Spelling Mistakes Se Bachein.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Spelling Mistakes Se Bachein.
    Dear all member jese ke hum sab ko maloom hay ke ache bonus ke liye humari post ki quality achi honi chaiye hay. Achi quality wali post me spelling ka bohat eham kirdar hay. Bohat se members ki post and thread me bohat zada spelling mistakes hoti hay or aisi post kerna meri nazar me bekar hay q ke usey humey bonus nai milega or ager milega tu bhi na hone ke braber hoga.
    # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Spelling Mistakes Se Bachein.

    ji dear friend aapki baat theek hai aur Main kam karne ke liye aapko spellings Hamesha acche rakhne chahie Jo dusron ko samjha jaaye kyunki agar aap ke spelling acche nahin Hai to aapko ismein nuksan yah hota hai ki dusre bandhuon ko aap ki baat bhi samajh nahin aati to vah aapko ismein thanks kam dete Hain agar aap ismein clear baat karte hain aur clear words use karte hain to de. Baat karte hain to aapko ismein achha bonus Mil Jata Hai isliye quality ko maintain Rakhna chahte Hain to Hamesha koshish karen ki ismein spellings ki mistake se avoid Karen Taki aapko ismein acche se accha bonus mil sake aur aap achcha kam karke ismein mehnat Ka fayda Le sake
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Re: Spelling Mistakes Se Bachein.

      Ji aap friend spelling mistake ka Hamen Jarur Khyal Rakhna chahie lekin Mere Khyal Mein spelling mistake Itni Jyada matter nahin karti Kyunki yah Koi English ka paper Nahin Hai Jahan spelling mistake ki vajah se aapke number cut Jaenge Yahan aapane ideas aur apni thinking share karni hai Yad Rakhe Agar aapke ideas aapki thinking aur aap Jo explain karna chahte hain vah clear hai
      • #4 Collapse

        Re: Spelling Mistakes Se Bachein.

        g han aisa he hai jb hm log posts and threads create krtay hain to hm log jaldi type krnay k chakkar mein aksar spelling mistakes kr jatay hain jo hamein nai krna chahye.ye bhi ho skta hai k inhi mistakes ki eajah se bhi hamari posts waghaira reject ho jati hon forum ki taraf se.is leye mistakes se bachna chahye takeh posts reject bhi na hon aur hamari baat bhi sb ko samjh ajaye aasani se
        • #5 Collapse

          Re: Spelling Mistakes Se Bachein.

          G Han bhai Jan ap NY thk kha hy k Haman kuch members is Kam, main spelling ka acha use nahin karty jis sy Un ki thread ya post ki samjh nahin ati or agy read karny wala bhi ghalt read Kar k ghalt writte karry ga jis ki waja sy dono ko acha bounass earn nahin Hoga is Laiy bhai Jan toty howy lafOn ka use na Kia Karin
          • #6 Collapse

            Re: Spelling Mistakes Se Bachein.

            Yash brother Ne bahut hi acchi baat ki hai agar Ham Swayam per kam Karte Hain To Humko ismein apni spelling mistakes ko Sahi karna hoga Agar Ham ismein spelling mistakes bahut hi jyada Karenge to Hamari post ko padhna Mushkil ho jaega isliye Humko chahie ki Ham ismein jo bhi Alfaaz use Karen vah Aise use Karen Jinke spelling mistake Na Ho iske sath sath Hamen Swayam per Agar Achcha kam Karenge to Humko Achcha bonus mil jaega.
            • #7 Collapse

              Re: Spelling Mistakes Se Bachein.

              dear members forex business Mein Hamen post and threads ko type karna Hota Hai tu Agar Hamari post or threads samajh mein aane wali Hogi tu Hi hamen Achcha bonus milega kyunke post ka Samajh Mein Aana jaruri hai uske bad hi Ham Achcha bonus earn kar Payenge isliye Hamen spelling mistake Se Bachana hoga
              • #8 Collapse

                Re: Spelling Mistakes Se Bachein.

