Loss hone ki reasons dhundhne aur unko remove Karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss hone ki reasons dhundhne aur unko remove Karen

    dear jab uhmen loss hota hy to humen chaia keh hum apna loss hony ka wo galti talash karen gy tab he humen loss nai ho ga jab hum lkoss hony walui galti karty rahen gy to hum kabhe bhe kamyab nai ho saken gy forex men jio bhe member acha kaam kary ga wo member kabe bhe achi kamyabi haassil nai kar skay ga es ley humen chaia keh es men full mehnt sy kam karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss hone ki reasons dhundhne aur unko remove Karen

      Ji bilkul bhai bahut Achcha Saman bahut hi Achcha Saman kya Agar Ham se Forex ke upar kam karte hue Koi galtiyan Hoti Hai To Ham use per Kaise control Karen Agar galti ho jate Daman ko kaise dhundhe iska matlab yah hai ki agar Humse Koi Galti Hoti Hai To Ham pahle sabka message Karen Jab analysis acche tarike se Hoga To Ham kahan per Hain Agar Galti Humse Hui Jaati Hai To Ham Ko chai kam usko remove Karen jald se jald Aurat ko pahle samjhen ki kahan per Humne yah kam kiya hai jo ki Hamare liye theek Nahin Hai ISI vajah se main chahie ki galtiyan kam se kam Karen aur apne profit ko mazeed increase Karen Masjid increase Karne Se Hamare andar confidence level badhega aur ham acche tarike se kamyabi Hasil kar sakte
      • #18 Collapse

        Re: Loss hone ki reasons dhundhne aur unko remove Karen

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Zaib786 پيغام ديکھيے
        Dear forum friends agar aap logon ko apni trading Mein loss ho raha hai to aap log Apne loss hone ke bad Pareshan Na Hua Karen Bal ke aap Log Yeh talaash karne ke aap log Loss Kis vajah Se Ho Raha Hai agar aap log Apne loss hone ki regions ko Talash kar lete hain aur unko remove karne ke liye Ye apni trading strategies Mein changing Karte Hain aur apni planning apni loss hone ke reason ko remove karne ke liye best banate hain to aap Logon ke liye trading Mein profit earning karna possible Ho sakega koshish Karenge aap log Apne loss hone ki reasons ko acche se Dekhen apne pass Unka Ek chart banaa le ke aap Logon Ko kaun si mistakes ki vajah se loss hoa aapke loss hone ki kaun si reason hai agar aap log yah sab chijen noted Rakhenge to aap Logon ke liye Jyada aasani Hogi ke aap log apni next in future aap log jo bhi trading Karenge usmein aap log losses ko minimise kar saken.
        Jee han bilkul sahi kaha aap nay loss honay ki soorat main hamain pareshan nai hona chahiay, bal k loss ki waja talash karni chahiay, loss hona koi bari bat nai hoti trading karain gay to loss bhi ho ga and profit bhi ho ga, yeh to part of business hay, bari bat to tab hoti hay k loss ki reason talash kar k apni ghaltion pay qabu paana and us hisab say apni strategy ko change karna, nay siray say planning karna, and phir new trade and new jazbay k sath trading kar k loss ko bhi recover karna and profit bhi gain karna, agar hum log loss honay pay pareshan ho jain gay to hum ghalti ko kabhi talash nai kar sakain gay and parehsni main loss ko recover karnay k chakar main mazeed loss main chaly jain gay, jab koi bhi trader apnay loss ko recover karna seekh laitay hain to wo apni trading main kamyaabi ki taraf chal partay hain, himmat aur hosly say kaam laina chahiay na k baysabri aur jalbazi say, kyun k jaldbazi karnay walay kamyaab nai ho saktay online trading main and phir trading ko hi chor jaatay hain.
        If you work hard no body can stop you from success
        • #19 Collapse

