Kya hamien indicators ke zariye hi trading krni chahiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya hamien indicators ke zariye hi trading krni chahiye?
    muje ye btaien ke jo indicators forex mien use hotay hien. kya hamien in indicators per hi inhsaar kerna chahiye. means ke sirf indicators ko dekh kr hi trade lagani chahiye ya phir nahi. kyoun ke boht se log indicator use krte hien is liye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ji haan hamein indicators k through trading krni chahiye kion k indicators i think hamein best guide krty hein about upcoming movement of market so hamein indicators pr b believe krna chahiye ar news ko b deikhna chahiye
    • #3 Collapse

      g han app ko indicator ko b use karna chahiyees say app ki trade ki profit double ho sakti hai app es say trend ko pata kar saktey ho asani say
      • #4 Collapse

        nai aisa nai hy k humain sirf indicators ki maddad sy he trading karni chaheay ... kio k indicators bhi hamehsha sy theek kam nai karty hai ... bandy ko apna bhi thora boht dimagh use kar laina chaheay kia kehty hai ho jae ga
        • #5 Collapse

          ha g q k indicators hoty he mhain signal or indicate k ly hy oe in ki mdad sy hmain askr kafi sara profit b hohta hy or kbhi loss b hota hy .to ap indicators p trust kr skty hy....
          • #6 Collapse

            assalamu alaikum dear indicators aap ko ye batate hai ke market itne move hoee leken ye nahi bata tee ke ab market itne move ho ge is leye ham ko indicators see zeyda news or apne knowledge or experience par hi bharosa kar na chahiye
            • #7 Collapse

              Brother indicators hamesha expert analyst hi bana te hen par kafi had taq wo theek bhi ho jate hen magar ye zaroori nahi k hamesha indicators hi sahi ho ap apna zehen bhi istimaal karen....
              • #8 Collapse

                if you consider all of the money management then you have come to nothing because the forex you will never be money for such a large depot, so the choice is yours.
                • #9 Collapse

                  indicators k zriye b trading krni chahye lkn sab sy best hy aap apny knowledge aur experience ki base py trading kren to sab sy best hy
                  • #10 Collapse

                    no mere dst aisa karna zaroori to nahi hae kiunk mera khial hae k agar forex trading mein adi anaylisis ko hi achi tarah se study kar k trading karta hae to us k liay zaroori nahi rehta hae k woh forex trading mein earning k liay koi indicator bhi use kare......
                    • #11 Collapse

                      Indicators ka to yehi kam hy keh in ko use kia jaye aur is key mutabiq trading ki jaye. Jo log without indicators kam kartey hain, unhain loss ziada uthana parta hy. Indicators ko use krtey hoi trading karain to aik had tak loss hota hy aur ziada loss sey bacha ja sakta hy.
                      • #12 Collapse

                        indicator kia hote han or kia ise trading hoti ha forex ma. kia ye madadgar hote han forex trading ma iska koi acha istamal bateen take ise use kia jae.
                        • #13 Collapse

                          Forex trading me indicators ka bohat aham rol he he lekin ap sirf indicators pe forex trading nahi kr skte pehle apko forex trading ki mukammal knowledge haasil krni cahye phr indicators ap help kr skte hen
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            in the Forex trading business is very very good but if you want to do this business with the help of indicators and remember that if you want to use the indicators in this business then you need to get some good strategy for its use.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X