                Spelling mistake bahut bara issue hota hai typing ka kyunki agar apane jitni bhi achi typing ki hogi agar os mein spelling mistake honge to woh bakar hogi kisi bhi chez ke bare mein likhne ke liye sabse zyada important yah baat hoti hai ki jo likhi Gai Ho uski typing mein spelling ki mistake Na Hokyunki agar aapki spelling mistake hogi to aapki baat kisi ko samajh nahin aaegi aur aap ki baat karne ka koi fayda nahin hoga typing mein sabse important chij spelling hoti hai hi agar aap spelling mistake karen to aap ke baat karne ka koi fayda nahin hamesha typing mein spelling mistake se bachana chahie aur iska khyal rakhna chahie ke kahin per bhi spelling ki mistake Na Ho
                • #9 Collapse

                  Re: Spelling Mistakes Se Bachein.

                  Forex com ke andar Hamen Apne spelling ki mistakes Se Bachana chahie Hamen saaf aur was Alfaz Mein Poster likhni chahie aur Hamen Hamari Har post head ke mutabik Hi Ho lyrics form yah fresh trading platform ke alava Hamen idhar udhar ki baten bilkul bhi nahin likhni chahie jis ki waja sa Hamara bonus bahut kam Aata Hai Hamen chahie ki Hamari posting quality wise beta Hota ke Hamen Jyada bonus Diya Jaaye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Spelling Mistakes Se Bachein.

                    Pak form per Ham Jo thread post karte Hain to Hamen chahie ki Ham apni spelling mistake ko check Karen aur post karne se pahle use ek Bar read Karen Taki Ham achcha aur quality work kar sake Forex form mein Jitna achcha kam karenge aur apna daily target pura karne ki koshish karenge to pakforum se Hamen achcha bonus mil sakta hai pakforum ek accha platform Hai Forex trading ke liye Ham pakforum sai bonus hasil karte hain aur Forex trading mein investment karte Hain Ham Jitna time spent karenge aur daily work pura karenge Hamen utna hi achcha response milega.
                    • #11 Collapse

                      Re: Spelling Mistakes Se Bachein.

                      Ge ha senior member her member ko chaya ke wo posts jald bazi se na kare aur ap e mkstake ko posts karen se phele drust kare take acha posts ho sake aur jitna ach aur mayare posts kare ge utna zayada bknjs hasil kar sake ge
                      • #12 Collapse

                        Re: Spelling Mistakes Se Bachein.

                        Ji Han bilkul humin speelings mistakes ni karna chayea spelling mistakes humin Ulta nuksan phnchatay Hain Ham log acha work kartay Hain time lagatay Hain agr hamri post main mistakes hoti Hain to ham apna time zaye kartay Hain ap ki soch hay kay yahan par choti so choti mistakes bhi baht dangerous aur bari mistakes Mani jati hay ap ko chayea Kay ap log spellingistakes na karain hand typing karain aur kamyab ho jain
                        • #13 Collapse

                          Re: Spelling Mistakes Se Bachein.

                          Forex m relax ho k kary ga outna kaamyab ho skty Hain jiss sy humeen profit b mly ga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Spelling Mistakes Se Bachein.

                            Ji Hazrat aap ke bat bilkul theek hai kya spelling mistake se bache Agar aapki post Mein spelling mistake Wali Hai To isase compression wrong Jaega Jiski vajah se aapki bahut sari poster delete bhi ho sakti hai ki aap spelling mistake se avoid Kiya Karen..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Spelling Mistakes Se Bachein.

                              Hamen Forex Mein form per kam karte hue Bahut si baton Ka khyal rakhna chahie ek To Hamen form se related topic per guftgu karni chahie aur iske sath sath Hamen quality wale thread per reply karna chahie aur Hamen Hamesha apni post Mein spelling mistake na karte hue kam karna chahie to hi Ham form per achcha kam karke achcha bonus Hasil karne Ke kabil Ho payenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X