          Re: Loss hone ki reasons dhundhne aur unko remove Karen

          AP nay shi kha hy humay sab say pehlay loss honay ki reasons talash kurni chahiyay or jub humay woh milljay to humay in ko remove kur dayna chahiyay or kbhi bhi in ko repeat nhi kurna hy agar hum in ko repeat kuray gay to hum kamyab nhi ho sakay gay humay is may kamyab honay kay liyay apni ki gai ghaltiyon ko again repeat nhi kurna hy or in ko hamesha hamesha kay liyay remove kur dayna chahiyay .........
          • #20 Collapse

            Re: Loss hone ki reasons dhundhne aur unko remove Karen

            Forex trading mein agar Hamen Las hota Hai to Hamen chahie ki Ham emotional Na Ho bulke koshish karen apni mistake ko cover karne ki ke dwara aisi mistake na Karen jisse Hamen Las Ho Hamen chahie ki Ham apni trading maja ko bitar banane ke liye jyada Se jyada practis Karen aur Market ko jyada time den Apne analysis Karen aur chat per candlestick ko samjhaie support and resistance ke bare mein samjhaie tabhi hamara training mein aakar pata hoga aur Forex trading se Ham fayda asal Kar sakenge.
            • #21 Collapse

              Re: Loss hone ki reasons dhundhne aur unko remove Karen

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Zaib786 پيغام ديکھيے
              Dear forum friends agar aap logon ko apni trading Mein loss ho raha hai to aap log Apne loss hone ke bad Pareshan Na Hua Karen Bal ke aap Log Yeh talaash karne ke aap log Loss Kis vajah Se Ho Raha Hai agar aap log Apne loss hone ki regions ko Talash kar lete hain aur unko remove karne ke liye Ye apni trading strategies Mein changing Karte Hain aur apni planning apni loss hone ke reason ko remove karne ke liye best banate hain to aap Logon ke liye trading Mein profit earning karna possible Ho sakega koshish Karenge aap log Apne loss hone ki reasons ko acche se Dekhen apne pass Unka Ek chart banaa le ke aap Logon Ko kaun si mistakes ki vajah se loss hoa aapke loss hone ki kaun si reason hai agar aap log yah sab chijen noted Rakhenge to aap Logon ke liye Jyada aasani Hogi ke aap log apni next in future aap log jo bhi trading Karenge usmein aap log losses ko minimise kar saken.
              Hamen Forex form Se Jis reason ki vajah se loss hota hai Hamen us reason ko dhundhne chahie aur Hamen apni mistakes ko bhi remove karna chahie Kyunki Hamen Jyada tar Forex trading ke business se loss Hamari apni hi galtiyan ki vajah se hota hai Ham trading karne mein bahut jaldbaji Karte Hain aur trading mein jyada lot size use karte hain aur Jyada profit Hasil karne ki lalach Karte Hain ine chijon ki vajah se Hamen Forex trading se loss hota hai
              • #22 Collapse

                Re: Loss hone ki reasons dhundhne aur unko remove Karen

                My dear fallows bilkul aapki baat theek hai ki hamen lost key reasons ko dhundhna chahie aur lost key reasons ko dur karna chahie Agar Ham Khud ko acchi aur successful trader banana chahte Hain To yah baat hamare liye bahut hi important hai aur Hamesha apne mind mein rakhe kam karna chahie
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Loss hone ki reasons dhundhne aur unko remove Karen

                  Kafi members forum per aise hain ki jin ko regularly loss hota hai aur yahi vajah hai ki un ko loss kyon ho jata hai har ek member ko apne loss ho jaane ki vajah search karni chahie aur is ke bad members ko us ke upar work karna chahie aur isi tarah se hi members trading kar paate hain lekin jo members ine ko ignore kar dete hain unke liye trading karna sex nahin hota hai har ek member ko chahie ki vah apne liye ek kam job trading co easy banakar aur usi per hi work karen aur senior members bhi isi tarah se hi apne trading karte hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X