Kia contest ki raqam Pay trading kerna zarori hy??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia contest ki raqam Pay trading kerna zarori hy??
    Aksar doston ka yah question Hota Hai hi ki kya Ham Jo contest mein Main dollar win Karenge gay kya unko Ham direct withdrawal kar sakte hain yah Unki Upar bhi treading karna Jaruri Hogi to Bhai Main aapko batati chalu abhi Pakistani forum ke upar dukan test chal rahe hain aur donon hi April ke and per and Ho Jaenge Unse jo bhi aapko winning price milegi usko aap directly Apne skrill account mein le sakte hain trading karna Jaruri Nahin Hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia contest ki raqam Pay trading kerna zarori hy??

    Contest say earning wali amount directly withdrawable hoti hay, abi contest main posting work jari hay or iska withdrawable bonus jab announced hoga to isko withdraw karany kay liye trade ki zaroorat nai, or na hee koi difficulty hogi, simply isko skrill main send kar kay withdraw lia ja sakta hay.
    Last edited by ; 16-04-2020, 11:16 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Kia contest ki raqam Pay trading kerna zarori hy??

      Nahin jo aap Logon Ko contest se a bonus Milta hai vah aap log direct withdrawal lagva sakte hain is per training karna Jaruri nahin hai aap log Agar Chahe to is per apni trading continue kar sakte hain aur is per profit earning kar sakte hain but agar aap log isko direct withdrawal Karenge to yah ho jata hai Kyunki yah directly withdrawable hota hai aap Logon per isko trading karne ki koi jarurat nahi hoti agar aap log Chahe to yah aapki Marji ke hisab se aap log is per kam kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Kia contest ki raqam Pay trading kerna zarori hy??

        contst ma kam kar ky earnig gain kar sakaty hain hamy learnng gain kar ky aik time table bana kar forex mai kam karrna ho ga forex paksitan mai legal ban cka hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is ma din mai be kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy keese be wakt ka time table bana kar kam kari sakty hain forex aik unique business hain
        • #5 Collapse

          Re: Kia contest ki raqam Pay trading kerna zarori hy??

          hamain is forum main planing karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain achi money ko mange ka rk hi hum achy say trade kar k hi hum run karin gay uar hamain cahhye is k bary main learningn karnu ho gi ta k earn karny main bia snai ho saky gi aur hamain knwoldge ho ga tab hi hum trade kar k hi hum real main perform karny main bi asnai ho skay gi aur earn ho
          • #6 Collapse

            Re: Kia contest ki raqam Pay trading kerna zarori hy??

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Aroos پيغام ديکھيے
            Aksar doston ka yah question Hota Hai hi ki kya Ham Jo contest mein Main dollar win Karenge gay kya unko Ham direct withdrawal kar sakte hain yah Unki Upar bhi treading karna Jaruri Hogi to Bhai Main aapko batati chalu abhi Pakistani forum ke upar dukan test chal rahe hain aur donon hi April ke and per and Ho Jaenge Unse jo bhi aapko winning price milegi usko aap directly Apne skrill account mein le sakte hain trading karna Jaruri Nahin Hai
            nahin ji contest ki rakam pay trading nahin hoti hai agar aap karna chahe to kar sakte hain lekin aap ke liye jaruri nahin hai ki aap test ki rakam pay trading Karen agar aap chahe to aap use nikalwa bhi sakte hain aur istemal bhi kar sakte hain aur agar aap chahe to use per trading bhi kah sakte hain yah jo rakam hoti hai isko aap nikalwa sakte hain aur is per trading bhi kar sakte hain agar trading nahin de karte hain tab bhi kam kar sakta hai
            :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

            CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Kia contest ki raqam Pay trading kerna zarori hy??

              hamy best experience or knowledge hasil kar ky forex main trading karni chahey pher hi ham kmayab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main out off cost account bana kar be kam kar sakty hain agr ham is main greedy ban kar is tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain is main hamara koi boss nahi hota
              • #8 Collapse

                Re: Kia contest ki raqam Pay trading kerna zarori hy??

                hamesh forum encyclopaedia per bhi kam kar sakte hain market mein planning karke Hume achi earning karne ke kabil ho sakti hain ki ek boht best business hai is mein planning karni hogi tabhi Ham success ho sakte hain market mein kar ke hi Ham market main earning karne ke kabil Ban sakte hain ek achcha trader banne sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kia contest ki raqam Pay trading kerna zarori hy??

                  G han aap ne sahi kaha contest k bary mein aksar members nhi janty lekin contest mein milny waly prize ko withdraw kia ja sakta hai aur forum k top pe bji likha hua hai k aap ye raqam withdraw kr sakty hein us k bad aap chahen tu isi business mein investment bhi kr sakty hein ye apki mrzi hai mgr skrill se ye bonus withdraw ho sakta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia contest ki raqam Pay trading kerna zarori hy??

                    aapane poochha hai ki kya contest ki rakam per trading karna jaruri hai to ji mujhe nahin pata contest ke bare mein kiska kya rules hai kyunki main contest mein kabhi hissa Nahin Diya is vajah se mujhe iske rules ke baare ka Nahin pata aur ismein aur kya kuchh Kiya jata hai mujhe iske bare mein bhi nahin pata kyunki main contest mein hissa Nahin liya
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia contest ki raqam Pay trading kerna zarori hy??

                      my dear friends aap kisi bhi contact mein participate karte ho to ismein aapki apni marji hoti hai lekin main aapko yahi kahunga ke ek kabhi bhi kisi contact mein participate karne ka koi jyada fayda nahin Hota Jo top per aata hai usko hi fayda hota hai jo Baki Jo niche hote hain unka time hi vyast hota hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia contest ki raqam Pay trading kerna zarori hy??

                        Main contest Mein hissa Nahin Lena chahie Kyunki contest ke andar jo bhi aap hissa lete hain use aapko fayda Nahin hota hai aur aap usko with kharab bhi nahin kara sakte hain bus Yahi posting threading ka kaam best hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia contest ki raqam Pay trading kerna zarori hy??

                          Dear contest ka bonus jab apko milta hai to apk pas 2 obtions hoty hain ager ap chahen to withdraw ker len and ager chahen to us ko trade main use ker len apk liye ye must nahi hai k lazmi is bonus ko trade k liye hi use karen ye apki apni merzi per depend kerta hai r jesy chahen isy use karen is per apko koi restrictuin nahi kiun k ye saholat apko insta ki traf se di jati hai jis se ap bharpoor faida utha sakty hain and ager apk pas forex ka acha knowledge hai to lazmi contest main part le ker acha boa us gain karen

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X