Indicators ki ahmiyat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators ki ahmiyat
    hamen market indicators ko use karna hoga tabhi Ham success honge aur Market mein acchi si kam kar sakte hain indicator samay market ke bare mein acchi information dete Hain aur aur yah bahut fast hote Hain Jo hamen iske bare mein acche se information hasil kar ki hi trailer karni hogi Taki Ham market mein kaam karne mein koi problem ka samna Na kar sake aur ham acche se profit gain kar ke apni zaruriyat ko pura Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicators ki ahmiyat

    hamain is forum main indicator ko use karna ho ga tab hi hum sucess ho sakty haina ur boht say log is forum main kam karty hain aur hamain chahye is k bary main pahly information ashil karnai ho gi tba hi hum sucess ho skty hain aur hamain market main enter hony say pahly is k rules ko follow karna ho ga tab hi hum achy say trade karny k kabil ho sakty hain ta k sucess hon ga
    • #3 Collapse

      Re: Indicators ki ahmiyat

      اصل پيغام ارسال کردہ از: mshahaan311 پيغام ديکھيے
      hamen market indicators ko use karna hoga tabhi Ham success honge aur Market mein acchi si kam kar sakte hain indicator samay market ke bare mein acchi information dete Hain aur aur yah bahut fast hote Hain Jo hamen iske bare mein acche se information hasil kar ki hi trailer karni hogi Taki Ham market mein kaam karne mein koi problem ka samna Na kar sake aur ham acche se profit gain kar ke apni zaruriyat ko pura Karen
      Dear ap ais market mai agar indicator use karty hai to aus se ap ko kafi zayda faida ho jata hai ap ais market mai jitna zayda acha kaam karty hai ap ko ais market mai atna hi zayda faida ho jata hai ap agar ais market mai mehnat karty hai to ap ko ais market mai koi aisa indicator use karna chaye jis mai ap ko faida ho jaye.
      • #4 Collapse

        Re: Indicators ki ahmiyat

        hello dear friends of fully you are all fit and fine and enjoying your Forex trading Forex trading Ek bahut hi Achcha business hai ismein aapko bahut mehnat ki jarurat hoti hai aap jitni Jyada mehnat Karenge itne hi jyada acche results achieve karne Ke Kabil Ban Jaenge no doubt ke indicator ka bahut jyada fayda Hota Hai technical analysis ke liye aap jitne acche indicator ka istemal Karenge utani acche se jyada result achieve Karenge Jis Raah candlestick pattern Japanese candlestick pattern yah bahut acche indicator Hain in indicator ko use Karke aap safe and sound and success trading kar sakte hain
        Last edited by ; 17-04-2020, 09:59 PM.
        • #5 Collapse

          Re: Indicators ki ahmiyat

          Indicators se market ki mext movement ko seniors pehchan lety hein indicators se trading krni hai tu fully depend na krein kionkeh news time market against move kr sakti hai is liye indicators kabhi kabhi loss bhi krwa sakty hein indicators k bajaye kisi expert ki guide leni chahiye tah k loss se bach paen hamein indicators ko perfect analysis mein add kr lena chahiye us kbad hum profitable trading continue kr sakty hein.
          • #6 Collapse

            Re: Indicators ki ahmiyat

            G bilkul app thek keh rhy hein sub sy pehly humen is k baray min information honi chahy or is k rules ko follow karna chahy phir hi humen indicators ka istamal karna chahy is forum min bhut sy log hein jo indicators ko use karty hn or achi tarha kamyabi hasil kr sakty hein.
            • #7 Collapse

              Re: Indicators ki ahmiyat

              G haan billkul forex trading ma indecator ka bi bohat important role hota ha forex trading ma indecator bi hamin market ki position ka acha idea data Han jis sa ham kamyab hota Han keon ka indecator ki help sa hamin market ki next position ka idea ho jata ha
              • #8 Collapse

                Re: Indicators ki ahmiyat

                hamy leearning ggain kar ky aik tim table bana kar forex mai kam karna ho ga pher he hum pasia kaama saky gy forex aik amm busness ke nisbat acha business hain hum is mai bager balance account baana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jyg ga forex paistan mai legal ban cuka hain is mai hamara koi eb boss nahi hain
                ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                • #9 Collapse

                  Re: Indicators ki ahmiyat

                  Indicator hame achi information milti hai hume ye malom hota hai ke market mai kia chl rha hai or phir agr ham bgair knowledge ke work kren or mehnat bhi na kren to ham kabyab nhi ho sakte jitna hamara experiece hoga utna hi faifa hoga hame utna hi profit gain hoga hamara
                  • #10 Collapse

                    Re: Indicators ki ahmiyat

                    Inficator bohat ahmiyat k hamil hoty hain es main apko market ki movement k barey main achy hint milty hain kuch indicators ki accursy achi hoti hai to kuch ki kam achi es ly indicators ko bhi demo per check kar k use karna hota hai jabke kuch indicator free milty hain or kuch apko buy karne party hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Indicators ki ahmiyat

                      Har kaam kay leay kuch basic helping instruments hota hain jin ko samajna or phir ammal karna lazam hota hai issi tara say forex card may be indicators hita hain jin ko istamal kar kay acha profit hasal kia jata hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Indicators ki ahmiyat

                        Har ek member jo ke trading karta hai uske liye indicators bahut hi eham hain is liye har ek member ko chahie ki vah in ka use acchi tarah se learn kar le aur iske bad inko apne trading mein use kare kyunki jab member ine ko acchi tarah se use karna learn kar lete hain to uske bad hi uchit trading kar paate hain har ek member ko chahie ki vah indicated ka use karna sikh le aur uske bad hi trading ko continue karen kyun ki yah trading mein kafi jyada helpful sabit hote hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Indicators ki ahmiyat

                          Bihar aapane theek kaha hai indicators Ek Aisi chij hai jo cake 90% aapke Hath Mein Jaati Hai Magar vah Insan ke Hath Mein Nahin Jaati Hai aur ki vajah yah hoti hai ki aap ko 10% against aur risk Apne dimag Mein Rakhna hota hai par socket indicator fail ho Jaate Hain aur Market opposite Maaf Karna Shuru Ho Jaati
                          • #14 Collapse

                            Re: Indicators ki ahmiyat

                            Indicator ki bahot he ziyada ehmiyat hasil hasil hai so friends apko achy say indicator ko achy say istmal karna chiye so friends zarori hi kay bejyer say behyer work karyn ager apko ik bhi acha indicotr ka istmal karyn gue to apko kaafi acha bonus hasil ho sakta hi so bejter hi kay ap trading jitni achi karyn gye to apko faida hasil
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Indicators ki ahmiyat

                              ap ko jo trend line mily ga kay ap kay pas woh indicator ki madad sy milay ga. ap sath mai try karain kay indicator ki madad sy woh mily ga. lekin fundamental analysis mai indicator ka use nahi hota hai. ap kam sy kam indicator ka istamal karai ngy tu ap kya pas sahi value mily gi jis sy ap ko asani hogi kay ko sa indicator ap kay leye behtar hoga. or ap jab tak values ko high low nahi use karo gy or har pair mai alag alag nahi use karo gy tu ap ko issue aye ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X