TP aur SL lagana zarori hota hy kiya
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    TP aur SL lagana zarori hota hy kiya
    Dear friend agr hum TP aur SL laga lety Hain tu hamara account Wash hony sy buch jata hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: TP aur SL lagana zarori hota hy kiya

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ameermoavia پيغام ديکھيے
    Dear friend agr hum TP aur SL laga lety Hain tu hamara account Wash hony sy buch jata hy
    Open trade hamesha nuqsan deh hoti hai agar ham stop loss aur take profit use nehi kerty tou hamain phir market ko continue observe kerna perta hai ky jab market kuch time ky liay hamari favour main move kerti hai woh aesy time per ham trade ko achy profit main close ker saktain ya phir hamain tp aur sl laga ker her trade continue kerni chahiay
    Last edited by ; 17-04-2020, 12:50 PM.
    • #3 Collapse

      Re: TP aur SL lagana zarori hota hy kiya

      Assalamu Alaykum

      TP stands for Taking Profit And SL stands for stop loss yeh trading main is ki bhot hamiyat hai jo log dusray b kam sath kar rhy hoty hain un kay liya yeh funtion bhot hamiyat rakhta hai is ki madad say ap stop loss ya take profit set kar kay move on ho skaty hain jis pip pay ap nay set kiya automatically wahan tak ponchnay pay trade close ho jata hai ya to profit main ya loss main .

      Thanks
      • #4 Collapse

        Re: TP aur SL lagana zarori hota hy kiya

        Yes brother, stop loss or take profit zarur set karny chahe, asa karny sy he ham apna acct safe bana saktyn hai, sl or tp ik automatic source hai market ko ye batany ka hamy es time market sy out kar dena, market jsy he us stage py ponchti hai hamy trade sy out kar deti hai, mazy ki bat ye hai k ham apni sahulat k mutabik apna sl or tp change kar saktyn hain,
        • #5 Collapse

          Re: TP aur SL lagana zarori hota hy kiya

          G han bilkul zarori hota hy TP aur SL lgana kun k jab ham trade kgaty hain to trade lagaty waqt TP aur SL bhut zarori hyhmain forex main kam karny ka experience aur acha knowledge hona chahaiy kun k yeh bhut zarori hy agar hmary pas forex ka knowledge hy to ham basani trade lga sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: TP aur SL lagana zarori hota hy kiya

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ameermoavia پيغام ديکھيے
            Dear friend agr hum TP aur SL laga lety Hain tu hamara account Wash hony sy buch jata hy
            yah donon bahut important tools hai aur isko use karne se Ham bahut acchi aur secure trading kar sakte hain kyunki jab aap isko use karte hain aur aap apni trading ko monitor bhi Na karen to aap fayda le sakte hain lekin iske liye aapko resistance aur support ka pata lagana bahut jaruri hai kyunki yah tools aap Ashok use kar sakte hain jab aapke pass achcha sa knowledgege hoga aur agar knowledge nahin hoga to aapko fayda bhi nahin hoga.
            • #7 Collapse

              Re: TP aur SL lagana zarori hota hy kiya

              dear friend yeh zroori naen k ap hr trade mn stop loss aur take progit use kren ap open trading bhi kr sktay hn lekin meray khial mn open trade ki bjaye trade mn take profit aur stop loss ko lazmi use kren keun k in tools ko use kr k ap apnay account ballance ko bhi safe rakh sktay hn
              • #8 Collapse

                Re: TP aur SL lagana zarori hota hy kiya

                G Han dear members trading main AP ko SL r tp lagany sy AP ka trade save tariky sy chalta Hy r AP ko loss Kam sy Kam r profit ziada hota Hy kiun k jb AP apny trade pr nazar nahi rakh paty Hain to ye us point pr auto close ho jata hy
                🌼 Never Give Up 🌼
                • #9 Collapse

                  Re: TP aur SL lagana zarori hota hy kiya

                  Hmane Chaye k ham stop loss and take profit kgayen ham ager Tp and sl ka use keren ge to ham account ko bhe safe rakh sakty hain.and ache earning hhe ker sakty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: TP aur SL lagana zarori hota hy kiya

                    Tp r stop loss lagana her trade main zarori to nahi hota is ka use bhi ap trend k sath sath ker sakty haon markete ki next movement ko analyse ket k hi ap ye gues ker sakty hain k tp ya sl set kerna chahye ya nahi ager ap rat ko trade open ker rahy hain r apko lagu k markete is level ko late meet kry gi r ap us time apni trade ko close na ker saken tab to set kerna must hai k asy apki trade profit.m close honjay gi lakin trend achank change hony lagy to tp hit hony se pehly bhi trade ko close ker par sakta hai and stop loss la to main apko yebi lahun gi k beshal sl na use karen per small lot se trade open kerna na bholen k ye bhi apka account safe rakhy gi
                    • #11 Collapse

                      Re: TP aur SL lagana zarori hota hy kiya

                      g bilkul take profit or stop loss ko use karna bhot zeada zarori hai jub hum stop loss or take profit ko us kar rahy hoty hain to hamara account har tarhan sa save he rehta hai or hum achi earning bhe gain karty hain ..hamen hamesha he pak forex main achi quality k sath he kam karna cheye or stop loss or tak profit ko use karty rehna cheye ..
                      • #12 Collapse

                        Re: TP aur SL lagana zarori hota hy kiya

                        G dear friend SL or TP lgana zrori to nhi h lekin agr lga dia jay to is ka bahut fyda h. Q k tp lganay se hmara profit limit main aa jata h. Or SL use krnay se hmara loss stop ho jata h. Is lia ye behtreen tools hn or in se fyda hasil krna chahiay.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: TP aur SL lagana zarori hota hy kiya

                          stop loss or take profit ka Ham bahut acchi tarah se use kar sakte hain isliye Ham sab ko acchi tarah se working karte rahana chahie Taki Ham sab ko fayda Hota Rahe aur is tarah se Ham bahut acchi trading kar sakte hain aur hamari trading whisky aur hoti hai hamara account was hone se 20 kyon rahata hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X