Forex market mai live trading par traders confuse ho jaty hain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market mai live trading par traders confuse ho jaty hain.
    Dear ap ne agar demo account par kaam kia ho to ap ko ais mai kai dafa loss mai ya trade lagaty waqat wo feeling nai aati hai jo ap ais market mai real account par trade lagaty hai to aus time ap ko dar laga raha hota hai aor aus time ap confuse ho jaty hai ais market mai ap ko time lagana chaye aus k baad ap ko ais market mai faida ho jata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex market mai live trading par traders confuse ho jaty hain.

    Forex market Mein Jab live trading Mein Jo Bhi member participate kar raha hai vah Jab Koi trading entry Lagan lagta hai tumko confuse ho jata hai Kyunki market ki movement ko samajhna Har Kisi Ke bus Ki Baat Nahin Hai aur Aisi condition Mein confirm Hona normal baat hai aap log bhi confuse ho sakte hain but aap log is bar Kaho Paas Hai Ki Nahin Jab aap Logon ke pass Forex trading ka Achcha Na Lage hote hai aur aap Logon per reading karne ka hota hai acche se kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex market mai live trading par traders confuse ho jaty hain.

      Dear friend as per UN Logon ke sath Hota Hai Un traders ke sath hota hai jo Jinke pass knowledge or experience bilkul bhi nahin Hota Jo experience trader hote hain vah Jante Hain Ki market kab Upar jati hai aur kab niche aati hai to use hisab se vah cell ya bi karte hain unko Pata hota hai ki technically ya currency pair kahan Jaega aur fundamental lihaj se yah kahan Jaega To vah accordingly trade Karte Hain.
      • #4 Collapse

        Re: Forex market mai live trading par traders confuse ho jaty hain.

        hamy best experience or knowkrdge hasil kar ky is main trading karni chahey pher hi ham kmayab ho sakty hain or acha munfa kama sakty hain yai aik reak business hain forex aik asa business hain jis main kam karny jy liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny agr betah kar is main kam kar sakty hain ham is main out off cost account bana kar be kam kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex market mai live trading par traders confuse ho jaty hain.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Munda پيغام ديکھيے
          Dear ap ne agar demo account par kaam kia ho to ap ko ais mai kai dafa loss mai ya trade lagaty waqat wo feeling nai aati hai jo ap ais market mai real account par trade lagaty hai to aus time ap ko dar laga raha hota hai aor aus time ap confuse ho jaty hai ais market mai ap ko time lagana chaye aus k baad ap ko ais market mai faida ho jata hai.
          g waqi bhai bht sa log is ma confuse ho jaty han is ka tariqa ya ha k phly bndoun ko demo account ma kam krna cheye ta k uski kuch confusion dor ho jye. us k bad real accopunt ma kam krin ga tu ap ko itna feel no ho ga is liye demo sa experience la lain phlyh.
          • #6 Collapse

            Re: Forex market mai live trading par traders confuse ho jaty hain.

            Dear brother Dekhen Jab aap demo account per kam Karte Hain To aap Thode relax Ho Kar kam karte hain Kyunki aapko Pata hota hai ki yah aapka demo account hai lekin Jab aap live account per kam Karte Hain To usmein aap thoda confuse ho Jaate Hain Kyunki usmein Agar aapko loss Ho Jaaye to aapko Pata hota hai ki aapki investment ya FIR aapko bolna usse vah soyega to isliye trader confuse ho Jaate Hain To Lagate Hue unko Thodi Mushkil per Jaati Hai Lekin agar koi bhi achcha trader market Tumko pahle analysis Karega to vah kabhi bhi confuse Nahin Hoga vah aaram se trading kar sakta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Forex market mai live trading par traders confuse ho jaty hain.

              han g bilkul my dear and respected member apki bat to bilkul hi thk hy hamin yhan per markeet ko analyse kerty huy bht hi confusion hoti hy jab bhi ham loog yhan per kaam krein gy to hamin is confusion ko door kernuy ka mouqa bhi ily ga aour jab yeh confusion door hogi to hi achi trading kernuy key chnces ho skty hein.
              • #8 Collapse

                Re: Forex market mai live trading par traders confuse ho jaty hain.

                Gee haan bhai aisa hota hai aur hota unn logoun kay sath hai jin ka forex ka experiance kam hota hai aur jin mein trading kernay ka confidence nahin hota aap forex mein mehnat sae kaam kerain tou aisa nahin ho ga aur jo experience trader hotay hain woh jantay hain kay market kab ouper jati hai aur kab niche aati hai to use hisab se vah cell ya bi karte hain unko Pata hota hai ki technically ya currency pair kahan jaega aur fundamental lihaz se yah kahan jaega tou woh accordingly trade kertay hain aur khoob profit bhi hasil kertay hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex market mai live trading par traders confuse ho jaty hain.

                  bilkul buhat confuse hote hian is liye hmain mehnat se kaam karna hota emotions mein agar ham kaam karain ge to ham loss karain ge is liye mehnat se ham ne kaam karna hai agar ham ne mehnat se kaam karna hai learn karna hai is liye mehnat se ham ne kaam karna hai acha kaam karna hai to ham kameyab ho sakte hain is liye mehnat se kaam karain demo pe hi ham ye sab kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex market mai live trading par traders confuse ho jaty hain.

                    forex market mein trading karne ke liye Sabar chahiye Hota hai aur iske liye aap ko apne andar Sabar paida karna chahie kabhi bhi jaldbaji nahin karni chahie aapko apne emotions ko control mein rakhna chahie per acchi tarah se learning karte rahana chahie Taki aapke andar confidence paida ho sake
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex market mai live trading par traders confuse ho jaty hain.

                      G bilkul thk kaha ha live trading thori difrent hoti ha is wja sy members usko dkh k confuse ho jaty hn or iski wja sy loss mn chly jaty hn ya phr trade glt lga bthty hn is lye unko soch smjh k aisa krna chahye
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex market mai live trading par traders confuse ho jaty hain.

                        Ji bilkul theek Kaha Jo log live trading karte hain vah confuse ho kar trade open karte hain Hamen confuse ho kar trade open Nahin Karni chahie balki acche confidence ke sath mehnat ke sath Shabd ke sath aur emotions ko control Karke trade open Karni chahie tabhi aap acchi trade lagakar acchi earning bhi kar Sakenge aur successful trader bhi ban Sakenge Forex all world mein famous business hai Forex Mein Hamen Jyada Se Jyada Shabd ke sath kam karna chahie emotion hokar trade open Nahin Karni chahie lalach Nahin Karni chahie money management ke sath kam karna chahie tabhi aap account bhi saaf Rakh Sakenge aur account wash hone se bhi bacha Sakenge

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X