New Traders WIN WIN Situation.
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #991 Collapse

    forex trading main sabar say kam karnay main he faida hota hay aur humay esmain jald bazi say kam nahi karna chahiey kyun keh jald bazi say humay loss ka risk hota hay aur humay mehnat karni chahiey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #992 Collapse

      absolutly all right new trador k liye yah best post hai q k new traoide krny ka kaha hai tu ko en sub point ko follow kr k chalna parhta hai nh tu unko lose hota hai jin baton ko avoide krna parhy ga
      • #993 Collapse

        g hai asiay hota hai kay new traders ko is market ko join kartay hi ye hota hai bus juldi say is business me kamiyab hua ja sakay likin traders is business me apnay time kay sath hi aur apni learning kay balbotay pe hi kamiyabi ko pa sakaty hai
        • #994 Collapse

          is main humain win win nai karna hota hay is main agr hum success hasil karty hain to low risk main kam karnay say profit hasil ho sakta hay humain demo ko use karna ho ga practice say market main kam karna ho ga
          • #995 Collapse

            yes bro ap ny sahi kha hai k new tradors ko en points ko follow karna chahye ta k aik achy trador ban sken es liye hmain bhe greed se bchna chahye lot size or short term ko use kar k trade lgani chahye
            • #996 Collapse

              new trader jo hoty hain in ko chahye k learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum win karein gay aur hamain is main sucess hony k liye hard work karni ho gi tab hi hum market main sucess ho saky gay
              • #997 Collapse

                is main win karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur rules ko follow kar k hi hum market main achi trade kar saky gay aur greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta profit hasil ho saky g]
                • #998 Collapse

                  hamain trade karny k liye hard work karni ho gi aur win karny k liye experience hasil karna ho ga ta k loss kam ho saky aur experience hasil kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur earn ho
                  • #999 Collapse

                    g ha aap nay sahe kah ha isma aap ko knowlged sa trad karnay sa he profit hasil hota ha ow aap short tream sa kary ya per long traem sa kary aap ko experinec hona cahy aap ki aik galte sa aap ko loss be ho sakta ha
                    • #1000 Collapse

                      ha g aap ki bat tek ha is ma jo be new trader atay ha un ko cahy kay ow is ma acha kaam kary our market kay trand ko smj kar kary our is ma un ko he fiad ho ga our our un ka bonus kam ha to sohrt trad time mat kary ha
                      • #1001 Collapse

                        Hamesha jo bi naya trader market mn in hota ha tu us mn lalach ka factor bht zayada gota ,jis ji wja se wo apni money ko mannagnt k sath invest ni kar dakta July s ki waja se hamesha se loss mn rehte hn
                        • #1002 Collapse

                          Bilkul you are right hameln hamesha halat ko madenazar nazar rakh kr trading krni chaye kbi bhi lalach main nai ana chaye agr kbi ap lose bhi kar lein to yeh bat ap mind main rakhein ke phr us roz trading na krein.
                          • #1003 Collapse

                            G han forex trading main jo new traders aaty hain unky liy ap ny sahee tips diy hain unko bi aur hmko bi in tips p aamal krna chahiy ta k forex trading main trading k doran apko koi bi preshani na ho sab sy ahm bat jo ap ny ki hy k lalach na karain agar hm forex trading main trading k doran lalch ni krain gy to automatically ap forex trading main kamyab hon gy
                            • #1004 Collapse

                              g han bikal ap ki bat tehk ha ha is ma new trader be zada profit hasil kr sakte hein hume is ma experince k sath kam krna chaiye ye hamre liye sab se acha business ha hum is ma bohat kuch hasil kr sakte hein
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1005 Collapse

                                Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu (: sab pakistani group members ko.. bhi app na sari batin boht kaam ki batie hain sepcily newbie ka lyia .. is mah small lot wali ur apni trade ko market ka middle trend mah open na krna wait krna ka market apna support level ya resistance level tak ponch jye boht achi lagi ha muga.....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X