junior trader acunt me invest na krain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    junior trader acunt me invest na krain
    Junior members ko chahie ki vah apne trading account mein kabhi bhi paisa invest na karen kyunki isase unko loss ho jata hai kyunki unki reading practice bhi jyada nahin hoti hai aur yahi vajah hai ki junior member jab paisa invest kar dete hain to vah paisa unki trading practice na hone ki vajah se loss mein jaya ho jata hai isliye members ko chahie ki jab vah expert ho jaaye to uske bad vah invest kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: junior trader acunt me invest na krain

    Jitne bhi juniors member hai unhen apne real account mein self investment Nahin Karni chahie jab tak vah Koi successful training plan Nahin banaa lete Ja jab tak unke pass knowledge or experience real trading ka Nahin Hota use Waqt Tak unhen Apne reinvestment Nahin Karni chahie sabse best option hai Pakistan form join Kijiye Yahan per bonus account per learning bhi hogi hogi aur jo aap per learning ka sabse important source vah Yahan per senior member se jo apni currency per share karte hain aap Unse bhi kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: junior trader acunt me invest na krain

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Izza پيغام ديکھيے
      Junior members ko chahie ki vah apne trading account mein kabhi bhi paisa invest na karen kyunki isase unko loss ho jata hai kyunki unki reading practice bhi jyada nahin hoti hai aur yahi vajah hai ki junior member jab paisa invest kar dete hain to vah paisa unki trading practice na hone ki vajah se loss mein jaya ho jata hai isliye members ko chahie ki jab vah expert ho jaaye to uske bad vah invest kar sakte hain

      Agar hamain forum sy acha bonus hasil ho jata hai tou phir hamain senior trader hoty huey bhi forex market main investment kerny ki Kia zarurat hai hamain chahiay ky ham forex market main jab tak expert trader nehi ban jaty hamain forex market main bonus account sy hi trade continue kerni chahiay warna investment per loss bahot zyada effect kerta hai
      Last edited by ; 16-04-2020, 10:16 PM.
      • #4 Collapse

        Re: junior trader acunt me invest na krain

        han bilkul theek baat ki hai kya junior Jo hote hain unhen chahie ke pahle senior se sikhen news ko padhe free trading lagaen To aise invest karne se unhen last hoga jab bhi Kisi ko start mein last hota hai to vah bande lajmi Tor bar discourage hote aur FIR vah forum ko chhodane ki TRAI karte hain account change karte rahte
        • #5 Collapse

          Re: junior trader acunt me invest na krain

          kisi ko bhi starting mein investment nahin karni chahie balke starting mein demo account per chitra se practis karne ke bad bonus account mein trading karni chahie Taki aapka koi real loss Na Ho aur aap acchi tarah se trading ko samajh Sako
          • #6 Collapse

            Re: junior trader acunt me invest na krain

            Ji dear bilkal pehly unko achi learning kar kay trading ki understand karni chahiye, jab trading learning good ho jaye to unhain chahiye keh pehly demo account few months kay liye use karty rahain ta keh pehly good experience bhi gain ho or wo tab trading main achi understanding lainy kay bad trade karain, inshalllah is say wo loss say bach kay profit earning ko ensure karain gay.
            • #7 Collapse

              Re: junior trader acunt me invest na krain

              hamain jiuniors ko chahye is main guide lani ho gi tab hi hum suces sho sakty hain aur bht say log is foruum main kam karty hain so hamain cahhye is k bary main practice karni ho gi at k earn karny main bi asani ho saky gi aur hamain markt main information achi ho gi ab hi hum trade karny main b i asnai ho saky gi aur knowldge ho ga tba i hum run karen gay
              • #8 Collapse

                Re: junior trader acunt me invest na krain

                dear friend ap na bilkul theak kaha ha forex trading mn new join krnay walon ko chayay k woh shro mn investment na kren keun k unkay pass experience naen hota to loss k chance bahot ziada hotay hn isliay shro mn bonus pa trade kren aur jb achha experience hasil ho jay tub investment kren
                • #9 Collapse

