Is Loss the only way to get experience in Forex ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear brother.......mere khayaal se zrori nai hai k loss ker k hi exprience khasil ho forex trading business ka .......agr wesy hi practice ker k khasil ker lya jaye to be behter hai .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Assalam-O-Alaikum jii nahi bhai jan ab aisi be koi bat nahi hey key ap ko loss he ho to ap forex trading ko seekh saktey hen bhai ager ap starting me he hard working karen to ap bna loss be forex trading ka experience hasil ker saktye hen.
      • #18 Collapse

        Yes app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree karta hn ye aik asa business ha jis me hmen loss se hi kafi acha experince hasil hota ha isi liye hmen chahye k hm is business me loss k waqt ghabrayee nahi balky loss k waqt sbr se kam lyn
        • #19 Collapse

          No, not necessarily the loss is the only way to get experience. Actually, profit and loss is the integral part of any business and if profit and loss does not exist it means it is not a business. We should always learn and find out the causes of losses and try to rectify those causes and do not repeat the same mistakes in future tradings. So, in that way, we can say that today's loss can be a success for tomorrow.
          • #20 Collapse

            han g ham loss ys apni sy seakhty han fx ma kamyab hony k lia hamy mehnt krana ho gi tab ham achi earning haseel kar sakty han fx ak bohat acha business hai
            • #21 Collapse

              nahe ye loss se ap ko smaj nahe ae ge trading ki es mai ap ne skhena behota hai agar loss he kartya rahay tu yaha pe bs skeho gay he eanring nahe ho ge
              • #22 Collapse

                no dear esa ni hy ap demo account banahen aur os ma achi trah practice kren gay to acha experince ho ga q k demo account ma ap ki real trade ni lagi hoti forex ma real account bana kr ap practice kren gay to loss to ho he ga na
                • #23 Collapse

                  ye baat kisi had tk theek ha loss se hm seekhte toh ha, but seekhne k liye only way loss hi ni ha, hm demo pr bhi seekh skte ha, hm forum pr bhi boht kuch seekh skte ha,
                  • #24 Collapse

                    Lose Se Apka Experience Built Hota Hai Lekin Forex Ke Practice Se Apka Experience Gain Hota He . Jis Mistake Ke Waja Se Ap Ko Lose Hota Ho Try Karna Chahiye Ke Wo Mistake Again Na Ho
                    Hello Friends I am Arsalan Mukhtar I am learning Forex Trading With The Help Of Pak Forum.And I think Pakistan Forex Forum is the best place for Forex Learning.
                    • #25 Collapse

                      yar ap sab se pehlay study karo aur phr us k baad aap learning karo aur phr aap ko knowledge gain hojayegi aur phr us k baad trading start karnay se pehlay aap demo account banao aur us par ap practice karo aur phr trading karo
                      • #26 Collapse

                        zaorri to nai dear k jab humy loss ho ga tab he hum expricne le sakty hen experince leny k bht sary rasty hen isl iye humy chaye k huym senior sy aur differnt intituion sy experince le ker he forex market me enter hona chgaye tsky loss sy bach saqy
                        • #27 Collapse

                          no my dear ap demo per practice kar k bhi experience hasil kar sakte hain aur hume apni ghalti se bhi sikhna chahiye taa k phir se wo hi ghalti repeat na ki jaye. forex me jitni mehnat karain ge utna hi profit hasil kar saken ge.
                          • #28 Collapse

                            men ap ki bat samjh gya hoon ap ye pooch rahi hen ky kia forex trading business men sirf loss hi aysa way hy jis sy experience hasil hota hy g han loss krna boht zarori hy loss kamyabi ki pehli seerhi hy bagher loss ky forex mka experience hasil nahi ia ja sakta
                            • #29 Collapse

                              Nahi aap ko ghalat fahmi hoi he hum forex me experience sirf is tarha hasil kartay hain ke hum learning or demo use Karin Los se hamin apni ghalti ka experience hota he.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                G han hm is business me acha experince loss se hasil karty hain isi liye hmen kabhi bhi loss k waqt ghabrana nahi chahye is business me kyun k loss se hm is business me kafi acha experince or kafi achi learning hasil kar sakty haain is business ki

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X