Jald Bazi Our Lalach Main se Kon C Cheez Khatarnak Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jald Bazi Our Lalach Main se Kon C Cheez Khatarnak Hai

    Dear forex friends business koi bhe ho mery khyal ma jald bazi or lalch dono he us k ly boht khtrnak sabit hon gy forex trading boht soch ky or experience ky sath karny wala business hy agr hm bgair sochy jaldi ma or lalch ma trade lgaen gy to hmen boht loss ho skta hy shukria
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jald Bazi Our Lalach Main se Kon C Cheez Khatarnak Hai

      Dear friend yah donon chizen jaldbazi aur Lalich greed trading se bahut Dur rakhni chahie Kyunki trading cool mind ke Sath Karni chahie aur Inteha mustaqil Mezaji ke sath Karni chahie Jitna Hamara decision power Achcha hoga Ham acchi strategy planning ke sath trading Karenge aur Kamyab Rahenge lekin Agar Ham jaldbazi Karenge aur Lalich Karenge To Ham na kaam Honge Hamara nuksan hoga lihaza Hamen smart trading Karni chahie
      • #18 Collapse

        Re: Jald Bazi Our Lalach Main se Kon C Cheez Khatarnak Hai

        Ye dono he bohat dangerous hain humen apni trading ko kamyab bnane ky liye in dono ko avoid krna ho GA aur apni mehnat ko continue he rakhna ho GA us ky baad he forex trading Jaise behtarin business ke andar kamyabi ko Hasil kiya Ja sake ga aur apny future ko secure bnaya ja sake ga
        • #19 Collapse

          Re: Jald Bazi Our Lalach Main se Kon C Cheez Khatarnak Hai

          aapane poochha hai ki jald bazi wala Lalach kaun si chij khatarnak hai to ji hamen jaldbazi Nahin Karni chahie jaldbazi se hamen bus theek hi rahana chahie isiliye hamara fayda hai jab Ham jaldbazi karte hain to uski vajah se hamara kam Sahi hone ki vajah se aur loss mein Chala jata hai is wajah se is hamen dur rahana hai ISI mein hamara fayda hai
          • #20 Collapse

            Re: Jald Bazi Our Lalach Main se Kon C Cheez Khatarnak Hai

            Forex trading Mein yah donon chijen bahut hi jyada Khatarnak Hai Kyunki agar aap aap is form per Apna time dete Hue bonus Jama karte hain to aapko Apne bonus ki Kadar Karni chahie aur isase yah nahin karna chahie laalach aur jaldbaji donon hi aapke liye bahut jyada Khatarnak hoti hai aur isase aapka account wash ho jata hai aur koi fayda nahin Hota
            • #21 Collapse

              Re: Jald Bazi Our Lalach Main se Kon C Cheez Khatarnak Hai

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
              ASlam O Alakum Dear forex mem ers main ap dodton se ye pochna chahta hun ke forex trading karte howe sub se zyada khatarnak cheez ap ko kia lagti hai jis ki wajha se ap ko bhot zyafda loss ka samna karna parta hai.
              Khatarnak to jaldbazi bhi hai aur ismein Khatarnak lalach bhi hai agar ham Yaadon kam Karte Hain To Hamara account was ho sakta hai agar Ham lalach Karte Hain Ki Hamen bahut munafa Mile aur ham Chhota munafa Hasil nahin karna chahte to vah munafa bhi Hamara nuksan Mein Badal jata hai agar Ham jaldi karte hain trading karne mein tu jaldi Mein Hamara account was Ho Jata Hai Is vajah Se Hamen Pyar Se Kam karna chahie aur Sahi Waqt Dekh Kar Hamen trading Karni chahie aur Pure It naam ke sath kam karna chahie
              • #22 Collapse

                Re: Jald Bazi Our Lalach Main se Kon C Cheez Khatarnak Hai

                Forex trading mein agar Ham lalach karenge to loss karenge Hamen chahie ki Ham trade karne mein jald baji na Karen soch samajh ke sath kam Karen aur hamare paas Jo balance hai apne balance ke mutabik lauda choos Karen thoda thoda karke on karne ki koshish karen Taki Forex trading se Ham fayda muscle kar sake start mein agar Hamen Forex trading Mela sota Hai to Hamen chahie ki Ham emotional Na Ho Apne kam per focus Karen aur iski trade na len aur apne lash ko cover karne ki koshish karen.
                • #23 Collapse

                  Re: Jald Bazi Our Lalach Main se Kon C Cheez Khatarnak Hai

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
                  ASlam O Alakum Dear forex mem ers main ap dodton se ye pochna chahta hun ke forex trading karte howe sub se zyada khatarnak cheez ap ko kia lagti hai jis ki wajha se ap ko bhot zyafda loss ka samna karna parta hai.
                  Walikum salam, vesy to lalach and jaldbazi dono hi trading k liay bohat hi khatarnaak hain, kyun laalach karny wala trader loss karwa baithta hay, and jaldbazi karnay wala bhi loss karwa daita hay, laikan agar ham in dono ko compare karain to meray khayal main jaldbazi ziyada nuqsanday cheez hay, trading main jab trader jaldbaaz hota hay to wo hamesha jaldi main ghalt trade open kar daita hay and wo sabr bhi nai kar sakta, jaldbaaz trader agar daikhta hay k market ki movement thori si opposite direction main gai to wo foran loss k dar say trade close kar daita hay ya opposite direction main dosri trade open kar daita hay jis say loss mazeed barh jata hay, es liay jab bhi trade open karain to usay planning k hisab say open and close karain. laalach aur jaldbaazi dono ko avoid kar k trading karain gay to hi kamyaab trader ban saktay hain
                  If you work hard no body can stop you from success
                  • #24 Collapse

                    Re: Jald Bazi Our Lalach Main se Kon C Cheez Khatarnak Hai

                    Jald bazi aur lalach dono boht he khatrnak hai q k agr ap jaldbazi sy kam lety hai aur trade krty hai to ap ko loss bhi ho sakta hai uss trade main and dusri baat lalach agr ap ny bari lot use ki hai to ap ko uss main kafi acha khasa loss bhi ho sakata hai jo k sahi nhi hai future k liye ap k. To aram aur itmenan sy market analyse krein and then small lot ki trade kry uss main.
                    Get Daily Forex Signals and also the Daily crypto Signals
                    For free. And if you need any help about the forex and crypto market live chat is available for you.
                    • #25 Collapse

                      Re: Jald Bazi Our Lalach Main se Kon C Cheez Khatarnak Hai

                      G dear jaldbazi or lalach ma zayda lalch khtarnak hy qk insan lalach ma a ky hi shortcut use krny ki khoshish krta hy or wo nakam ho jata hy ap koi bhi bussiness kry us ma jald bazi or lalch nh kry our ap sabar sy kam kry to ap us ma kamyab ho skty hn es lya hmesha bussiness ma lalch or jaldbazi nh kry qk yeh dono chz ap ko hmesha naqsan ky siwa kuch nhi deti
                      • #26 Collapse

                        Re: Jald Bazi Our Lalach Main se Kon C Cheez Khatarnak Hai

                        Jald bazi main hum ko koi b fasla ni layna cahiye or na hi hum ko koi lalach krni cahiye kun donu hi faslay insan k liye galat b sabit hoo skta hai is liye jo b kam krna hai wo soch samj kr krna cahiye
                        • #27 Collapse

                          Re: Jald Bazi Our Lalach Main se Kon C Cheez Khatarnak Hai

                          Jald bazi or lalach main se dono cheezen hi khatrnak hain agar hum kisi bhi kam main jald bazi karty han to bhi humy bara noksan ho jata ha or agar hum kisi bhi trade main lalach karty hain to bhi humy bara nuksan ho sakts ha isi lea humy trading main dono hi nahi karni chahea humy sabar se or markeet ko dekh ke trade karni chahea tsky hum loss se bach saken or profit hasil kar saken.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Jald Bazi Our Lalach Main se Kon C Cheez Khatarnak Hai

                            Brother lalach aur jaldbazi mein sabse bada nuksan aapka yah account ka varsh hona hai isliye aapko chahie kya kabhi bhi e jaldbazi Mein Kamna na Karen Kyunki ismein aapka hi hi nuksan hai isiliye behtarin Usi mein hai ki aap aap Soch samajhkar market ko analyses Karke a fat trading Karen aur acchi hai acchi posting Karen aur uske bad Ek acchi e-Learning Hasil Karen aur uske sath Apni Bhi earning v

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X