Hedging useful ya phir lossful ? Members expernce share kren ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging useful ya phir lossful ? Members expernce share kren ?
    Kafi members forum par aise hain jo keh hedging karne ko sahi samajhte hain to kya dear members app is bare mein kya kahate hain forum par kam karne wala har ek member hi apna experience is bare mein share karen kya aisa karna useful hai ya fir lossfull hai kyun ki kafi members is se aksar fayda bhi le lete hain aur kafi member aise bhi hain jin ko loss bhi ho jata hai is liye maximum members is bare mein kya kahate hain ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hedging useful ya phir lossful ? Members expernce share kren ?

    boht say membr is foruum main kam katy hain so hamain is k bary main practice karni ho gi ta k loss km ho skaty hain aur hamain demo main practice kar k hi hum achi trade karny main bi asnai ho saky gi aur hamain expereicne ho ga tab hi hum sucess ho sakty aur hamain is foruum main anlsye kar k hi hum market main kam ka rk hi hum acha earn karny k kabil ho sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: Hedging useful ya phir lossful ? Members expernce share kren ?

      hedging karna itna asan kam nahi hay us ke liye ap chart reading main maharat hona bohat zaroori hay aur sath sath aik cheez aur hedging ke liye apka account bhi kafi bara hona chaiye agar ap ke account main capital kam hay to movement karnay main trade ko problem hogi aur jab ap apni hedge ki hui trade ko hatain ge to apko loss bhi ho sakta hay isliye ye karna faida mand to hain lekin baray accounts par chotay accounts par ye soodmand sabit nahi hoti hay.
      • #4 Collapse

        Re: Hedging useful ya phir lossful ? Members expernce share kren ?

        Forex mein hedging bhi aik trading strategy hai js mein hum market ko dekh kar aik point par aik trade sell ki aur aik trade buy ki open kartay han aur phr profit wali trade ko close kar diya jata hai aur loss wali trade ka wait kiya jata hai aur heading ko har koi nahin kar sakta aur new trader ko karna bhi nahin cahaiye kiok is se loss bhi ziada hota hai is k leye knewledge aur experience ka hona zaroori hai aur insta forex k bonus account mein hedging allow nahin hai is se account bhi bann ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Hedging useful ya phir lossful ? Members expernce share kren ?

          Hedging karna bhi fayda hai Kyunki Jahan per aap has Karke Jo account hai usko safe to karte ho lekin aapko loss utna hi hota hai lekin agar aap stop loss ka istemal Karoge to occur close ho jaega aur aapko zyada loss bhi nahin Hoga isliye Mera To Yahi Kahana hai ki Hamen hedging ki jagah Hamen stop loss Ka istemal Karna chahie
          Visit My Profile
          • #6 Collapse

            Re: Hedging useful ya phir lossful ? Members expernce share kren ?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayeza پيغام ديکھيے
            Kafi members forum par aise hain jo keh hedging karne ko sahi samajhte hain to kya dear members app is bare mein kya kahate hain forum par kam karne wala har ek member hi apna experience is bare mein share karen kya aisa karna useful hai ya fir lossfull hai kyun ki kafi members is se aksar fayda bhi le lete hain aur kafi member aise bhi hain jin ko loss bhi ho jata hai is liye maximum members is bare mein kya kahate hain ?
            Jahan tak mere experience hai to main hedging ko bilkul bhi like nahin karta hun aur main main isko loss full samajhta hun kyunki kabhi bhi is method through mujhe profit nahin mila hai sau mein Se kabhi like nahin karta hun hamen always proper analyses through trading karni chahie proper analyses ki through trading karna hamare liye best hota hai aur agar Ham aisi bekar streat ji ko use karte hain to hamen kabhi bhi good recharge nahin Mil sakte hain SO hamen aisi kisi state ji ko use nahin karna chahie aur always proper working karni chahie proper working hamare liye good benefits rakhti hai aur hamen board results provide hote Hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Hedging useful ya phir lossful ? Members expernce share kren ?

              USD cat apps ko follow Karen Facebook per acchi Si agar trading karenge. Most aapko achcha fayda milega yah ek acchi currency hai is per loss nahin Hota yah account was nahin karti lot size bahut kam rakhen inshallah chicken milegi milegi

              اب آن لائن

              Working...
              X