New traders k liye fear aik weak point hota hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New traders k liye fear aik weak point hota hay
    Aise traders jo ke forum per new hai aur un ko abhi trading ke bare mein zyada experience nahin hai un ke liye ek aisa point hai jo ke kafi weak hota hai is liye members ko khof mein aakar trading nahin karni chahie aur un ko bekhof ho kar hi trading karni chahie isi tarah se members achi trading kar paate hain aur isi tarah se trading karne mein un ko experience bhi hasil ho jata hai members ko chahie ki vah open mind se aur relax ho kar trading karen isi tarah se hi junior traders bhi expert ho paate hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New traders k liye fear aik weak point hota hay

    Ji han dost aap bilkul theek kah rahe hain fear Kisi bhi business Kisi bhi job even Duniya Ki Kisi bhi field mein Har Kisi Ka ka ek bahut kamzor point Hota Hai fear use Waqt Aata Hai Jab aapke pass Kisi bhi field Mein lake of knowledge and experience aur Lekh of confidence Ho demo account practice per experience ko improve Karen daily basis per learning ke sath Apne knowledge ko improve Karen Inshallah in this way you can improve your self confidence
    • #3 Collapse

      Re: New traders k liye fear aik weak point hota hay

      Aisa kha jaey k new members k ly dar bilkul sahi hota hai strong point hota hai to ghalat na hoga kyo k jab apko kaam nahi ata hai to apke darna haq banta hai apko jab kaam ata hoga ap main dar bhi nahi hoga k ap market ko samjh sakty hai phr kis bat se darna hai es k elawa yeh bat bhi hai k dar k agy jeet hai
      • #4 Collapse

        Re: New traders k liye fear aik weak point hota hay

        New traders k lie fear weak point ho skta h cz new traders ko trading ka idea nai hta na k way hta islie wo fear m reh k apna kam loss m ly jaty islie forex ko phly puri trhn prhne smjhne ki b zrurt hti h phr e hum trading kr skty
        • #5 Collapse

          Re: New traders k liye fear aik weak point hota hay

          Bilkul ap ny sahe kaha hy fear bari gandi cheezhy and ye new trader ma hoti hy lakin jab banda experienced ho jata hy to phir ahista ahista fear lhatam ho jata hy fear ke waja sy banda confidence ka sath trading nai kar sakta
          • #6 Collapse

            Re: New traders k liye fear aik weak point hota hay

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayeza پيغام ديکھيے
            Aise traders jo ke forum per new hai aur un ko abhi trading ke bare mein zyada experience nahin hai un ke liye ek aisa point hai jo ke kafi weak hota hai is liye members ko khof mein aakar trading nahin karni chahie aur un ko bekhof ho kar hi trading karni chahie isi tarah se members achi trading kar paate hain aur isi tarah se trading karne mein un ko experience bhi hasil ho jata hai members ko chahie ki vah open mind se aur relax ho kar trading karen isi tarah se hi junior traders bhi expert ho paate hain
            Yes my brother new pipal ke liye fear ki vajah se kafi loss ho jata hai hi so jab hamari practis good hogi aur hamara experience good hoga dhan hi ham trading se apne future ko kam kar sakte hain and then he hamari trading good ho sakti hai agar trading mein Ham apne Ko Kam nahin karte Hain to hamari trading kabhi bhi successful nahin ho sakti hai isliye hamen always try karna chahie ki Ham jab bhi Koi trade open karen to confidence ke sath trade open Karen Dena Ham successful ho sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: New traders k liye fear aik weak point hota hay

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayeza پيغام ديکھيے
              Aise traders jo ke forum per new hai aur un ko abhi trading ke bare mein zyada experience nahin hai un ke liye ek aisa point hai jo ke kafi weak hota hai is liye members ko khof mein aakar trading nahin karni chahie aur un ko bekhof ho kar hi trading karni chahie isi tarah se members achi trading kar paate hain aur isi tarah se trading karne mein un ko experience bhi hasil ho jata hai members ko chahie ki vah open mind se aur relax ho kar trading karen isi tarah se hi junior traders bhi expert ho paate hain
              New traders Ko Jab loss hota hai thoda sa Kisi open trade Mein To vah Pareshan Ho Jaate Hain aur bahut jald last Mein Hi trade co close kar dete Hain Aisa Hamen nahin karna chahie Kyunki market to donon Taraf Munh kar rahi hoti hai agar ek time mein Ham trade Laga Dete Hain To Humko vate karna chahie use Waqt Ke market profit Mein Chali Jaaye
              • #8 Collapse

                Re: New traders k liye fear aik weak point hota hay

                Aapki yah Baat bilkul theek hai ki jo Nahin Forex traders Aate Hain unhen khof hota hai aur is vajah Se Hua nuksan karte hain aur confuse ho ke galat trade Karte Hain, yah unke liye Kabhi. Hota Hai point ko Dur karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: New traders k liye fear aik weak point hota hay

                  Jo new member hn unky kam karny ka tareka aur jo senior member hn unky kam karny ka tareka bahut ziyada change hy new member ko pata nai chalta hy kam kesy karn voh galat kam bhi kar rahy hoty hn tou voh yeh samjh rahy hoty hn k voh bahut acha kam kar rahy hn aur jb unko loss ata hy tou unki ankhen khoulti hn aur jo senior member hn unky liy etna moushkil nai hy trading karny mn.
                  • #10 Collapse

                    Re: New traders k liye fear aik weak point hota hay

                    bohat he achaa sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga or ha ager hum new trader ha to per humko first of all demo account pa lot of practices karni hgoe q ka ager hum wahaa pa practices kartaa ha to per hum ko achi profit hoge warna hum ko loss he hoga.................
                    • #11 Collapse

                      Re: New traders k liye fear aik weak point hota hay

                      dear friend new trader ko chahye woh pahly forex ko achays ay sekhny ki koshehs kary aur as ka bahteren knowklldge hasel; kary tab hi woh as main kameyab ho sakta hy forexc ak bahteren earning hasel karny wala bahteren busnes hy as main mahnat log zaror kameyabi hasel kartyy hain aur wohj as sauy bahteren earning hasel karty rahty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: New traders k liye fear aik weak point hota hay

                        apke bat belkul thk hy jo bhe new member hioty hen to onhen forex trading ky baryu men belkul bhe experince nai hota hy humen chaia keh hum es men jab bhe kjam kare g forex men hum bahot he achi kamyabi hjasil kar saken gy forex men jo bhe member acha kam karta hy wo member bahot he achi kamyabi hailn kar jaata y humen bhe chaia keh hum acha kam karen gy
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: New traders k liye fear aik weak point hota hay

                          G blkol new trader k lia ya new members k lia forex ik weak point ha r weak point is trah ha k vo asal mi shro sa is busnies sa touch ni hty unhe pata ni hta baato ka lakin thora sa arsa guzrny k bad vo grip apni kr jaty Han forex pa r trding pa lakin kuch time shro vala bs un k lia bht hi mushkil hta ha kuch member bi ays hty hain joo in ko sai trah guide ni krty unhe chaye k achi trah guide kry ta k ksi gharb ka bhala ho

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X