trade se related news ki haqiqat???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade se related news ki haqiqat???
    my dear members jaisa k aap jantay hain k trade se related new internet ki website pe hoti hain jahan market ki movement k baaray mein graph diya hota hai aur trade ki prediction bhi graph ki soorat mein.kia vo reliable hotay hain aap logo ka experience kia kehta hai???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trade se related news ki haqiqat???

    Jihad yaar aapane bilkul sahi baat ki hai agar aapane Kisi bhi pair per trade karni hai to aap Uske bare mein analysis kar sakte hain Uske bare mein news ko dekh sakte hain agar aap news ko dekh kar trade lagaenge to aapko usse Jyada fayda Hoga aap Kisi bhi loss se bhej sakte hain aur aapko usmein fayda ho sakte hain agar aap news ko red Karke trading Karte Hain.
    • #3 Collapse

      Re: trade se related news ki haqiqat???

      My dear friend Ja sake Ham Sab Jante Hain Ki forex market mein news ka bahut bada Asar padta hai Jab Ke koi bhi Badi news Jo forex market per Asar adash hoti hai use news ki vajah se market ke movement ke chance bante Hain Agar to market up aur down Jaati Hai To Uske Piche bhi kisi Badi news ki he hi vajah hote hain isliye trade se related news ki Hakikat yahi hai ki Hamen apni trading se pahle news ko dekhna chahie Taki Ham market ko acchi Tarah samajh sake
      • #4 Collapse

        Re: trade se related news ki haqiqat???

        forex mai hamy news ko warch kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex mai news kw bohat value hain hamy news ko kabe be ignore nahi karna caey forex aik amm business ke nsbat cha business hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bna kar kam kar sakty hain asne sy
        • #5 Collapse

          Re: trade se related news ki haqiqat???

          dear friend forex tading main ap ap gab bhi trade karen as main ap news ko zaror folow karen as k bad hi ap trade klaren qu k gab ap trade karty hain to as say ap ko loss ho sakta hy as leye ap as main soch samagh kar trade karen aur kameyab ho gain
          • #6 Collapse

            Re: trade se related news ki haqiqat???

            news hamain market main achi information dety a hain so hamain is k bary main pahly elarning karni ho gi ta k earn kaein gay aur is forum main kam karny k liey is k rule sko follow karna ho ga tba hi hum trade karien gay uar hamain market main bi enter hony say pahly is k bary main bi analyse ka rk hi hum achi trade kar k hi hum loss say bach sakty hain ta k earn ho
            • #7 Collapse

              Re: trade se related news ki haqiqat???

              hamy forex sy realted achi or alla qualites ki posts ior threads reply karni chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or ach bonus hasil kar sakty hain agr ham is main tukky laga kar is main lalach ky sayh kam kary gy to hamy loss ho skata hain or hamara acount be wash ho sakta hain ham is main apni marzi sy 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kr sakty hain
              ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
              • #8 Collapse

                Re: trade se related news ki haqiqat???

                Dear wo aik prediction hoti hay, wo waqti tor per kam karti hain,ager account balance bahut high ho to he hum in news ki base per fast profit laga kay trade main successful ho sakty hain. Low account balance kay liye hamain in news kay sath sath apna experience lazmi use karna hoga tab he success possible hay otherwise news ki base per sirf success nai ho sakti.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: trade se related news ki haqiqat???

                  Forex trading main use ka Bada effect hota hai agar Ham Jin pair per kam karte Hain Ham news ko samjhaie news ko read Kiya Karen Taki Hamen news ke bare mein achcha Na Lage ho aur ham Forex trading ke maja ko bitair bana sake do Hamen koshish karni chahie trade karne mein jaldbazi Na Karen Apne analysis Karen aur trade karne se pahle news ko check Karen economic calendar se jo member jaldi karte hain trade karne mein to vah last karte hain Hamen jo bhi trade Karen take profit of last ke sath Karen to Hamen achcha fayda hoga.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X