                  Re: junior trader acunt me invest na krain

                  forex main huamin es main kam ko karny kay ley humain es main mahnat say humian es main kam akrna ho ga to he hum es main kamjab ho skty hain ou rhum es mai live tarding karty hain hum es main bgir pison kay account bna kar hum es main kam akrty hain hum es main den main be kam kar skty hain hum es main rat main be kam kar skty hain forex 1 acha business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: junior trader acunt me invest na krain

                    ji haan sir aap ny sahi kaha hai agar hum is mein kaam karty hain tu hamy chahiye ky hum is mein invest na karain agar ap junior hain tu aap ko invest nahin karnaa chahiye q k experience ky bagher hamein kabhi bhi invest nahin karna chahiye is liye hamy chahiye ky hum is mein kaam karen tu hamy is mein bonus account mein bhi kaam karnaa chahiye ta ky hum is mein achy sy kaam karen ta ky hum i mein senior ban kar phir invest karen
                    • #11 Collapse

                      Re: junior trader acunt me invest na krain

                      Ji han dost aap ne bilkul theek kaha hai junior member ko kyon ke Forex mein trading ka zyada experience Nahin Hota isliye inhen is mein Paisa investment nahin karna chahie Kyon Ke Forex Ek Aisi trading Hai Jaise main Loss Ke chance bhi bahut jyada hote hain isliye in ko risk se avoid karna chahie Balak Ke Mere Khyal mein agar vah kamyabi Hasil karna chahte hain to sab se pahle unko demo account Par acchi Tarah practice karni chahie jab Pak Forex forum se Achcha bonus Hasil karne ke bad hi trade Karni chahie.
                      • #12 Collapse

                        Re: junior trader acunt me invest na krain

                        exactly junior traders ko kabhi bhi direct account mein investment nahin karni chahie kyon Ke forex trading kaisa business ideas mein Jab tak aapki learning ek expert level Tak nahin Ho jati aapko kabhi bhi personal investment ke sath Kam nahin karna chahie forex trading main Hamesha aap ko chahiye kya ek acche trader banne ke liye mehnat se kam Karen aur forex trading mein aap Jab bahut kuchh learn kar lete hain aur aap ek beginners se best trader Ban jaate Hain to aapko ismein FIR investment karne ka rocket bhi ho tab aapko fayda Hai otherwise aapko bonus account nahin kam karna theek hai
                        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                        • #13 Collapse

                          Re: junior trader acunt me invest na krain

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Izza پيغام ديکھيے
                          Junior members ko chahie ki vah apne trading account mein kabhi bhi paisa invest na karen kyunki isase unko loss ho jata hai kyunki unki reading practice bhi jyada nahin hoti hai aur yahi vajah hai ki junior member jab paisa invest kar dete hain to vah paisa unki trading practice na hone ki vajah se loss mein jaya ho jata hai isliye members ko chahie ki jab vah expert ho jaaye to uske bad vah invest kar sakte hain
                          Dear ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai phly kaam sekhna ho ga aus k baad ap ais market mai agar kaam start karty waqat apni investment karty hai to ap ko ye pata ho k ais market mai ap ko loss bhi ho sakta hai ais liay ap ko ais market mai starting mai hi investment nai karni chaye.
                          • #14 Collapse

                            Re: junior trader acunt me invest na krain

                            Market me jo new trader hai Inko chahie ki wo pahle market ki learning krey ayr demo account par zada waqat dey aur Market ko samjhaie market ko complete samajh Jaaye to Uske bad wo trade open karen to market Mein kamyabi Hasil kar sakte hain sab
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: junior trader acunt me invest na krain

                              apki bt thk hai invest kr ke trade krne ke lye bht he acha r zyada knowledge r experience ke zarorat hoti hai qk jo investment krta hai woh apni real money trading pe lagata hai r agr loss hoga to woh uski real money hoge to new members ko sirf bonus se trading krna chahye qk is se bhi bht acha profit lya jata hai r yeh hamen free men profit de skte hain to kun real money lgaen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X