Forex trading mein 90% log fail Kyon Ho Jaate Hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading mein 90% log fail Kyon Ho Jaate Hain

    Dear Forex main Vahi log na kam Hote Hain Jo log dusron per yakin rakhte hain aur apni mehnat per yakin Nahin rakhte Hamen Aisa bilkul nahin karna chahie Hamen Khud per yakin rakhte Hue kam karne ki koshish Karni chahie Is Tarah Ham apni working ko bahut acche tarike se kamyabi ki taraf Lekar Ja sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading mein 90% log fail Kyon Ho Jaate Hain

      Forex trading and business aur jab tak aap isko business nahin samjhoge tab tak aap kabhi bhi ismein successful nahin Ho paoge ISI vajah se bahut sare log ismein fail ho jate hai uska reason yah hota hai ki vah isko Koi job samajhte hain ya FIR Koi game samajhte Hain
      • #18 Collapse

        Re: Forex trading mein 90% log fail Kyon Ho Jaate Hain

        trading may 90 percent log is waqt fail hotay hain jub woh achay experience say kam nhi kurtay hain jub woh experience say kam nhi kuray gay to un ko kamyabi bhi gain nhi ho gi to humay is may experience say he kam kurna chahiyay pehlay humay is kay baray may experience gain kurna chahiyay or is kay bad he trade kurni chahiyay takeh humay trading may loss na ho or humay jald bazi say bhi kam nhi kurna chahiyay is say bhi humay loss hota hy..........
        • #19 Collapse

          Re: Forex trading mein 90% log fail Kyon Ho Jaate Hain

          Aslamoalekum dear forex members forex trading mn log aksar nakam is liy ho jaty hn ki is mn wo kam shi ni krty himat har jaty hn .logon ki gher snjedha baton mn a kr forex ko chor dety hn ye un ki nakmi ki waja h.
          • #20 Collapse

            Re: Forex trading mein 90% log fail Kyon Ho Jaate Hain

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Zaib786 پيغام ديکھيے
            Dear friends Jaisa ki aap log Jante Honge ki Forex trading business Kafi Jyada difficult business hai ismein sirf 10% log profit earning kar rahe hain aur Baki ke 90% log Apna time zaya kar rahe hain matlab yah ki unko sirf aur sirf loss hota hai real profit earning Jisko Kahate Hain vah sirf 10% log hi kar rahi Hai Iski vajah kya hai kya aap Logon Ne yah janne ki koshish ki ki ke 90% log Kyon fail ho Jaate Hain Main aapko batata Hun Ki 90% log Kyon fail Hote Hain actually Jab Bhi Koi member Forex trading business ko join Karte Hain Uske bad uski sabse primary priority hoti hai Ki voh Ek Hi Din Mein Ya Do Din Mein bahut jyada profit earning Karle but Aisa Mumkin Nahin Hai Har Insan ki apni Soch hai ki vah Kaise Forex ke bare mein Sochta hai but my point of view majority members aisa hi sochte hain Agar ham log apni is Soch ko change kar le aur profit earning ko priority Na banaen balke Ham Logon ki priority honi chahie ki ham log forex business ki learning ko priority den Jab ham log forex business ki learning ko importance Denge aur iski experience Hasil karne ke liye apni hard work Karenge To Ham bhi Jarur in 10% Logon Mein Shamil Ho sakte hain jo ki Forex se real profit earning kar rahe hain.
            Bilkul dear aapane bahut hi acchi baat kahi hai aur Main Bhi Yahi Sochta Hun ki agar Ham roll ko follow karte ho yaar Apna knowledge or experience ko Behtar Karte Hain To Ham ismein Jarur Kamyab ho sakte hain 90% member isiliye fail ho Jaate Hain Ki vah Apna knowledge or experience Ko Bata Nahin karte hain iski vajah Se Hone her trade male or Se Ka Samna karna padta hai
            • #21 Collapse

              Re: Forex trading mein 90% log fail Kyon Ho Jaate Hain

              Fail honay ki wajah kam knowledge ka hona ha mujhe lagta hai ki wo key hard work hi ho sakti hai kyonki yahan per sab kuch hamari mehnat per hi depend karta hai jitna hard work karenge utna hi hame profit bhi hoga Forex trading patience say kam lena chahye over trading say avoid karna chahye greed say avoid and full confidence say trade karna chahye..
              • #22 Collapse

                Re: Forex trading mein 90% log fail Kyon Ho Jaate Hain

                Maximum members trading mein is liye fail ho jaate hain ki jab vah forum ko join kar lete hain to is ke bad voh yahan per jyada trading practice nahin karte hain aur yahi vajah hai ki practice na hone ki vajah se vah trading bhi sahi se nahin kar paate hain aur vah har ek bar trading mein fail ho jaate hain isliye members ko chahie ki vah jab join ho jaate hain to uske bad vah apne liye form ko har tarah se ready kar len aur jo members ready nahin kar paate hain khud ko forum par reh kar acchi trading bhi nahin kar paate hain is liye har ek member ko chahie ki vah trading ke bare mein jyada experience gain kar le aur us ke bad hi trading co karen
                • #23 Collapse

