Stop loss ka importance?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    stop loss aik aesa option hai jo aap ki loss ki tama sochon ko khatam kar deta hai or aap relax rehte hain. is ka use aese hota hai k jahan tak aap ko lagta hai k me loss bardasht kar sakta hun wahan sl limit laga dein or agar market against gai to us limit par sl hit ho kar trade close ho jaegi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      asslam o alikum my all friend forex ma hum stop loss is liya use karty han kyon ka is ki madat see huma itna los nai hota ha or jo log stop loss nai use karty or bus andazy pr rahty han un ko bhoot loss hota ha
      • #93 Collapse

        forex trading mai stop loss ka use kerna bhot zarori hota hai.forex mai trading kerne ke liye app ko koish kerne hote hai ke app jo hai wo hamesha market mai ache tarha se trading kerahe aur stop loss ka hamesha use kerahe.
        • #94 Collapse

          G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hmen stop loss ka use har trade me karna chahe kyun k ye aik asa tool ha jis se hm is bsuiness me kafi loss se bach sakty hain isi liye hmen chahe k hm is business me stop loss ka use har trade me kiaa karen
          • #95 Collapse

            stop loss ki buht important hai forex aik buht hi acha business hai forex ko smjhna zada zarori hai stop loss buht zarori h stop loss se ap loss ke buht kam chances han is lye apko sab se zada mehnat kerni h or forex ko smjhna buht zarori hai
            • #96 Collapse

              agr ham stop loss k bary ma janty ha tu hamay is ko use kar lyna cheya isa use karna ma koi bi borai ni ha ham agr janty ah is k bary ma tu hamy lazmi fyda ho ga is ka agr ham is k bary ma ni janty tu hamy just or just loss k samna karna pary ga ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
              • #97 Collapse

                stop loss use karne k jaga ham risk management ko samajh lain to ye ziada behter hai is main stop loss lagane ki zaroorat hi nahee parti
                • #98 Collapse

                  my dear stop loss ka use hume lazmi karna chahiye khas kar jab humari trade open ho aur hume kahin janna parh jaye kiun k stop loss ki help se hum bare loss se bach sakte hain its really helpful.
                  :o love FOREX without any condition :o
                  • #99 Collapse

                    Re: Stop loss ka importance?

                    Ji janab aapane bilkul theek kaha hai hamen trading karte vastu stop-loss ka istemal last mein karna chahie kyunki Agar ham stop-loss ka use Nahin karenge to hamara account bhi wash ho sakta hai jaisa ki aap jante Hain ke hamen market ki movement ka Kabhi bhi pata nahin chalta ki market ki moment kab up hogi aur kab down hogi isiliye hamen fulako red signal ko follow karna chahie aur hamesha acchi trading Karke achcha profit hasil karna chahie aur hamesha stop loss aur take profit ka use karna chahie isase hamara account bhi save rahega aur hamen loss bhi nahin aaega hamesha profit aaega
                    • #100 Collapse

                      Re: Stop loss ka importance?

                      ji han bhai jaan aapane trade ko se banane ke liye aur apne trade se achcha profit hasil karne ke liye hamen apne trade ke andar SL aur TP jaruri lagana chahie agar aap apni trade ke andar SL aur TP nahin lagate to market ki flexible motion ki vajah se yah news effect ki vajah se kabhi kabhi market bahut jyada movement karti hai jiski vajah se aapko jyada nuksan ho sakta hai aur ISI tarah agar aap essel aur TP laga dete Hain to kabhi kabhi market aapke specific points aur specific profit wale target Tak jaati hai lekin aap market ko watch nahin kar rahe hote jiski vajah se aap apni trade ko close nahin kar paate Hain is tarah aapko vapra ft hasil nahin hota aur aapko dobara apne initial point per trade ko close karna padta hai isliye hamen apne trade ke andar SL aur TP laga dena chahie is tarah Ham apni trade se achcha profit aur vaasal kar sakte hain aur jyada nuksan se bhi baith sakte hain.
                      • #101 Collapse

                        Re: Stop loss ka importance?

                        Sure my dear ap ne buht nice point ko choose kiya hai mein samjta hoon buht se investors ki rai mein agar woh stop loss ko use krte hain to prevent loss k factor ko rate hit kr ok agar un ok haq mein aati hai to un ko looss ho jata hai but mein samjta hoon stop loss technical analysis k sath lena chahiye ta ok ap is se faida lein sakein
                        • #102 Collapse

                          Re: Stop loss ka importance?

                          han ji bilkul theek Kaha dear friend pradan Kiya under stop loss ki kya importance hy to Hamen Pata Hona chahie Star Plus ka gana Kyon Chhori hota hai aur iski is business mein kya importance hai trading ke Aadhar Star Plus ki bahut jyada importance hai isliye Hamen trailer karte hain bus stop last Jarur use karna chahie use kya hota hai hamara account safe rehta hai trading Ek risky business hy is business Hamen Jyada Rahe Iske Nahin leni chahie Yahan Hamen safely trading Karni chahie.
                          • #103 Collapse

                            Re: Stop loss ka importance?

                            Assalamu alaikum their friends market mein jab Ham stop loss use karte hain to stop loss ke bahut jyada benefits hai agar Ham Stop loss use karte hain to market mein hamara account kabhi bhi awaaz nahin hota aur dusri baat yah hai ki jab Ham stop loss use karte hain to hamara maximum loss hota hai uske bad trade automatically close ho jaati hai isase yah hota hai ki hamare account save rahata hai aur ham dobara use Jo loss hota hai recover bhi kar sakte hain
                            • #104 Collapse

                              Re: Stop loss ka importance?

                              well companions simple kheyal se to top misfortune ak achi cheez hai or es k zariye murmur apne sharpen waly misfortune ko rok skty hn or zeyada misfortune sharpen se bacha ja skta hai .... in any case, a great many people es ko use ni krty I don't know y ... in any case, ees ko use krna chahiye ......
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Re: Stop loss ka importance?

                                Ji ha AP ko hamesha stop loss ko use kerna chayi AP hamesha best plan k sat trade Keri AP hamesha small lot size use keri

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X