Confidence in trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Confidence in trading
    jb ap post kr rhy hun ap cinfident hony cheye kunk agr ap confident ni hun ga tu ap ko zyda nuqsan b ho sakhta ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Confidence in trading

    confidence ke sath trading karna Hamari kamyabi ki ek Pahli Raat hoti hai agar Ham kaun si dance ke sath trading Karte Hain To Ham ismein jaldi Kamyab ho sakte hain aur Kafi Jyada munafa bhi Hasil kar sakte hain isliye Hamen jaldbaji bilkul bhi nahin Karni chahie aur na hi lalach Karni chahie bilkul Hamen confidence ke sath trading Karni chahie kamyabi tabhi Hasil hoga
    • #3 Collapse

      Re: Confidence in trading

      Trading ke liye confidence bahut Jaruri aur confidence level of Karta be built Hota Hai Jab aap log acchi Na Lage rahte hain aur accha experience Uday Yad Rakhenge Aap Logon ke pass Agar Forex ka knowledge Nahin Hoga aur aap log Forex trading ke bare mein experience Nahin rakhte Honge to aap log Kabhi trading medicine lene ke liye confident Nahin ho sakte Yad rakhen aap logon ka Achcha knowledge aap Logon Ko confidence Dete Hain Jaise aap log trading ke liye acche decision Le sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Confidence in trading

        Dear friend trading Mein confidence Ek bahut hi lazmi element hai agar aap well confident hai to aap trading ko acche tarike se kar sakte hain Mere Khyal Mein aapka confidence aapke knowledge aur experience per depend karta hai Agar aapke pass Achcha knowledge or experience hai to automatically your confidence will be high to main aap Tamam Logon Ko advise karta hun daily basis per Apne learning process ko continue rakhen demo account per regularly practice Karen in this way you can groom your self confidence
        • #5 Collapse

          Re: Confidence in trading

          dear friend forex trading mn achhi trading confidence k sath trade lganay sa he ki ja skti ha to meray khial mn apko forex trading mn achha confidence tub he hasil ho ga jb apkay pass forex k baray mn achha knowledge aur achha trading experience ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Confidence in trading

            dear friend ham,en chahye hum apni trade main confidnse paida karen aur hamen asmain bahteren earning keleye bahteren profet ki zarorat hoty hy as leye ap ko chaye ap forex main acha kam karenaur tab hi as mkain p kameyab ho sakty hin eh ak bahteren earning walla bahteren busnes hy
            • #7 Collapse

              Re: Confidence in trading

              bilkul sahi kaha dear aapane forex trading mein Hamesha aapko confident rahana chahie kyunki confuse trader Hamesha nuksan mein Chala Jata Hai Aur aapko chahie ke kabhi bhi confuse Na Ho forex trading gey kaisa business hai jo aap jismein confuse ho jaate Hain to aapko ismein achha profit nahin Le sakte hain isliye koshish karenge Hamesha confident Rahe aur mind use Karen analysis ke sath trading Karen aur emotional yah aggressive Bhi Na Ho bus normal rahte hue trading karenge to aapko ismein fayda hoga
              There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
              • #8 Collapse

                Re: Confidence in trading

                Confidence to her bandy men hona chaye jis insan men acha confidence ho wo koi b kam asani sekr leta hy kisi b jaga mar ni khata islye confidence is bohot zarori hota koch hasil krny k lye is lye trading men n confidence bohot zarori confidant rehty hoi agr ap trading krengy to ap acha profit na b hasil kre lekin ap kuch na kuch zaror sekhen gy. Lekin ik bat ka khas khyal rahe confidence hona chaye overconfidence ni.
                • #9 Collapse

                  Re: Confidence in trading

                  Basically confidence ata ha ap k knowledge aur experience ki bunyaad pa agr ap k pas experience ha to ap ko trade pa surity hoti ha other wise apki trade risk ki bunyaad pa hoti ha hamesha trade pa confidence ko improve krny k lia apna knowledge increase kren. Thanks dear forex members
                  • #10 Collapse

                    Re: Confidence in trading

                    dear brother ji aapane bahut hi acchi baat ki hai agar Ham is Forum per kam kar rahe hain to Humko ismein acchi post Karni chahie iske sath sath Ham Agar is market Mein trade Karte Hain To Ham Ko ismein tabhi Jyada fayda Hota Hai Jab Umesh Mein Achcha kam karte hain Agar Ham ismein Galti Karenge To Ham Ko ismein nuksan Bhi Ho Sakta Hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Confidence in trading

                      agr hum forex forum pe achi trah r serious ho kr kaam kren to is se hum men ek acha self knowledge ka confiden paida hota hai jo keh hum ko na sirf forex pe bal keh ksi bhi field men help kr skta hai to hamen koshish krna chahye keh hum yahan se achi earning ke sath acha confident bhi hasil kren r trading men acha confident hoga to he hum risk le kr profit le skte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Confidence in trading

                        han g dear member apki bat to thk hy keh hamin trading full confidence sey kerni chahiy issmein hamin fresh mind ho ker apna kaam kerna chahiy aour iss key sath hi hamin trading mein markeet ki movemnt ko achy treeky sey analyse kerna chahiy iss key bad hi ham useful trading kernuy mein kamiyab ho sakty hein..
                        • #13 Collapse

                          Re: Confidence in trading

                          Mery pyary bahiyo, forex ik bht acha plate form hai jo ap logon ko earning k mwaky dta hai mukhtlif contest kra kr or phly to mhina war pesy milty thy lkn ab hafta war shru ho gy hn jo or b acha kia hai forex ny lkn forex ki kuch demands hn jo hmy puri krni chahye or yhan apna ilm share krna chahye ta k forex ka maksad pura ho.... Ic liye aj me apko bta rha hn keh
                          Confidence ik bht hi bra part hai agr ap ko ksi chez k bary ma ilm ho to kamyab hna asaan hta hai.... Ic liye mhnat kro or apny undr confident paida kro
                          • #14 Collapse

                            Re: Confidence in trading

                            Haan bilkul aapki BT thek h hmain chahye keh hm log khud ko Acha trader bnana chahty Hein to hmain chahye keh hm khud ko successful trader banana chahty hein to ziada success k sth Kam kreingy to Nam BNA paengy trading m yh BT hmary liay zarori h
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Confidence in trading

                              Forex trading mein Jab tak Ham apni trading mein confidence paida nahin karenge tab tak Ham Forex trading Se achcha fayda asel nahin kar sakte to Hamen chahie ke Ham khud per depend Karen and message Karen aur accha knowledge aasal karne ki koshish karen FIR Ham trade karenge to Hamen achcha fayda hoga Forex trading achcha business hai Ham is main jitni dilchaspi ke sath kam karenge to Forex trading Se achcha fayda hasil kar sakenge Forex trading mein agar hamari koi train last mein bhi jaati Hai to Hamen emotional nahin hona chahie balke Apne kam per focus Karen aur apni galtiyon ko sudharne ki koshish karen.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X