Waise to forex market Mein Jab aap log analysis Karte Hain To aap Logon Ko two type ke analysis Karne padte hain sabse pahle technical analysis aur uske bad fundamental analysis donon ki ahmiyat Apni Jagah bahut jyada hai Kyunki aap Logon ki trading main jo success hoti hai vah aapki analysis per depend karti hai aap Logon ke analysis jitne Jyada strong Honge aap Logon ki trading Mein profit hone ke chances kitne Jyada increase Ho Jaate Hain vaise to aur donon chij ki importance se Inkar nahin kiya Ja Sakta Agar fundamental analysis ko Samne rakhte Hue trading ki Jaaye to munafa ki ziada umeed ke Jyada Hote Hain aur Aasan Tarika Kya Hota Hai K trading Se Pahle aap log market ki price action ko dekhne aur aur calendar ko check kar le aap log calendar dekhne ke bad yah aasani se estimate Laga Lete Hain Ki FMOC meeting Bank state yah form payroll trading Na Karna behtar Hota Hai dusre Jab Bhi Kabhi Koi important news Hote Hain to aap Logon Ko chahie ki aap log ine se kam se kam ek ghanta pahle apni trading rok Den agar aap professional trader Banna Chahte Hain To fundamental analysis mein jyada dilchaspi le.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим