Trading main loss hony ke waja....!!!!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main loss hony ke waja....!!!!
    Dear members Ham trading karte waqt bahut sari Aisi galtiyan karte hain jisse Hamen loss ho jata hai point Agar Ham is Samay Achcha kam Karen Aur Main Karen thoda Soch Samajh Kar Karen kam To Ham ismein Achcha profit Hasil kar sakte hain loss hone Ki vajah Yahi Hote Hain Ki Ham Apne account ke hisab se trade Nahin Lagate Hain Agar Hamara account Chhota Hai To Ham ismein Bade lot Laga Dete Hain jisse Hamen market Ki Thodi Si movement per Jyada loss ho jata hai aur Hamara account wash ho jata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading main loss hony ke waja....!!!!

    Trading Karke Paisa Kama sakte hain lekin Agar Ham mistake Karke kam Karenge To Hamen nuksan ho jaega lekin Hamen ghabrana Nahin chahie balki Hamen nuksan se learning Hasil Karke kam karna chahie Fir Bhi Ham Paisa Kama Sakenge for 1 online business hai ismein UK or USA Jaise big countries involved for business Pakistan mein legal Ban chuka hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading main loss hony ke waja....!!!!

      agar humian es main kasm ko karty howy humain es main loss ho jata hain to humain es main mahnat say humain es main kam karna ho ga to he hum es main kamjab ho skty hain hum es main den main be kam akr skty hain hum es main rat main be kam akr skty hain hum es main experience ko hasl kar ksy hum es main kam kar skty hain hum es main pisa kma kar apne zrurton ko pora kar skty hain
      • #4 Collapse

        Re: Trading main loss hony ke waja....!!!!

        Forex trading mein bahut sare reasons hote hain jiski vajah se Ham sabko loss hota rahata hai isliye Ham sabko Sabar ke sath kam karna hota hai kyunki bahut sare member se aur bahut hi jald bazi karte hain aur lalach karte hain aur ISI vajah se unko bahut jyada loss hota rahata hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading main loss hony ke waja....!!!!

          Dear brother loss se bachny k liye traders khud mehnat krty hein jo mehnat nhi krty unko loss hota rehta hai loss se bach tu nhi sakty lekin loss ko boht hd tk control kia ja sakta hai jo aik kamyabi hoti hai kionkeh is mein risk ki involvement ziada hoti hai trade loss se hi start leti hai lekin loss se bachna hai tu kisi senior ki strategy ko follow krein jb thori si ghalti krengy tu loss hoga nhi tu us strategy se profit milta rehega.
          • #6 Collapse

            Re: Trading main loss hony ke waja....!!!!

            G han treading men hamen loss sirf ur sirf lalach say hota hay as lia hamen kisi bhe kam men lalach nahin karny chaheay balkeh hamen forex kay kam menbahut himat kay sath karna chaheay takeh hum as men kamayby hasil kar saken ur hamen lalach nahin karny chaheay kun kay lalach bahut bury bala hay
            • #7 Collapse

              Re: Trading main loss hony ke waja....!!!!

              Trading main loss karne ke Bohut reason s hy Agar Ham market analysis karne mein nakam ho gaye ya graphic up down movement ko read karne mein galti kar Baithe To Hamen bahut loss ho sakta hai Hamen experience ka istemal karte hue trade Lagani chahie Agar Ham begair strategy aur planning ke trading Karenge To Hamen nuksan uthana Hoga isliye acche tarike se analysis Karke acchi planning of strategy ke sath trading open Karni chahie ta kay hamy profit mily
              • #8 Collapse

                Re: Trading main loss hony ke waja....!!!!

                اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے
                Dear members Ham trading karte waqt bahut sari Aisi galtiyan karte hain jisse Hamen loss ho jata hai point Agar Ham is Samay Achcha kam Karen Aur Main Karen thoda Soch Samajh Kar Karen kam To Ham ismein Achcha profit Hasil kar sakte hain loss hone Ki vajah Yahi Hote Hain Ki Ham Apne account ke hisab se trade Nahin Lagate Hain Agar Hamara account Chhota Hai To Ham ismein Bade lot Laga Dete Hain jisse Hamen market Ki Thodi Si movement per Jyada loss ho jata hai aur Hamara account wash ho jata hai.
                Dear trading mai loss hony ki bahot sari wajoohat hoti hai jin ki waja se hum ko loss ho jata hai ap ne agar ais market mai kamyab hona hai to ap ko ais market mai mehnat karni hoti hai ais market mai ap agar time lagaty hai to ap ko experince ho jata hai agar ap aisy hi kaam kary gay to ap ko ais market mai loss ho jata hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading main loss hony ke waja....!!!!

                  g bilkul hum trading karty wakt bhot sari galtiyan kar jaty hain jis ki waja sa hamen bhot loss hota hai hamen phly studykarni cheye or analysis ko continue rakhnna cheye or kabhi bhe jaldbazi main trading nahi karni cheye hamesha soch samjh kar he kam karna cheye ..
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading main loss hony ke waja....!!!!

