Masail se na ghabraen
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Masail se na ghabraen
    Piary dosto forex trading main apko masail bhi daikhny paren ga aur achy lamhaat bhi to dear members forex trading main masail se kabhi ni ghabraana yehi asal apki training ha aur khud ko mazboot banaana ha aur apny emotions pa control rakhna ha. In masail main dosto ki rehbari lain aur sath mil kr chalen apko achy dost hosla dain ga aur kabhi bhi ghabrana ni balkeh jazby se face kren. Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Masail se na ghabraen

    har jeet tou sath sath hoti hi rhti hai so hamain is k bary main planing karni ho gi ta k eearn karny main bi asnai ho saky gi aur hamain sbr say hi km karna ho ga tab hi hum suces shon yg auar hamain chahye is k rules ko mind main rakhana ho ga tba hi hum trad k ar k hi hum real main kam karny k kabil ho sakty hain aur hamain emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k earn ho
    • #3 Collapse

      Re: Masail se na ghabraen

      dear friend main aapki is Baat se completely Taur per agri karta hun ismein Koi shak Ki gunjaish Nahin Hai ke Forex trading main aapko Kafi sari problems difficulties Samna karna padta hai isliye kabhi bhi difficulties aur problems se ghabrana nahin hai acche tarike se Unka Samna karna hai Forex trading business is one of the most profitable business but risk of losses are also involved in this business Kafi Sare log losses ki vajah se Jaate Hain aur Forex trading Ko leave Kar Jaate Hain Main Tamam doston ko yah advice karta hun ke difficulties aur problem ka Samna karna hai one day Inshallah you will succeed and your desire goals
      Last edited by ; 17-04-2020, 10:42 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Masail se na ghabraen

        hamy loss sy learnig gain kar ky aik time table bana kar forex mai km karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik am bsiness ke nisbat aca business hain hum is mai agfar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga hum is mai agar baer learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik internaitonal or kabe be band na hony wala business hain
        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
        • #5 Collapse

          Re: Masail se na ghabraen

          forex pakistan ka boht bra business hain hum es main kam ko karny kay ley humain es main mahnatr say humain es main kam karna ho ga to he hum es main kamajbv ho skty hain hum es main live tarding kar skty hain hum es main den main be kam kar skty hain hum es main rat main be kam kar skty hain our hum es main kam kar kay hum boht sa bons hasl kar skty hain forex 1 on line business hain
          • #6 Collapse

            Re: Masail se na ghabraen

            g han dear forex forum pe kaam krte hoe hamen start men bht c problems a skti hain r new members ko knowledge na hone se r forex forum ke rules ka pta na hone ke waja se bht c problems ka samna krna par skta hai lkn agr woh apni mehnat ko regular krte rahen ge to experience ke sath yeh easy forum ban skta hai
            • #7 Collapse

              Re: Masail se na ghabraen

              yes brother aap ne Sahi Kaha Hai Jab Ham forex market Mein kam start Karte Hain To Ham Ko ismein Kai Tarah Ke masail Aate Hain Agar Ham isme darty Rahenge To Ham is market Mein Kabhi Bhi Kamyab Nahin ho sakte Ham Ko chahie ki Ham hard work Karte Rahe Agar Ham Ko nuksan Bhi ho raha ho to ismein Humko mehnat Karte Rahana chahie usse Humko Ek Din kamyabi Jarur mil Jaati Hai.
              • #8 Collapse

                Re: Masail se na ghabraen

                jab wasail ki kami hoti hay to har koi khabrata hay masail se aur ap ko to pata hay kis tarhan ke halat chal rahay hain har shaks kisi na kisi parishani ka shikar hi hay aur aesi surat main agar koi nahi ghabraye ga to aur kiya karay ga bat ye hay ke aesa kehlena to bara asan hay lekin practically isay kar parna bara mushkil hota hay bohat si cheezain ham bol to baray asani se letay hain magar jab practically karnay ki bari ati hay to hamain kafi problems ka samna karna parta hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Masail se na ghabraen

                  Ji bilkul hamain chahiye k hm kisi mushkil pareshani or masail se na ghabrae bl k is ki bajae unka dat kar samna kary or us mushkil ko par karny ki koshish Kary taka hum kamyaab ho kyu k agar hum himmat har jae gy or mushkilaat se ghabra jae gy tu hm har jae gy or kamyaab nahi ho saky gy
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Masail se na ghabraen

                    Forex ek kafi waseeh karobar hai es main masley masael aty rehty hain kabhi loss to kabhi profit es main hota rehta hai in batun se na ghabraen balkey apne kaam ko mazeed acha karen aisa karne se apko mazeed faida hoga or apki kamyabi k chances mazeed barhen gy apko ek bat apne mind main rakhni chahye k bina seekhy ap trade nahi kar sakty hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X