Forex market mai traders loss kun karty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market mai traders loss kun karty hain?
    Dear ais market mai hum ne agar kaam kar k loss se bachna hai to hum ko loss se kaisy bachna chaye kun k ais market mai zayda traders loss karty hai ap ko ais market mai loss kis waja se hota hai ap ko ais market mai mehnat karni chaye aor planing karni chaye kaisy loss se bachy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex market mai traders loss kun karty hain?

    dear friends ummid karta hun ki aap sab log theek Honge aur Forex trading aur Pakistan form ko injoy kar rahe Honge dear friend Forex trading main losses ki Kafi sari reasons hai main aapse Kuchh reason discuss karna chahta hun first of all lake of knowledge and experience is one of the most because of losses and Forex trading secondly greedy and emotional trading which is second most big reason of failure in Forex trading Iske alava money management risk management ke sath kam Na Karna market Kopar Tala analyse Karke kam Na Karna poor planning Forex trading Mein yah sari reasons ki vajah se a log losses Mein Jaate Hain
    Last edited by ; 17-04-2020, 10:04 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Forex market mai traders loss kun karty hain?

      forum main acha trader bannay k liye mhnt karni h gi tab hi hum suces sho sakty haina ur loss sayy bachny k liye mhnt karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur hamain is k bary main expeirence hho ga tab hi hum market main kam kar k hi hum apni har zroat ko pora kar k hi hum trade karny main bi asnai ho saky gi aur is main knwodlge ho ga tab hi hum trade karin gay
      • #4 Collapse

        Re: Forex market mai traders loss kun karty hain?

        hamy learnng gain kar ky aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai bager blance account bana kar bekama kar sakty hain him is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ky ga forex pkaistan mai legal ban cuka hain hum is mai apne marze sy time table bana akr kam kari sakty hain
        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
        • #5 Collapse

          Re: Forex market mai traders loss kun karty hain?

          G agar ham mehnat krenege hmarai trade achi hongii tab hi hmarai trade loss hone se bachega jitni mehnat or lagan se ham forex mai kam krenge utna hi hame profit milkega or forex ak aisa business hai jis main hum ghar baith kar bhi benefits hasil kar sakte hain iss main hame loss bhiu hota hai or profit bhi lakin hume himat se kaam laina chahiye or mehnat krni hogi tb hi kamyab honge
          • #6 Collapse

            Re: Forex market mai traders loss kun karty hain?

            Forex markete min traders loss is vaja sy karty hn kion k wo cabar nhi karty or jald bazi karty hn lekin aisa hi kra chahy or humen koshish karni chahy k hum achy experience or knowledge k sath kam krin or apni mehnt per pani na pharin or achi planning k sath work krin tab hi hum kamyab ho sakty hein.
            • #7 Collapse

              Re: Forex market mai traders loss kun karty hain?

              Koi bhi trader aisa nahin hai jo ki apne liye khud se loss karega lekin kuch aise traders hai ke jinko trading mein loss ho jata hai aur koi bhi apne liye khud se loss nahin karta hai kafi traders aise hain ki jinke pass trading ke liye experience jyada nahin hota aur yahi vajah hai ki un ko loss bhi ho jata hai isliye har ek member ko chahie ki vah maximum experience hasil kar le aur uske bad hi trading co continue karen
              • #8 Collapse

                Re: Forex market mai traders loss kun karty hain?

                Forex Mein loss hone ke bahut Sare chance Hote Hain trader Jo Hota Hai vah Hamesha Apne profit Ke Liye Hi Kam Karta Hai Magar kuch Aisi chijen hoti hain jisse uska Dhyan bhatak jata hai ya usse Koi Aisi Galti Surjit Ho Jati Hai Jiski vajah Se Usko loss ho jata hai blouse ki bahut sari condition hai vah ki galti ki vajah se market ko opposite against Mein Jaane Ki vajah se sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex market mai traders loss kun karty hain?

                  Forex market main log es ly loss kar lyte hain k unko trade karne ka idea nahi hota hai or market main bina skill k trade karne ka matlb hai apne pese ko khud aag lgana es ly ziada tar log loss kar lyte hain or ek bat yeh k log yahan jald ameer hone k chakar main bhi aty hain jo k kaam karna nahi jnty woh bhi loss karty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex market mai traders loss kun karty hain?

                    Trade main loss humeri ghalti ki wajha say hota hai or apny trade main kabhi kabhi loss hhalt trade ko open karny ki wajha say hota hai so friends apkp chiye kay behter kaam karny kay liye apko trading ko jab market back move karti hai to apko choye kay jab dekhyn kay forex main trade ko close khid he kar layn so friends apko choye lay behter h kay achi earning karyn
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex market mai traders loss kun karty hain?

                      dear brother aapne is market Mein Dekha Hoga Ki log nuksan is vajah Se Karte Hain Ki unko is market Mein kaam karne ka experience Nahin Hota iske sath sath new trader is market Mein aate hi real account per kam start kar dete Hain Jab Ke Humko is market Mein Demo account per practice karni chahie Uske bad is market Mein kaam karna chahie Sabhi Humko is market Mein fayda Hota Hai Ham Apne account ke hisab se risk Denge To Hamara account be safe rahega.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex market mai traders loss kun karty hain?

                        Forex market me loss se bachne ka tareeqa ye ha k lalach na ki jai aur small lots k sath trading ki jai. es k elawa regular analysis aur planning kartay rahain to ham forex me loss se bhi bach saktay hain aur acha profit bhi hasil kar saktay hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex market mai traders loss kun karty hain?

                          Forex market main acha trader kabhi bhi loss nahi kart ahi woh sirf or sirf apni trade se munafa he kamata hai loss sabko hota hai us trader ko bhi ho jata hai jo mehnaat kar k kaam karta hai lekin usko uske profit se loss hota hai jabke apko apke capital se loss hota hai es ly acha kaam karen or munfa kamaen
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex market mai traders loss kun karty hain?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Munda پيغام ديکھيے
                            Dear ais market mai hum ne agar kaam kar k loss se bachna hai to hum ko loss se kaisy bachna chaye kun k ais market mai zayda traders loss karty hai ap ko ais market mai loss kis waja se hota hai ap ko ais market mai mehnat karni chaye aor planing karni chaye kaisy loss se bachy.
                            Bhai ji yah Mera Nahin Kafi Sare senior aur experience traders ka tajerba hai ky trading mein takriban 80% log nuksan hi Karte Hain.
                            Iski Kafi saree ye baat hai jaise ki training ka kam Hona experience ka kam hona jaldbazi aur aur Lala Ka Hona. Yah Hua Tamam vajud Hai Jiski vajah se trader loss Karte Hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex market mai traders loss kun karty hain?

                              markeet mein dost ki different types ho sakti hai mostly members lost jaldbazi se ya phir knowledge na hone ki vajah se karvate Hain market ko behtar understand nahin kar paate market ko samjhana itna aasan Nahin hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X