market ke move kerne loss ya profits pe kise ka control nahi chalta........

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market ke move kerne loss ya profits pe kise ka control nahi chalta........
    Asslam O Alikum all member, forex business mein jab ham apne tasli ke bad complete analysis ker ke trade lagty han to then market ke movement hone se kiase ke hath mein nahi hota loss ya profits ko rokna es liye phly se hi apne lots size par control keryn sabar se kam keryn jaldbazi bilkul bhe nahi kerni cheye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: market ke move kerne loss ya profits pe kise ka control nahi chalta........

    Walekum assalam dear aapane bilkul theek kaha main aapki baat se bilkul a Rahi karta hun market ka munh hamesha news ke sath hota hai kisi mein mulk ki currency ya kisi bhi mulk ki economy bahut jyada matter karti hai ki market ki next moment Kya hogi ISI vajah se karte Hain ki aap mein online intouch rahana hai news ke sath aur aapko pata hona chahie ki kaun si currency per aur kaun si movement hai market mein tab jakar aapko acche result milenge.
    • #3 Collapse

      Re: market ke move kerne loss ya profits pe kise ka control nahi chalta........

      Forex 1 online business hai Hamen ismein market ke aap aur down ko samajh ke kam karna chahiye Fir Bhi Ham munafa Hasil kar Sakenge Agar Ham Forex Main Yun Hi to Maine Soch Samajh Ke risky Lena chahie Fir Bhi Ham Loss se bus Sakenge aur ek Aisa Vishwas hai jo Hamen learning bhi de raha hai aur hamen bhi de raha hai ismein apni Marji ke time table banaa sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: market ke move kerne loss ya profits pe kise ka control nahi chalta........

        dear g han ap nay sahe bat kahe hay market ki moving say ham ko loss bhi gain ho sakta hay aor nafah bhi is main ham k control nahi hay pr is main ha ko chye k ham is main ityat k sat apnay kam k karnay ki try kia karein aor jitna bhi ho saky ham ko chye k ham forex k rules ko he follow karnay k bad main apnay kam ko best say best method k sat khud ko best banein agar ham nay kamyb hona hay to .
        • #5 Collapse

          Re: market ke move kerne loss ya profits pe kise ka control nahi chalta........

          dear friend market main loss aur profet ka kisi par cintrol nahi hota yeh market api hi semat main chalty hy as main hamar aknowlldge kam hona hamary loss ki wga hoty hy as leye ap ko chaye as ka knowlldg ehasel klaren aur achay say kameyabi hasel karen
          • #6 Collapse

            Re: market ke move kerne loss ya profits pe kise ka control nahi chalta........

            hamy makret ki movement ko achy sy samaj kar isky rules ko follow kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky makrekt main run kar sakty hain ham is main 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sakty hain yai aik asa business hin jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti hai
            • #7 Collapse

              Re: market ke move kerne loss ya profits pe kise ka control nahi chalta........

              G haaaan AAAAp ki Baaat Sahi Hai Jab MaRket MoVe KaRti Hai to jis TaRaf Bhi Chali jaaaaey Hum KuCh Nahi KaR SakTay oR Naaaa hi loss se Khud Ko bacha SakTay Hain To HumEn MeHnat Se Kaaaam KaRnaaa Chaahiye or Zyaada Se Zyaada TimE MaRket ko DeNaaaa Chaaahiye Taakay proFit Bhi Kamaaa Len Or Losss se Khud Ko BaChaaaa KaR Trade Bhi KaR SakEn Or Earning Main bhi iZaafa KaR SakTay Hain....
              • #8 Collapse

                Re: market ke move kerne loss ya profits pe kise ka control nahi chalta........

                G hy bilkul loss or profit par kisi ka zor Nhi chlta ya to market ki mouvmnt par depand krty hy kb kysa Ho jy is lia hm soch semjh kr achi qulit ka kam krna chya mhynt sa kam krna chya moving KY mutbk kam krna chya tb hi kamyb Ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: market ke move kerne loss ya profits pe kise ka control nahi chalta........

                  Ham trade lagaty hn tou ham apna account laga dety hn risk mn hamen phaly account ko safe rakhny ky baad earning ky bary mn sochna chiy jb trade open hoti hy aur market move kar rai hoti hy tou espy kssi ka control nai hota k market kes side py jiy gi jes side py jati hy jeska us side py trade lagi hoti hy ushy faida hota hy aur doshry ka bahut ziyada nuksan hota hy esliy lot size bahut thoura use karo taky loss aiy bhi tou thoura aiy.
                  • #10 Collapse

                    Re: market ke move kerne loss ya profits pe kise ka control nahi chalta........

                    G han big loss krny se pehly planning kr leni chahiye k big lot use nhi krni money management ko follow krna hai tu phr itni preshani nhi hoti jb trade mein aik dafa loss increase hony lgy tu control krna mushkil ho jata hai kionkeh hum proper work nhi krty is liye ziada loss aur kam profit mein trades ko close krna prta hai hum sabr nhi krty bht jakd baazi mein hr kaam krty hein is liye ziada mistake krty hein.
                    • #11 Collapse

                      Re: market ke move kerne loss ya profits pe kise ka control nahi chalta........

                      Aapki par theek hai lekin is market Mein Ham kamyabi Hasil karni hai to Humko minut karni hai aur is market ko Samjhana hai aur is market ki news Ko Bhi samajhna Hai To Ham is market Mein acchi trade open ka sakte hain jisse Hamara profit bhi achcha hoga
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: market ke move kerne loss ya profits pe kise ka control nahi chalta........

                        G hanapp ki bat tu tekh hay likin hamen chhaeay keh hum sab say pahly treading kay rules ko achy tarah say sekhna chaheay takeh hum as men kamyaby hail kar saken as lia hamen forex men bahut acahy takreay kay sath mahnat karna chaheay takeh hum as men mahnat hasil kar saken kun kay mahnat kay bagher kuch bhe mukukin nahin hay

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X