                  Re: Forex trading mein 90% log fail Kyon Ho Jaate Hain

                  Ye baat aapki sahee ha k forex me sirf 10% log kamyab hotay hain jabkay baqi ya to apna account wash karwa detay hain ya pher sahee earning nahi kar paatay. eski bunyadi waja ye ha k wo blind trading kartay hain aur proper analysis aur planning nahi kartay.
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex trading mein 90% log fail Kyon Ho Jaate Hain

                    Bohat zyada log fail hotay hain skills nahi hoti sabar paida karen aur lalach ko khatam karen aur daily zeyada profit banane k peeche na paren jab aap zeyada profit banane lago ge tabhi aapko loss hoga slow slow earn karte rahen is mein
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex trading mein 90% log fail Kyon Ho Jaate Hain

                      g hn dosto forex trading ma 90 percent aisy trader hy jo forex trading ma sirf loss uthaty hy kiun k wo bina soch smjhy or mhenat k trading krty hy forex pe kam kr koi bhi kamyabi hasil kr skta hai r forex pe kamyabi ka sirf ek he rasta hai mehnat kren r apne work ko quality ka kren r forex pe jo bi jog nakam hote hain woh apne work ko quality ka ni krte hain r forex forum pe quality ka kaam forex rules kw mutabiq he ho skta hai r aise members jo keh apni trade ko lalchi ban kr krte hain to woh bhi kamyabi hasil ni kr pate hain or wo hmesha forex trading ma nakam he rhety hy
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex trading mein 90% log fail Kyon Ho Jaate Hain

                        Dear friend Forex trading Mein fail hone Ki Sabse Badi vajah Yahi hoti hai kya aapke pass Achcha experience vajud Nahin Hota jab tak aap Forex trading ko acchi Tarah Se samajh Nahin lete aap kabhi Kamyab Nahin Hote To isliye Forex trading Mein Jo Bhi log invite Hote Hain Jo log isko join Karte Hain To vah sabse pahle ismein trading hi karna start kar dete Hain halaki agar aap Forex trading me Achcha profit Hasil karna chahte hain to uske liye sabse pahle acchi learning demo account mein acchi practis Ka Hona bahut jaruri hai jab tak aap acchi practis Nahin Karenge aap Kamyab Nahin ho sakte
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex trading mein 90% log fail Kyon Ho Jaate Hain

                          skills nahi hoti hain esliye fail hotay hain her business meyn success ke kuch key-factors hoty heyn aisy he forex meyn success ke bohat simple key-factors heyn. Practice, Knowledge, strategy & Luck. koi bhi forex trader in 4 key-factors ke bina kaamyab nahi ho sakty
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex trading mein 90% log fail Kyon Ho Jaate Hain

                            meray khayal main bhai 90 percent log wohi fail hotay hian jo ke forex market ka experience nahi rakhtay aur apnay ap par bohat confidence hotay hain aur akhir main yehi hota hay ke woh kafi pareeshani main phansa jatay hain aur woh log jin ki miqdar sirf aur sirf 10 percent hay woh kamiyab isliye ho jatay hain kyn ke un ke andar salahiyatain hoti hain jo woh apnay andar time de kar paida kartay hain aur hamain bhi wohi salahiyatain paida karnay ki zaroorat hay.
                            • #29 Collapse

                              Re: Forex trading mein 90% log fail Kyon Ho Jaate Hain

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Zaib786 پيغام ديکھيے
                              Dear friends Jaisa ki aap log Jante Honge ki Forex trading business Kafi Jyada difficult business hai ismein sirf 10% log profit earning kar rahe hain aur Baki ke 90% log Apna time zaya kar rahe hain matlab yah ki unko sirf aur sirf loss hota hai real profit earning Jisko Kahate Hain vah sirf 10% log hi kar rahi Hai Iski vajah kya hai kya aap Logon Ne yah janne ki koshish ki ki ke 90% log Kyon fail ho Jaate Hain Main aapko batata Hun Ki 90% log Kyon fail Hote Hain actually Jab Bhi Koi member Forex trading business ko join Karte Hain Uske bad uski sabse primary priority hoti hai Ki voh Ek Hi Din Mein Ya Do Din Mein bahut jyada profit earning Karle but Aisa Mumkin Nahin Hai Har Insan ki apni Soch hai ki vah Kaise Forex ke bare mein Sochta hai but my point of view majority members aisa hi sochte hain Agar ham log apni is Soch ko change kar le aur profit earning ko priority Na banaen balke Ham Logon ki priority honi chahie ki ham log forex business ki learning ko priority den Jab ham log forex business ki learning ko importance Denge aur iski experience Hasil karne ke liye apni hard work Karenge To Ham bhi Jarur in 10% Logon Mein Shamil Ho sakte hain jo ki Forex se real profit earning kar rahe hain.
                              Jo log Forex trading Ke business ki kam learning karte hain aur Forex trading ka experience and knowledge Kam Haasil Karte Hain aur usse Forex Mein trading start kar dete Hain unko jyadatar Forex trading ke business se loss hi hota hai Forex trading ke Business mein Logon ki fail hone ki vajah kam learning aur kam knowledge Hota Hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Forex trading mein 90% log fail Kyon Ho Jaate Hain

                                Dear sahi bath hay iss ki waja bi un ki apni treading karnay ki hoti hay quen kay un treading aati nahi hay or wo bilawaja market may apnay aap ko acha sabit kar rahay hotay hane to un ko chahiya kay pahlay kaam ko seekhne to hi iss may treading kareen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X