Loss se hum kitna knowledge hasil karty han

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss se hum kitna knowledge hasil karty han
    Dear friends jab humy loss hota ha to hum apny loss se kea kuch sikhty han or humay apni ghalit ka ehsas hota h or apky kheal se hum is ke ilawa kea kuch sikhty han or humy kea karna chahea loss ko rokny ke lea.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss se hum kitna knowledge hasil karty han

    hamain is main achi knowldge hasil karna ho ga tba hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain demo main practice karni ho gi ta k earn arein gay aur hamain loss say bachny kl iye mhnt karni ho gi aur is k bary main learning karni ho g tba hi hum achy say trade kar k hi hum run karein gay uar phar i hum is forum main earn karny k kabil hon gay
    • #3 Collapse

      Re: Loss se hum kitna knowledge hasil karty han

      Assalamu Alaikum dear friends lost Jo Hota Hai vah Hamari hi rahti Hun Ki vajah se hota hai agar Ham in galtiyan ko theek kar le To Ham experience bhi achcha Hasil kar sakte hain aur knowledge bhi achcha Hasil kar sakte hain Hamen chahie ki Ham apni chhoti chhoti ghaltion se Kuchh sikhen
      • #4 Collapse

        Re: Loss se hum kitna knowledge hasil karty han

        forex mai hamy loss ys learnig gain kar ky aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex iak amm business ke nisbat acha business hain hum is mai 24 ganty maai sy kese be wakt ka tiem table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex iak internaitonal or unique busienss hain
        • #5 Collapse

          Re: Loss se hum kitna knowledge hasil karty han

          Dear brother jb trading mein loss hota hai tu traders jin main abilities hoti hein woh samjh jaty hein k hamein kis waja se loss hua hai phr jb woh next koi trade open krty hein tu pehly wali mistake ko control krny ki koshish krty hein tah k ye trade bhi loss mein close na ho isi tarah learning hoti rehti hai aur trading mein improvement ati hai jis k bad sirf successful trading hoti hai.
          • #6 Collapse

            Re: Loss se hum kitna knowledge hasil karty han

            aghar hum es main kam ko copy kar kay hum es main kam karain gain to humain es main boht sa loss ho skta hain our humara account be wash ho skta hain hum es main kam ko karny kay ley humain es main knowledge ho ga to he hum es main sucessfull ho skty hain hum es main den main be kam kar skty han oure hum es main rat main be kam kar skty hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Loss se hum kitna knowledge hasil karty han

              Forex trading mein agar Ham lalach karna chhod den Aur money management se kam Karen aur chhote chhote profit pick karen to Forex trading se Ham achcha fayda asel kar sakte hain Forex trading mein Hamen last se jabran are nahin chahie bulke apni galti ko cover karne ki koshish karen mehnat Karen Analysis Karen practice Karen learning Karen tabhi Ham isase achcha fayda hasil l kar sakenge Forex trading mein Sabar se kaam Lena chahie Hamen jaldbazi Se Kam nahin karna.

              اب آن لائن

              Working...
              X