Aaj tu haar trade loss main he gai???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aaj tu haar trade loss main he gai???
    Dear members Assalamu Alaikum aap sab kaise hain khairiyat se Honge aapki Acchi chal rahi Hogi Aaj to maine jo bhi trade open Ki Hai Sab Hi E opposite Mere order ki gai hai Aisa Kyon Hai hi kya ho raha hai mujhe kya karna chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aaj tu haar trade loss main he gai???

    hum trade laga kar munfa kama sakty hain hamy learning gan kar ky aik time table bana kar forex mai kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik best busenss hain hum is mai rat mai be kam kari sakty hain hum is mai din mkai be kam kaer sakty hain hum is ma mahnet kary gy to hamy kamaybe hasial ho jy ge forex business paksitan mai legal or famous ban cuka hain
    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
    • #3 Collapse

      Re: Aaj tu haar trade loss main he gai???

      hamain har jeet tou har business main hoti hai so hamain sbar say kam lena ho ga tab hi hum suces shon gay aur ye ak bh hi best business hai is forum main hum part time main b i job kar skaty hain but hamain i s k bary main practice karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur knowldge ach aho ga tab hi hum market main kam kar k hi hum acha profit hasin kar skaty hain
      • #4 Collapse

        Re: Aaj tu haar trade loss main he gai???

        Mere dost Aisi Baat Nahin Hai Har trade To nuksan Mein Nahin Gai ab tak jitni bhi trade se profit Mein karti hui hai aur kuchh last mein chal rahi hai jo ummid ki Ja sakti hai ki profit Mein a jaayengi to aapane Forex main tension Nahin Lene Sabar ke sath kam karna hai agar aap sab aapke sath kam Karenge to aapki trading bahut acchi Hogi aur aap profit bhi Hasil kar Sakenge agar aap Forex trading karte waqt Sabar Nahin Karenge To Mere Dost aapko nuksan hi hona hai ho sakta hai aapki trades nuksan mein chal rahi hun lekin ummid ki Ja sakti hai ki vah jald profit Mein a Jaenge E Mere Dost
        • #5 Collapse

          Re: Aaj tu haar trade loss main he gai???

          dear brother aap agar koi bhi trade Lagate Hain aur vah nuksan mein ja rahi ho aapko use Din Jyada trades open Nahin Karni chahie Kyunki Kai dafa market Hai volatile hoti hai aur use time technical analysis ko follow nahin kar rahi hoti isliye aapko chahie ki agar market Keemat fast hai aur aapke analysis ke hisab se moment nahin kar rahi to aap use Din trading Hi Na Karen agar aap Jyada credit lagaenge to aapko use per nuksan ho sakta hai.
          • #6 Collapse

            Re: Aaj tu haar trade loss main he gai???

            Hello dear friend ummid karta hun ki aap theek Honge Jaisa ki aap Bata rahe hain ki aapki Har trade Aaj last Mein gai hai many time Insan ke sath aisa hota hai jo vah Sochta Hai vah Uske bilkul bhi opposite ho jata hai no doubt Forex trading mein Main Jab aapko loss Hota Hai Insan bahut dasort ho jata hai main aapko Ye Mashwara Doonga Himmat Aur Sabar se kaam le Inshallah one day you you will got success and your desire goals
            • #7 Collapse

              Re: Aaj tu haar trade loss main he gai???

              sun kar bohat afsos hua ke ap ke sath aesa horaha hay kyn ke ham bari mehnat se bonus kamatay hian aur agar kisi ka istarhan se loss hota hay to bara afsos hota hhay meray kahayl main ap ko apni strategies ko change karna chaiye ya phir apni trading ko limited karna chaiye sirf un currencies par trade karna chaiye jin main volatility zyadah dekhnay ko mil rahi hay aur jin main nahi hay us par apna time zaya nahi karna chaye.
              • #8 Collapse

                Re: Aaj tu haar trade loss main he gai???

                Market main yeh hafta rha hai sell ka or hum sab new traders es soch per trade karty rahe hain k yeh pair ab up ayega or ahumein profit hoga jo k hmari skill imrove na hone ki waja hai jabke humein chahye tha k analysis jis k raag hum yahaan alaapty hain usko apni trade main apply karty to ais nahi hona tha apko apni skill ko improve karne ki zaroorat hai
                • #9 Collapse

                  Re: Aaj tu haar trade loss main he gai???

                  Forex is traha ka hi business hai hum log samjhtay han k Pak forex forum posting ki bonus hasil kiya aur trading kar k profit karain gey lakin hota is traha nahin hai profit us waqt hi hota hai jab hum ko market ka knewledge hota hai experience hota hai hum ko is k liye ziada se ziada mehnat karni ho gi hum ko ziada se ziada practice karni ho gi jab hum experience se trading karain gey tu profit bhi ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Aaj tu haar trade loss main he gai???

                    Ni bhai ya baat kahna totally wrong ho ga k hr trade loss mi gai ham hr ksi ki trading sa touch to ni hain aam taor pa ya kaha jata ha k jis side pa entry log ziada ly gy markeet osi side pa jay g so ham ya bi kah k skty k mareket k opr jany sa mtlb ha k buy ki entry lny valy ziada hty hain so ham bs mareket ko hr vkt k smny rakh k hi trade open kry r is trah ham na khy k hr trade hi loss mi ha aj
                    • #11 Collapse

                      Re: Aaj tu haar trade loss main he gai???

                      dear forex trading men jiss member ka experince acha hota hy jiss member ne mehnmat sy matrkt k analsyes kar ky acha kam kaya hy os member ke trdae bnelkul bhe loss men nai gai hy q keh forex tradiunmg men busnes karna asan kam naia ahy humen chaia keh hum es men achi mehnt sy acha kaam karen gy tab he hum baahot he achi kamyabi hasil kar saken gy
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Aaj tu haar trade loss main he gai???

                        respected members market ki situation ko samjhana bada mushkil hota hai jab aap trading kar rahe hain aaj ka rasta hi aapka experience level improve Hoga FIR behtar market mein Chand nikal sakenge abhi apni practice Karke state jiska change Karen kamyab status banay

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X