Loss sy parhsan nhi ho na chahey loss business ka hisaa hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Loss sy parhsan nhi ho na chahey loss business ka hisaa hy

    hamen kabhi bhi loss hone per tension nahin leni chahie balki hamesha tension free rehkar acchi tarah se working karte rahana chahie acchi quality ka kam karte rahana chahie tabhi Ham ek acche aur kamyab trader Ban paate Hain per Ham apni life ko bhi achcha banaa padte Hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Loss sy parhsan nhi ho na chahey loss business ka hisaa hy

      Assalamu alaikum dear friend aapki baat bilkul sahi hai last bhi profit ka hissa hai agar aapko Kabhi e Forex trading mein loss ho jaaye to ismein aapko ghabrane ki jarurat Nahin hai balkay sabar aur holsale ke sath isko bardasht karna chahie kyunki last bhi Forex trading ka hissa hai
      • #33 Collapse

        Re: Loss sy parhsan nhi ho na chahey loss business ka hisaa hy

        Loss har karbar ka hissa hota hai yahan bhi loss apke karobar ka hissa hai apko chahye k ap loss se preshan na hun balkey apko apni us ghalti se preshaan hona chahye jo apko loss taky jati hai usko khtam kren or loss khud khtam ho jaega
        • #34 Collapse

          Re: Loss sy parhsan nhi ho na chahey loss business ka hisaa hy

          Har jeet to zindgi ka ik hisa hy ye to laga hereta hy business field ki bohot mashhor statement b hy profit and loss ki to jaha profit hota hy wahe loss k chances b utny he hote han isle is se preshan hony ki koi zarorat ni hy bulky loss se bohot kuch sekhny ko milta hy islye loss se b kuch sekhna chaye na k is se preshan hokr apny sirdaridi brai jae
          • #35 Collapse

            Re: Loss sy parhsan nhi ho na chahey loss business ka hisaa hy

            Assalam-0-Alykum g bhi ap na sahi farmaya loss business ka hisaa hae risk aghr business main ne hoga tu us business ka koi faida ne is lyay risk lain lakin soch smjh kr...
            • #36 Collapse

              Re: Loss sy parhsan nhi ho na chahey loss business ka hisaa hy

              Ji han dost aap ne bahut acchi post ki hai k Hamen Loss se ghabrana nahin chahie Kyon Ki yah bhi business Ka hissa Hota Hai Hamare bahut se Aksar Aise new friends Hain Jin mein newly join Ki Hai to Wo start MeIn loss se pareshan Ho Jaate Hain aur disheart ho kar apna business Chhor Dete Hain Jiska pak Forex ko to Koi nuksan Nahin Hai Bal k un ka Apna Loss Hai To Aisa Nahin sochana chahie Bal ke Acche Waqt ki ummid rakhni chahie aur Hamesha Hamen Loss se learn karna chahie aur next Achcha step le kar apna work start karna chahie.
              • #37 Collapse

                Re: Loss sy parhsan nhi ho na chahey loss business ka hisaa hy

                nafa nuksan har karwar ka hissa hai insan ko last se ghabrana nahin chahie Apne kam per focus Karen main Karen aur accha knowledge arsal karne ki koshish karen jitni Ham jyada Forex trading co time denge practis karenge aur acchi learning karenge utna hi achcha hun Forex trading se fayda hasil kar sakenge Forex trading mein vahi percent kamyab Hain Jo Apne emotions ko control karte hain aur money management se kam karte hain jyada risky trade nahin karte are trading mein Hamen soch samajh ke sath aur Sabar se kam karna chahie.
                • #38 Collapse

                  Re: Loss sy parhsan nhi ho na chahey loss business ka hisaa hy

                  Doston bilkul theek Kaha aapane Hamen Forex trading Main Pareshan Nahin Hona chahie Kyunki Jab Mila Hota Hai To Hamen Kisi bhi isme last Hota rahata Hai Jab Ham Pareshan Ho Jaate Hain To Ham Apna confidence ko Kahate Hain aur jab Ham Apna confidence ko Baithe Hain To Hamen Faisla karne ki Himmat Nahin rahti Nahin jaenge Hamen kya karna chahi.
                  • #39 Collapse

                    Re: Loss sy parhsan nhi ho na chahey loss business ka hisaa hy

                    assalam o alaikum dear frends gee haa lose say paryshaan ni hona chahiy jha faida hota hn wha nuksan bee hoo skta hn lose hona bi hmari glti ki wja say hn hm apny ap koo kam krny m maheer ky k kam m nksan na hoo apny kam ko achi trha kry taky ziada faida hoo bjay k nksan y bi busins ka heesa hi hn jha faida ho nksaan bii ho hee jata hn hmy bs apna kam acha or dill lga k krna chaahiy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #40 Collapse

                      Re: Loss sy parhsan nhi ho na chahey loss business ka hisaa hy

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad ameer پيغام ديکھيے
                      Dear friend g han loss sy parhsan nhi ho na chahey loss business ka hissa hain loss sy learn karin loss humri apni mistak ki waja sy ho ta hain is liye soch samjhe ky trading karin market ko analiyses kar ky suber ky sath ta ky achi earning kar saky or ap ko loss na ho
                      jee han loss to part of life and part of business hay, agar hamain loss nai ho ga to ham kamyaan trader kaisay banain gay, laikan loss k bad loss ko recover karna and loss ki waja talash kar k apni mistakes ko door karna hi kamyaab trader ki nishani hoti hay, ab agar hum loss say pareshan ho jain to pareshani main mazeed ghalti kar k apnay loss ko increase kartay jain gay, aur agar hum loss ki soorat main hoslay say kaam lain gay to hum achi earning kar saktay hain, kyun hum sukoon say soachain gay k loss hoa kyun and us ki waja talash karnay k bad us loss ko overcome karain gay tab hi hum kamyaab trader ban k earning kar paain gay otherwise loss hi loss
                      If you work hard no body can stop you from success

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X