Re: Oil market abhi mazeed down Jayegi.
mera khayal hai k jab yaqeen hai k market down jaye gi sell ki trade laga kar achha profit kamaya ja sakta hai. lekin oil mein analysis bahot zyada fail hoty nazar aye hein dekha ye gya tha k Saudia aur Russia ki deal ho gi to oil jo hai ye 30$ ko cross kar jaye ga lekin Saudi Arabia aur Russia ki deal hogayi sath mein America ne bhi supply cut karne ki hami bhari lekin ap dekhein k qeematein jo hein wo bharne ki bajaye bahot zyada kam hogayi hein aur es ne bahot sare traders ka account wash bhi kar diye hein jin mein hamare khud k 4 accounts shamil hein aur 1 abhi kanare par kharra hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим