New members ko gold pr trade nhi karni chahey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: New members ko gold pr trade nhi karni chahey

    G haan new members ko gold per bilkul bhee trade nhi lagane chaye.enhen chaye k wo currency pair per trade lagayen.and trade lagane say oehle seniors say zoror mashwara ker ekintab he wo kamyabi hasil ker sajty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: New members ko gold pr trade nhi karni chahey

      Yes I agree with you my dear. new members ko gold per trade nhi krni chahiye kyun keh gold bahut he tezi se up down hoti hai ye pair esi liye gold per new ki trading loss ko dawat deny k mutradif hai. esi liye new pehly ksi ek ya do currency per trading start kren phir wo khud ko gold ki traf lain huge experience k baad. thanks
      • #18 Collapse

        Re: New members ko gold pr trade nhi karni chahey

        Forex trading gold 1risky pair hi gold ki moment bhi jyada fast hoti Hai Gold per trade karne ke liye hamare paas balance achcha hona chahie ine dinon market ki munh mein jyada fast hai jo Forex trader Gold per trade karte hain unhen chahie ke woh take profit stop Las ke sath trade Karen aur koshish karen gold ka jo trend trend ke mutabik trade karne ki forex trading mein new member ko chahie keva Gold per practice Karen Apne analysis Karen aur is ke bare mein achcha knowledge hasel karne ki koshish karen Taki vah Forex trading se fayda asal kar sake.
        • #19 Collapse

          Re: New members ko gold pr trade nhi karni chahey

          Dear member Forex trading difficult online business hai lekin usmein aap learning Hasil karne ke bad acchi Nahin Le sakte hain. lekin Agar Ham baat karte hain precious metal gold ki to vah Forex trading se bhi ziada mushkil hota hai kyunki uski movement bahut jyada fast hoti hai aur vah fundamental issues ki vajah se apan download karta hai isliye jitne bhi newsreaders hain vah isko trade karne se avoid Karen.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: New members ko gold pr trade nhi karni chahey

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad ameer پيغام ديکھيے
            Dear friend g han new members ko gold pr trade nhi karni chahey gold bhot riski peir hain gold pr trading ky liye eaxpirense ho na bhit zarori hain agr eaxpirense ho ga to achi earning kar saky gy is liye trading ka eaxpirense gain karin or pahr trading karin eaxpirense ky bager trading karin gy ti acount wash ho sakta hain
            Haan g ap nay sola anay sahe kaha ha new members ko chaheay k gold pay trade na krain kyun k gold ki movement bahut ziyada hoti ha jis ki vja say account k wash honay ka khatra rehta ha. Me new member jis mn me bhi shamil hun gold ki bjaye currency pay trading krni chahey. Gold pay trading bahut ziyada risky hoti ha jis mn loss aur profit bahut he quick hota ha aur ziyada heavy mevemnet say account zero ho skta ha so behter yahe ha k Gold pay trading na ki jaye specially new member.

            اب آن لائن

            Working...
            X