                    Forex main Trading karte waqt aksar ham aesi mistakes kar dete hain jo hamare liye loss ka sabab banti hain so hame trading karte waqt apna pura focus trade par rakhna chahye or learning kar leni chahye kyun ke learning kar ke jab ham learning ki basis par trade open karen ge tou hame loss nahi ho ga other wise ager ham apni mistakes per qaboo nahi paayen ge or learning nahi karen ge tou hame loss ho ga losss kaa sabab hamari apni mistakes hoti hain so hame apni mistakes ko recover karna chahye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading main loss hony ke waja....!!!!

                      Bhai aapki baat bahut acchi lagi hai Forex Ek trade ka naam hai aur trade Mein risk Hote Hain trade ko Hamesha Soch Samajh Kar karna chahie aur sirf Soch Samajh Kar karna bhi Kafi Nahin Hai Bal ke pahle experience Hasil karna Zaruri Hota Hai is Main Na Kami ki Bahut Si causes Hain agar aap ne loss Se Bachna na Hi To Sab Se Pahle learn Karen phir earn Karen jaldbazi bilkul na Karen lalach se avoid Karen demo account per acchi tarah practice kar len Apne account capital ko strong Karen phir aap trade Karen.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading main loss hony ke waja....!!!!

                        Aise member jo keh trading mein sahi se apni trading per focus nahin karte hain yahi vajah hai ki member ko loss ho jata hai is liye members ko chahie ki vah koi bhi trade open karne ke liye pahle uske liye sahi se experience hasil karne aur uske bad hi vah koi bhi trade open karen kyunki jab member is tarah se acchi practis ke bad koi witted open karenge to isi tarah se unko lost nahin hoga aur vah acchi chat kar payenge
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading main loss hony ke waja....!!!!

                          Trading ma loss hona ki sb sa Bari wajah laluch hoti ha keon ka jb AP trading ma laluch krta Han or over trading krta Han tu bohat zada trading ma loss ho jata ha is Lia agr trading ma kamyab hona chahta Han tu laluch Billkul bi nhi kran or sabar sa Kam kran isi ma kamyabi ha
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading main loss hony ke waja....!!!!

                            Forex trading mein Hamen risk nahin Lena apni trade main Aur Sabar ke sath kam Karen jaldbaji mein trade na Karen acchi trade mile to trade Karen trade karne se pahle Hamen main analysis karne chahie aur Market ki moment ko check karke trade Karen Forex trading mein Hamen trend market ki favour mein trate karni chahie aur koshish karen ke market ki Moment Jab acchi ho to trade Karen range market mein Hamen trade nahin karni chahie Agar support and resistance se koi acchi trade Mile to Ham trade karenge to achcha fayda hoga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading main loss hony ke waja....!!!!

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے
                              Dear members Ham trading karte waqt bahut sari Aisi galtiyan karte hain jisse Hamen loss ho jata hai point Agar Ham is Samay Achcha kam Karen Aur Main Karen thoda Soch Samajh Kar Karen kam To Ham ismein Achcha profit Hasil kar sakte hain loss hone Ki vajah Yahi Hote Hain Ki Ham Apne account ke hisab se trade Nahin Lagate Hain Agar Hamara account Chhota Hai To Ham ismein Bade lot Laga Dete Hain jisse Hamen market Ki Thodi Si movement per Jyada loss ho jata hai aur Hamara account wash ho jata hai.
                              Forex Trading mein agar Hamen sy bhi point per loss hota hai to uski vajah Hamara experience hi hota hai Hamen Agar Kisi point Pr loss Ho Jaaye To Hamen usko give up nahin karna chahie usko find out Karke usmein problem detail se check Karni chahie Taki usko thik Kiya Ja sake aur dobara loss se Bhar sakte hain.humy forex trading my tb trading start krni chahhey jb humy us my. mukmal experience ho jay or hum apny demo account my loss bohet km krty hoo.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X