skrill account ke verification kerne kiya ham domicile upload ker sakty han??????????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    skrill account ke verification kerne kiya ham domicile upload ker sakty han??????????
    Asslam O Alikum dear all member mera tamam senior or expert member se sawal hy ke kiya ham skrill account banne ke bad jab verification kerne ka amal shoro kerte han to us mein ham kiya domicile upload ker sakty han ya nahi please es bare mein muje agha keryn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: skrill account ke verification kerne kiya ham domicile upload ker sakty han??????

    dear friend skrill account key verification kafi mushkil hai main bhi verification karwani hai lekin mere khyal mein main screen mein agar aapke pass domicile hai to aap usko upload Karen I think aapke agar acche 2 missile hai to inshallah aapki ki account verified ho jaega lekin master yahan yah hai ki kabhi kabhi kahate Hain ki yah domiciled nahin chalti chalo Ham dekhte Hain Ham bhi load karenge ki kya master hai ki aadami sal ke sath verification complete hoti hai ya nahin.
    • #3 Collapse

      Re: skrill account ke verification kerne kiya ham domicile upload ker sakty han??????

      My dear friend for extending me agar aap Kamyab trading karna chahte hain to Aapka account Mukammal Taur per verify Hona jaruri hai Kyunki agar aap ka Third Level verify nahin hai jismein aapki Khud ki hand picture upload nahin Hogi tab tak aapka Third Level bhi verify Nahin Hoga Forex Mein withdrawal balance ke liye aapko Third Level ki verification karna Hogi Agar aapke Third Level verification Nahin Hogi to aap apne Skrill Mein balance receive nahin kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: skrill account ke verification kerne kiya ham domicile upload ker sakty han??????

        No dear, skrill acct ko verify karny ka tareeka different hai, pehle step ma hamy apna id card upload karna parta hai, phr second stage ma hamy apna id card hath ma pakar kar selfi bana kar upload karna parta hai, third stage ma hamy apna kio b official letter, utility bill ya income tax statement jo 60 days sy old na ho wo upload karna parti hai, tb skrill acct ki verification mukamal hoti hai,
        • #5 Collapse

          Re: skrill account ke verification kerne kiya ham domicile upload ker sakty han??????

          skrill account ke verification karvana bahut jyada important Hota jab tak aap skrill account ki verification nahin karva lete tab tak aapka working karne ka koi bhi fayda nahin hota hai isliye aapko chahie kya aap time per hi screen account ki barish occasion complete karva liya Karen
          • #6 Collapse

            Re: skrill account ke verification kerne kiya ham domicile upload ker sakty han??????

            han g mery khyal mein to ker sakty hein isliuy hamin chaiy keh hum account ki verificatoin ker sakty hein or demicile ko bhi aplaod ker sakty hein mery khyal mein secnd level ki verificatoin k liuy ye lazmi hota hy isliuy hamin chaiy keh hum pehly poori informatoin complte ker lein phir usk baad trading start krein
            • #7 Collapse

              Re: skrill account ke verification kerne kiya ham domicile upload ker sakty han??????

              G han ager ap chajty hain ky apka skrill account bhi verify hoto apko choye kay jis terhan apny apna insta ka account verify kia tha isi terhan apny ye account bhi verify karna or is main apko chiye kay apna dumicle ka istmal kr sakty hin forex main pky tamma account ka verifiction lazmi honi chiye tab he kaam ka maza hai or achi earning kay liye bjot he zaroeri hai
              • #8 Collapse

                Re: skrill account ke verification kerne kiya ham domicile upload ker sakty han??????

                Bhai skrill account ke verification karane ka process thoda sa different hai usme apna id card upload karna padta hai main uski picture Banakar karni padati hai uske bad FIR utility bill Jo 60 days se old Na Ho uski picture Banakar upload karne padati hai tab jakar account verify Hota Hai
                • #9 Collapse

                  Re: skrill account ke verification kerne kiya ham domicile upload ker sakty han??????

                  Skrill account ki varifaication ke lye domicile dena zarori a k ni is ka to ni pta but ID card ki pic upload krna zarori hota hy or kisi bill ki pic b upload kra prti hy ye sirf skrill men he ni balky kis b international online bank account k lye zarori hota hy
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: skrill account ke verification kerne kiya ham domicile upload ker sakty han??????

                    Dear friend instaforex account ka verification three step per Hota Hai usmein 1st main aapko NIC front aur back upload karna Hota Hai Jab vah clear Ho Jata Hai 2 second step per aapko Aisa document upload karna hota hai jo ki English mein ho usmein aap driving licence domicile passport upload kar sakte ho aur uske clear hone ke bad last document in hand apni picture aap send karo Ge is baat ka khiyal raka Jaaye in Tamam document ka address Naam number same Ho kisi ke spelling mistake Be Ho Nahin to verification Nahin hoge

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X