Gold ne peak point se girna shuru kar diya hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ne peak point se girna shuru kar diya hai
    Gold per bahut se member trading karte Hain aur bahut se member gold ki trading ke liye aur Gold ke analysis ke liye post kar rahe hote Hain to main apne analyses Gold ke bare mein Dena chahta hun jahan tak mere analyses hai to cal main gold ki movement ko dekha hai cal se gold ne girna shuru kar diya hai aur main samajhta hun ki aap iska sale ka trend shuru ho chuka hai aur aapane ismein niche ki taraf aana hai isliye ab Ham sale ki trade se kafi acha munafa Kama sakte hain
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold ne peak point se girna shuru kar diya hai

    Technically gold market ne before Friday means Ke jumme Raat Wale Din Hamen Ek positive evidence diya tha ki next market Ne download karna hai agar Ham daily timeframe main market ko observe Karen To Hamen Ek graveyard OG Najar Aaegi Jo candlestick ka sabse strong Pehchan Hai Aur Hamesha Seva resistance by generate Hota Hai Jiski base Parmar kitne next day bahut hi or standing download kiya from the level of 1700 towards the level of 1660 but maybe advise nahin kar raha ke masjid gold Ne niche jana hai koi bhi gold ko cell na Karen Kyunki yah Ek trap Hai basically Shailesh ko Khush karne ke liye yahan se market maximum by Hogi aur gold market ka next level 1800 Hoga next
    • #3 Collapse

      Re: Gold ne peak point se girna shuru kar diya hai

      gold aik risk pari hota hain hamy is main expert ban kar kam karna chahey agar hum new hain to hamy gold pair ko trading ky liey chose nahe karna chahey is ke movement bohat fast hote hain hamy is mai experience sy he kam karna chahey hum is mai live kam karty hain hum is main sada urdu mai kam karty hain hum din main be kam kar sakty hain or hum rat main be kam kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Gold ne peak point se girna shuru kar diya hai

        gold 1 risiky pair hain humain es main boht soch smj kar humain es main trade lgane ho g eour humian es main market ke up our down ko dikh kar hum es main trade lga skty hain hum es main kam kao karny kay ley humain es main mahnat say humain es main kamkarna ho ga to he hum es main kamjab ho ksty hain hum es main bgir pison kay account bna kar hum es main kam kar skty hain
        • #5 Collapse

          Re: Gold ne peak point se girna shuru kar diya hai

          ge han dear app ke bat theek hai abb gold ke market down hona start ho gai ha is liya hamain soch samjh kay pher he trad karni ho ge agar hum trad main jald baze karain gay to hum loss kar lain gay hamain forex main apany analysis say or lagan say kam karan gy to pher kamyab hon gay forex main jitna acha experience ho ga utna he acha kama lain gay
          • #6 Collapse

            Re: Gold ne peak point se girna shuru kar diya hai

            Yes aisi hi bat hy gold ny is week bhaut upar movement ki hy aur ab tu voh neechy ay ga hi lekin ab market close ho chuki hy so ab voh koi movement nhi kr rha hy hum ko is pr nazar rkhni chaiy aur is ki analysis krty rhna chaiy dear agar hum achi analysis krein gy tu hi hum achi trading kr saky gy
             
            • #7 Collapse

              Re: Gold ne peak point se girna shuru kar diya hai

              Yes i agree brother gold ne ab girna start ker diya hai and now gold indown trend so we can sell it gold k donw trend ki waja se ham is se acha profit gain ker sakty hain ab kiun k is down movement hai and ab tak ye 1 month se up move show ker raha tha but ab gold ne peak point se girna shru kiya hai and is per 1800 tak jany k analyse kiye gay thy lakon is ka down trend start hua but next week k liye apny qnalyse strong rakhen and trend confirm ker leny k bad hi gold per trade karen
              Last edited by ; 18-04-2020, 08:11 AM.
              • #8 Collapse

                Re: Gold ne peak point se girna shuru kar diya hai

                G gold ny is week bhaut upar movement ki hy aur ab tu voh neechy ay ga hi lekin ab market close ho chuki hy so ab voh koi movement nhi kr rha hy hum ko is pr nazar rkhni chaiy aur is ki analysis krty rhna chaiy dear agar hum achi analysis krein gy tu hi hum achi trading kr saky gy
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Gold ne peak point se girna shuru kar diya hai

                  hamy gold ko achy sy samahj kar is ky rules ko follow kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha munfa kama sakty hain agr ham is main tukky laga kar is main lalach ky sath kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain is main market ka yai hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota yai aik real business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold ne peak point se girna shuru kar diya hai

                    Bhai gold per Jab aap trading kar rahe ho to aapko bahut jyada Itihaas Karni chahie Kyunki ismein bahut se factor hote hain yah Ek globally business hai to isliye ismein Kuchh Kaha Nahin Ja sakta ki yah ab Majeed girega ya Upar Jaega isliye ismein aap Jyada Badi lot wale trade na lagaen aur iska Koi alternative sochkar rakhen
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold ne peak point se girna shuru kar diya hai

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
                      Gold per bahut se member trading karte Hain aur bahut se member gold ki trading ke liye aur Gold ke analysis ke liye post kar rahe hote Hain to main apne analyses Gold ke bare mein Dena chahta hun jahan tak mere analyses hai to cal main gold ki movement ko dekha hai cal se gold ne girna shuru kar diya hai aur main samajhta hun ki aap iska sale ka trend shuru ho chuka hai aur aapane ismein niche ki taraf aana hai isliye ab Ham sale ki trade se kafi acha munafa Kama sakte hain
                      No my dear friend gold ka breakout fake hua Hai hi aur jahan tak mere analyses hai to Gold again uptrend mein move karne wala hai so hamen abhi koi train nahin leni chahie aur agar Ham long term trading karna chahte hain to hamen vate karna hi vyast hai aur vate karne se hi hamari trading good ho sakti hai so waiting is best after the confirmation Ham gold trading kar sakte hain aur jab tak Ham ine good confirmation nahin milati Hai hamari trading good nahin ho sakti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold ne peak point se girna shuru kar diya hai

                        Gee haan gold mein trading kafi zayada profitable hoti hai iss ki movement bohat tezz hoti hai humain iss mein experience sy he kam karna chahey hum is mai live kam karty hain hum is main sada urdu mai kam karty hain hum din main be kam kar sakty hain or hum rat main be kam kar sakty hain aur gold kafi ouper chala gaya tha tou ab iss nay neechay hi jana hai iss lye iss mein soch ker trading kerain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold ne peak point se girna shuru kar diya hai

                          bhhai gold ek aesa pair h jis ka up jana or down ana koi smaj mein nai ata h waese bhe gold ki moving bri teez hoti h lekin ab to markeet bht distrub h jis ki wja se markeet mein gold kbhe bhe kisi time achanak gir jata h or achanak hi gold up chla jata h is lye iska khas khyal krna chahye ta k is se markeet mein hamein koi noksan na ho

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X