaforex acount main deposite karty hain ya ap ko pak forex forum ki traf sey jo bouns milta hai wo ap ka balnce hota hai .equity equity jab tak ap koi traide opan nahi karty hai to ap ki equity balnce k barbar hoti hai jab ap koi traide karty hain to phir ap ki equity change hoti rhti hai phir jab ap traide ko clos karty hain to profit ya loss hota hai wo ap k balnce main add ho jata hai .
                      information for Beginners
                      Complete Forex Knowledge
                      • #12 Collapse

                        Re: Balance aur equity main kia farq hota hai ???

                        dear Jo balance hota hai wo hamara bonus ya deposit hota hai r hum jb trade ko open krte hain to agr woh loss men jae ge r jitna loss hota jae ga to hamara balance km hota jae ga to usko equity kehte hain r agr profit men jae ge to equity increase hoti jae ge qk balance men profit add hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: Balance aur equity main kia farq hota hai ???

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Awais44 پيغام ديکھيے
                          Mujhe is bare mein knowledge Nahin Hai Lekin balance aur equity Mein Koi Fark Nahin Hota Jitna Hamara balance Hota Hai Hamari utani hi equity Hoti Hai Ham Apne equity ke mutabik trade Laga sakte hain
                          ap ko main es ki detail day daita ho jab ap bat karty hain tu balance ki tu balance ko Forex main Capital kaha jata hai or capital ap ka woh balance hota hai jo ap nay deposit kiya howa hota hai ya jo withdrawal kay bad ap kay account main baqi reh jaye lekin jab ap trade open karty hain tu ap ki trade ager minus ya plus mai hai tu woh ap kay main balance se plus or minus ho kay jo baqi rehti hai us ko equity kaha jata hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Balance aur equity main kia farq hota hai ???

                            Ine dono mein hi fark hota hai aur is far ke bare mein koi bhi senior member aap ko sahi se bata sakta hai is liye jis chiz k baray bhi members ko samajh nahin aati hai vah senior member se hi help le kar aur un se pata kar leni chahie isi tarah se members ka experience please jyada hota hai aur isi tarah se members ko trading ke bare mein bhi experience hasil ho jata hai aur trading ke bare mein jitna jyada experience member ke pass hoga isi tarah se member acchi trading bhi karke aur kamyab ho jaenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Balance aur equity main kia farq hota hai ???

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Abdul Rouf Haider پيغام ديکھيے
                              Dear members instaforex account maim.balqnce r equity k do option hoty hain tu main yeah puchna chaahta hon k.aya k dono.ek he cheezain hain ya alag alag hain in ka kia farq hai r q use hoty hain yeah???
                              Meray khayal mn balance aur equity mn koi farq nai aik jesi hain lekin aik thora bahut farq jo mujhay samjh aya ha Balance sb say top pay jo show hota ha us mn apka jo nafa ya nuqsan chal raha hota ha mtlb jo order abi close nai huay hotay unko nikal k show hota ha jb k equinity nafa ya nuqsan ko shamil kr k mojoda jo hoti ha wo hoti ha. Waisay koi khas farq nai dono ka end result aik he chez ha.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X