English Cnic ki zarorat nhi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    English Cnic ki zarorat nhi
    dosto bht se logo se aap ne suna ho ga ke first level verification keliye hamy English CNIC ki zarorat hoti hai os ke bager hamara instaforex ka account verify nhi ho sakta tu me aap logo ko batana chahta ho ke ye sab jhot hai aap apny urdu CNIC ko scan karwa ke upload kar dy ap ka first level verify ho ga :cool:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Thik khatay hain instaforex ke account ko verify karwana ke liay English nic ki.koi zaroorat nahi he me apna ak account urdu nic upload kar ke verify kar chukka hon lehaza Mera mashwara he ke urdu nic upload kar dain verify ho jay ga.
    • #3 Collapse

      No Dear brother ab yeh kisi bi surat man possible nai han because company ny apny sary rules change krdie han or agr ab ham account verify karwana chahty han to us k liye hamy English card hi upload krna hoga.
      • #4 Collapse

        nai bhai aisa bilkul bi nai han agr ham ko is man account verify karwana han to us k liye hamy english id card hi upload krna hoga phir hi hamara account verify hoga
        • #5 Collapse

          bro me wrong nhi ho me tu ab apny urdu cnic ko hi upload kar ke first level verify karwata ho nhi yaqeen a raha tu aap b try kar ke dekh lo.mera kaam tha knowldge ko aap tak puhnchana
          • #6 Collapse

            brother main abi is field main naya hum aur main ny abi tk apna insta forex ka account verify nai krwaya lakin main ny logoun sy suna hy k is k leyeh aap ka eng cnic zaroori hy ab Allah hi janta hy k un ki baat durust hy ya aap ki yeh to verification k waqt hi pata chaly ga
            • #7 Collapse

              forex ma account ki verifaction k liye urdu cnic b accept ho jata ha aur ap high resulation scan karwa k a upload kar day aur account ko verify karwa lay
              • #8 Collapse

                es mein compulsory nai ha k trading k liye hamary pas english cnic ka hona lazmi ho but agar hamary pass urdu wala b cnic chal jata ha lekin agar english wala ho to wo zyada best ha as compared to urdu cnic
                • #9 Collapse

                  account ko verify kareny k liye app ko english card ki zarorat hoti hai agar app k pass ni hai to app us ko english min transclate kar lo
                  • #10 Collapse

                    English nic agar na b ho to ham apna account passport se karwa sakty hey agr kesi k pass passport b nahi hota to urdu nic b chalta hay
                    • #11 Collapse

                      jasa kay aap nay kaha hay kay zayda log kahatay han kay id crad ka english mein hona lazzmi hay or kahtay han kay urde mein nahi chaly ga but jo aap nay kaha hay us ko bhi chak karny gany kay asy hota hay yahn kay phr nahi.
                      • #12 Collapse

                        nahi a isa nhi hota hai ap ka urdu ka id card se ap verify nahi kar sakty hain ap ko ya tu us ki translation karvani ho gi ya phr ap wo english id card upload karna ho ga iss ka begaire yemumkin nahi hai agar ap ka aisy verify ho gia hai tu ye ap ki qismat achi hai. nahi tu aisy verify hota nahi hai.
                        • #13 Collapse

                          dear jis cheze ke use zarorta hai wohe cahye agar wo english mangye to wo cahye agar na mangye to urdu wala he chalye ga ye us par depend karta hai ka wo eya mangta hai.
                          • #14 Collapse

                            ji es kam mein esi koi zrorat nai hai lekin ap ko kch na kch pta hona chaheay yeh kam sahi hai es liey mein yehi kahun ga yeh kam sahi hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear mera nahi khiyal hay k aisa hay mein ne suna hay k english main nic card hona chahaiy ya nutrized nic karwa lein to first level verify ho jata hay baaki main ne aisay verify karwa k nahi dekha.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X