Strategies aur un ki ehmiat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Strategies aur un ki ehmiat
    Dosto aj hm baat krtay hain strategies k baray m hr shakhs apni separate strategy hoti hay in hi strategies ki base par bht say log bht acha profit earn krtay hain , dosto jb b ap koi strategy use krtay hain ya kisi say laitay hain tou us m confirmation daikha krain k agr aik signal mila buy ya sell ka us k baad kaya ap ko conformation b milti hay ya nae agr milti hah tou entry kr dain otherwise wait krain right time ka
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Strategies aur un ki ehmiat

    Strategies bahut important hai beshak forex trading oa of the Pakistan for kyunki Jo log structured is discharged from mein bhi kam karte hain aur Pakistan trading main bhi unke liye bahut hi acche result milte Hain agar dekha jaaye to forex trading karna bahut hi mushkil hai kyunki knowledge experience aapane koshish karen open Karen jiski aapke pass tragedies aur pata Ho tab jakar aap.
    • #3 Collapse

      Re: Strategies aur un ki ehmiat

      G han bht achi baat hai strategy koi bhi use krein aur kisi ki bhi ho lekin market mein confirm krein k ye signal strong hai wrna trade open krny ka risk nhi lena chahiye strategy successful ho iska ye mtlb nhi k loss nhi ho sakta market apny hissab se movement krti hai kabji technical kabhi fundamental aksar side way lekin trade open krna air woh bhi right time bht mushkil decision hota hai lekin jb confirm ho jaye tu phr order place krny mein dair na krein.
      • #4 Collapse

        Re: Strategies aur un ki ehmiat

        dear ap na baat bilkul theak kahi ha pr ma kuch thora sa add krna chaoun g k jo ap na kaha ap kisi or sa kei strategy la lain tu ma is pa ya khena choun ga k ya hr bndy ki depend krti ha uski education uski soch or uski envirment pa. is liye some times ik policy ghalt b sabit ho sakhti ha halank ap na usi policy sa may be 10 dfa faida b uthya hwa ho
        • #5 Collapse

          Re: Strategies aur un ki ehmiat

          g apki bt thk hai keh forex ek mushkil business hai lkn agr is pe soch kr r smjh kr r learning kr ke r achi planning kr ke kaam lya jae to is ko easy bnaya ja skta hai to trade ho ya koi r kaam us men planning lazmi honi chhaye qk planning se he hum us ke bare men her pehlo se nazr rakh skte r hain trading men hamen loss bhi ho skta hai to us ke bare men planning bht important hai keh agr hum ko loss hoa to kitna hona chahye r us ko kese recover krna chahye r kahan pe sl r tp set krna hai wagaira hum planning se he isko hal kr skte hain r agr planning seniors ke help se bnae jae to best hoga
          • #6 Collapse

            Re: Strategies aur un ki ehmiat

            Jee bhai ap sahi keh rahy hain har sakhs apni strategy rakhta hay aor us k mutabik hi kam karta hay. Kabhe bhe kisi dosry sakhs k strategy istemal na karen koshish karen apni strategy banen aor us k mutabiq kam karen tab hi hamen kuch faida ho sakta hay aor dosri bat ye k jab ap ko koe signal milta hay to us ki jang partal zarori hay tak ap aek achi trade len saken, jab tak ap ko confirm na ho jay trade na len..
            • #7 Collapse

              Re: Strategies aur un ki ehmiat

              dear friend woh log forex main zaror kameyab hoty hain go ha say ziada mahnat karty hain aur kisi bhi halat main forex ko nahi chorty as leye ap ko chahye as main mahnat karen as ka acha knowlldg ehasel karenaur as main kameyabi hasel karen yeh ap keleye zarory y frex main
              • #8 Collapse

                Re: Strategies aur un ki ehmiat

                Jitni Achi StrateGy Use KaRen Gy Hum Utni Hi aaaasani Se Hum Kaaamyaaab bhi Ho Jaaaen Gy Or Kaaafi Achi Earning Bhi KaR SakEn Gy To HumEn Chaahiye k is MainMeHnat Se Kaaaam KaRen Or Zyaada Se Zyaada TimE Den MaRket ko q jitnaaa Zyaada MaRkEt ko TimE Den Gy Utnaaaa hi HumEn Faaaidaaa HoGaaaa Or Kaaamyaaabi K ChanCes Bhi Zyaaada Hi Hoon Gy.....
                • #9 Collapse

                  Re: Strategies aur un ki ehmiat

                  Forex market Mein kamyabi Hasil karni hai to iske liye aapko market Mein planning karna hai aur Market Mein planning bahut hi Zyada Hai Jis per trader ki acchi Nahin Hoti Hai to vah market mein bahut acchi apni Hustle karta hai aur Main Achcha profit and karta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Strategies aur un ki ehmiat

                    Strategies aur unki ahmiyat ky bary mn janna bahut zarorai hy para ham forex jesy bary kam mn jb tak strategy ky sath kam nai karn gy tab tak ham yahan py kabhi acha kam nai kar sakty hn yahan py aghar koi soch samjh ky kam kary tou voh yahan sy aram ky sath achi earning hasal kar sakta hy bas ushy forex ky rule ko kabhi nai tourna chiy aur yahan py achi strategy ky sath kam karna chiy.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Strategies aur un ki ehmiat

                      Stradgy Hi Se Hamen acchi kamyabi milati hai Hamen chahie isko Tham kar rakhen isko use karen to Fir Hamen Achcha direct Milega Forex bahut Achcha business hai yahan per Achcha Manchu Banakar aap Agar kam Karenge acchi plan banaenge Inshallah kamyabi aapke Hamesha Mukaddar Mein Aaegi

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X