kal muje 1440 mint wala error aaya tha aur aaj pehli post ki to woi error 1440.Help

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kal muje 1440 mint wala error aaya tha aur aaj pehli post ki to woi error 1440.Help
    friends muje kal posting karte howe 1440 wala error aaya tha phir usi waqt mene post karna chor di aur aaj 1 b post submit nai hoi siwa e is thread k jo aap log parr rahe ho, aaj 24 ghante guzarne k baad b wohi error q aa raha ha, meri help karo please me ne bahot mehnat ki ha,,, abi 1 baar b bonus nai mila , me ne administrator ko mail b ki ha koi reply nai aaya.... please muje btaen kese solve karon is masle ko............
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kal muje 1440 mint wala error aaya tha aur aaj pehli post ki to woi error 1440.He

    ye posts ki limit pora hony par hi ata hai so hamain is k bary main pahly learning karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is k bary main learning karni ho gi tab hi hum sucess ho skaty hain aur hamain is k bary main kam kar k hi hum apni har zrroat ko pora kar k hi hum trade karnii ho gi tab hi hum trade karny main bi asnai ho saky gi ta k earn ho
    • #3 Collapse

      Re: kal muje 1440 mint wala error aaya tha aur aaj pehli post ki to woi error 1440.He

      اصل پيغام ارسال کردہ از: naaz پيغام ديکھيے
      friends muje kal posting karte howe 1440 wala error aaya tha phir usi waqt mene post karna chor di aur aaj 1 b post submit nai hoi siwa e is thread k jo aap log parr rahe ho, aaj 24 ghante guzarne k baad b wohi error q aa raha ha, meri help karo please me ne bahot mehnat ki ha,,, abi 1 baar b bonus nai mila , me ne administrator ko mail b ki ha koi reply nai aaya.... please muje btaen kese solve karon is masle ko............
      Dear ap ais forum par jab aik din mai bahot zayda post kar lety hai to aus k baad ap ko ais mai error dia jata hai k ap ki daily ki limit pori ho gai hai magar aus k baad ap agar ais forum par thread lagaty hai to aus par ap ko next day error aata rehta hai ais liay ap ko ais mai apna target pora karny k baad mazeed posts nai karni chaye tab hi ap ko ais mai acha bonus mily ga.
      • #4 Collapse

        Re: kal muje 1440 mint wala error aaya tha aur aaj pehli post ki to woi error 1440.He

        Hello dear friends ummid karta hun ki aap sab log theek Honge aur Forex trading aur Pakistan form ko injoy kar rahe Honge dear friend 14 40 minut wala error use Waqt Aata Hai Jab aap 1 Din Mein 50 paise Jyada post karne ki koshish Karte Hain Pakistan form mein 14 40 minute mein aapko 50 post karne ki authorisation limit of cross karte hain to aapko Pakistan form ki taraf se ek SMS receive Hota Hai ke aap is form per Masjid post generate nahin kar sakte
        • #5 Collapse

          Re: kal muje 1440 mint wala error aaya tha aur aaj pehli post ki to woi error 1440.He

          uski sb se bri rizan dair ye h k ap n pehle thred lgae hoin ge agr sro mein hi thred lga dye jaein to is mein phr ye hota h k tiem limit ka esho a jata h is lye posting krte wqt sb se pehle ap apni postis ki limit ko pora krein jaese hi wo limit pori ho to forn is k bad thredlga dein phr ye msla nai ho ga
          • #6 Collapse

            Re: kal muje 1440 mint wala error aaya tha aur aaj pehli post ki to woi error 1440.He

            dear mere sath b ye issue ho raha ha iski kiya waja ha jab pata chale to muje b zaroor btaen.
            • #7 Collapse

              Re: kal muje 1440 mint wala error aaya tha aur aaj pehli post ki to woi error 1440.He

              Dear uska reason ye hai k apne post se pehle 4 thread diye wo b ek sath..
              Thread se Pehle post kiya Karen or thread main post ki break liya Karen phir aisa nhi hoga
              • #8 Collapse

                Re: kal muje 1440 mint wala error aaya tha aur aaj pehli post ki to woi error 1440.He

                Ye error tab Hota Hai Jab aap ismein apni Threads apni post se pahle kar dete Hain post Hamesha karni chahie pahle aapko pahle post karni chahie uske bad aapko thread karne chahie agar aapko is tarah ka koi issue a raha hai to aap moderator se rabta kar sakte hain aur usse aap is chij ke bare mein Rai Le sakte hain isliye koshish karenge aap ismein achcha kam karte Rahen mehnat se karte nahin taake aapko ismein achcha kam karne ka achcha fayda ho sake aur aap ismein kamyab ho sakte hain agar aap ismein achcha kam Karen aap form mein bikri kam Karen aur quality work karenge to yah aise nahin aaenge
                There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                • #9 Collapse

                  Re: kal muje 1440 mint wala error aaya tha aur aaj pehli post ki to woi error 1440.He

                  dear brother aap is Forum per job daily ke hisab se 50 post kar lete hain to Uske bad agar aap ismein Mazeed post Karte Hain To aapke pass yah error a jata hai aapko chahie ki aap ismein pahle hi apni post ko count kar le aur uske bad ismein kam Karen isase aapke paas Yeh Nahin aaega aur aap aasani se is form per daily ka kam kar sakte hain agar aap is form per Yara Har Roz show hota hai to aapki post this message delete ki Jaati Hain.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: kal muje 1440 mint wala error aaya tha aur aaj pehli post ki to woi error 1440.He

                    Dear 1440 ka error apko apni mistake ki waja se araha hai and ap ne is per pehly bhi post ki thi to apko us per sab members k reply read kerny chahye and ap apni posting ka start threads se na len din k start main pehly kuch post ker len us k bad hi threads create karen jab ham posting k start main threads ker dety hain to 1440 mins ka error ajata hai jis se ap pora din posta nahi ker sakty to dear apni posting ka start dosru members ki threads per reply kerny se len apko ye error again kabhi bhi show nahi hoga r ap easily apna posting target meet ker saken gy

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X