Trade main loss us waqt jab jald bazi ki jai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trade main loss us waqt jab jald bazi ki jai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
    Aslam O alakum Dear forex members hamain kabhi bhi jald bazi se kaam nhi karna chahye jab jab ham jald bazi karte hain to hamain forex business main loss ho jata hai our is kye hamain jald bazi se bikul door rehna chahye.
    Traders job trading karte hue jaldbazi Karte Hain To unko trading Karke nuksan Hota Hai traders ko chahie ke mehnat Karke kam Karen trading karte hue jaldi na Karen Nahin to bahut nuksan hoga
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trade main loss us waqt jab jald bazi ki jai

      Ji han trading mein loss waqt hota hai jab ismein jaldbazi ki jaaye agar Ham jaldbaji mein kaam lenge to hamen nuksan hoga hamen chahie ki Ham soch samajh Kar aur imandari se kam Karen tabhi Ham profit hassil kar sakte hain
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Trade main loss us waqt jab jald bazi ki jai

        G han ye hamary kuch naye traders ke saath ye masla hota ha jab un ko trade mein kuch profit hota ha to wo phir next trade begair sochy samjhy jald bazi mein laga dety hn jis se phir definitely nuqsaan hi hota ha is liye hameesha soch samjh kar market to samjh kar, technical cheezon ko aur rules ko follow kar ke hi hamen trade lagani chahye ta ke hum kisi bi nuqsaan se bach saken.

        اب آن لائن

        Working...
        X