Apni capacity se ziada kam mat kren.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni capacity se ziada kam mat kren.
    Bhaio aksar daikha jata ha keh kuch members apni capacity se ziada kam krty hain to apni sehat kharab kr daity hain is lia kam utna he behter ho ga jitna apka mind aur apki body isko accept kry. Is trha banda ziada k lalach main apni sehat ka khial ni rakhta agr ap thk hn ga to ap achi trading kr sakty hain. Agr ap apny lia behter sochy ga aur behter kren ga to definitely apko behter he mily ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apni capacity se ziada kam mat kren.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: rizwan5560 پيغام ديکھيے

    Ji han bilkul sahi Kaha Hai Jab Bhi aap Forex trading Mein kam karte hain to aapko Apne knowledge ke mutabik kam karna padta hai Agar aapke pass knowledge jyada hai to aap ismein kam kar sakte hain Agar knowledge Kam Hai To fir aapko bahut hi small lot ke sath kam karna padta hai aur thoda samajhkar kam karna padta hai Kyunki knowledge ke bagair Forex Mein kamyabi Mumkin Nahin Hai.
    • #3 Collapse

      Re: Apni capacity se ziada kam mat kren.

      forex mai hum agar capital invest karna chaty hain to hamy market ke movement ko samjna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kaeir sakty hain hum is mai agar bager learning k kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex paksitan mai legal ban cuka hain forex aik legal busness hain
      • #4 Collapse

        Re: Apni capacity se ziada kam mat kren.

        Apni capacity Se Jyada bilkul kam na Karen aap Logon ki pass jitni Jyada capacity hai aap log Itna Hi Kam Karen agar aap log ise Jyada kam karne ki koshish Karenge to aapki health per negative Asar padega jisse aap log apni trading per bhi focus nahin kar Sakenge aur form per bheja Kam Nahin kar Sakenge koshish Karenge Apne kam Ek assistant Re Jab aap log form per jitni post karne ke bad comfortable karne Itni hi post Karen Jyada Karne Ki Koshish Na Karen aur koshish karen aap log jo kam Karen vah quality ke sabse best Hona chahie quality per kabhi bhi compromise na Karen aur koshish Karenge form per acchi baten Forex ke related Le Karen aur apni capacity ke motapa kam Karen
        • #5 Collapse

          Re: Apni capacity se ziada kam mat kren.

          ge han dear app nain theek kaha ha app apni capacity ziada kam na karin agar app asay kam karin gay to bor ho jain gay lahaza forex main relax ho kay kam karin gy to app ka intrest forex main bana rhay ga is lia main hamin forex main dil laga kar or mahant sy kam karna ho ga pher he hm kmyabi hasil ho ge trad main jald baze nai karin or sabar say kam lain
          • #6 Collapse

            Re: Apni capacity se ziada kam mat kren.

            forex k rules k motabik hm jtna kam kam kar skaty hy day ka hmy otna hi karna chahiy zada over kam hm ko ni karna chahiy soch samj k hm ko kam karna chahiy hm acha limit ka work kary r quality ka work bnay
            • #7 Collapse

              Re: Apni capacity se ziada kam mat kren.

              Piary bhai hmari capacity sy ziyada kam kahan hy daily ki 50 posts krni hoti hain jo ham sab easily kar lety hain jab hmari posts ki limit complete ho jati hy to iss sy agy to kam nahi kar sakty na to kahan hui hmari capacity sy ziyada kam hmain bass apny kam ko mehnat aur dilchaspi sy karna chahaiy.
              • #8 Collapse

                Re: Apni capacity se ziada kam mat kren.

                dear forex men humen agr kamyab hona hy to humen chia keh hum forex men agr humara account chota hy to humen chaia keh hum hum kam sy kam lot ka estamal karen gy tab he hyum achi kamyabi hasil karb saken gy
                • #9 Collapse

                  Re: Apni capacity se ziada kam mat kren.

                  G hy bilkul hm utna hi kam krna chya jitna hm kr skty hy hm aysa kam nhi krna chya jis sa hmri sht hi khrb hi jy hm utna kam krna chya jitna hm acha tarek sa kr saky
                  • #10 Collapse

                    Re: Apni capacity se ziada kam mat kren.

                    agar hum es main kam ko boht mahnat say hum es main kam karain gain to he hum es main sucess ho skty hain hum es main kam ko karny kay ley humian es main knowledge ko has;l karna ho ga to he hum es mian kamjab ho ksty hain hum es main bgir pison kay account bna kar hum es main kam kar skty hain our hum es main live trading karty hain forex 1 acha business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Apni capacity se ziada kam mat kren.

                      Forex trading business ho ya koi bhi kam jab tak Hamari sehat acchi rahti hai Ham Achcha kam kar sakte hain Hamen apni capacity ke mutabik kam karna chahie kabhi bhi over hardworking na Karen Apne capacity ke mutabik smartwork Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Apni capacity se ziada kam mat kren.

                        Bilkul Agar hum apni capacity se zayada kaam krny ki koshish kren ge to is see hmari sehat kharab jo sakti hai aur hmare liye apny kaam par focus Krna mushkil hi Jae ga is liye humen apni capacity ky according kaam kr KY ache sehat ky saath saath acha result Hasil krny ki Har Mumkin koshish Karni chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Apni capacity se ziada kam mat kren.

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: rizwan5560 پيغام ديکھيے
                          Bhaio aksar daikha jata ha keh kuch members apni capacity se ziada kam krty hain to apni sehat kharab kr daity hain is lia kam utna he behter ho ga jitna apka mind aur apki body isko accept kry. Is trha banda ziada k lalach main apni sehat ka khial ni rakhta agr ap thk hn ga to ap achi trading kr sakty hain. Agr ap apny lia behter sochy ga aur behter kren ga to definitely apko behter he mily ga.
                          Bilkul Sar aapane bilkul sahi Kaha Hamen Apne star Teji se kam karna chahie Hamen Apne mehnat Se Dil Laga kar kam karna chahie kisi ke Baaton ke bahkave mein nahin aana chahie balki apni Marji se kam karna chahie Agar Hamen Kisi chij Mein Dil Nahin Lagta Hai To Hamen usko Chhod Kar use chij Mein kam karna chahie use Jagah per Jahan per Hamara Dil Lagta
                          Click On Name And Visit My Journal
                          Naseer953 Trading Journal
                          • #14 Collapse

                            Re: Apni capacity se ziada kam mat kren.

                            Han ye baat bi ha ke aap apni capacity se ziada kaam na karen jitni aap kis sehat ijazat deti ha utna kaam kren ta ke aap bemaar na par jayen kyun ke jaan ha to jahan ha agar aap sehat mand hein to hi aap kaam kar sakty hein is liye apni sehat ka bi khayal rakhen aur kaam ke darmayn choti choti breaks bi lety rehen ta ke aap fresh rehen is se aap ka mind bi fresh and cool ho ga aur aap ki kaam ki salahiat b mutasir nahi ho gi.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Apni capacity se ziada kam mat kren.

                              Ji bilkul sahi baat hai aapki ke pass forest ke platform per Ham Apne target ko complete karne ke liye jitne Waqt Mein kar sake Hamen karna chahie Lekin apni capacity ko bhi barkarar Rakhna Hoga sake Uske mutabik jo bhi work Karen vah acche quality base per Ho lekin Agar Ham apni capacity Se Jyada kam karte rahenge to usse Hamen nuksan Kya Jaan Se Bhi Jyada Hoga isliye utna Hi Kam Karen jo humse ho sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X