Forex market ko read kernay ka asaan tareeka kia ho sakta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market ko read kernay ka asaan tareeka kia ho sakta hai?
    Forex traders kay liye sub say eham baat market ki reading hai takay trading kay liye apni positions ko sahi tarah say samajh sakain. Forex market ko read kernay ka asaan tareeka kia ho sakta hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex market ko read kernay ka asaan tareeka kia ho sakta hai?

    Ji han doston aapane yah bahut hi Achcha Sawal kiya hai kya forex market ko read karne ka Asan Tarika kya ho sakta hai iska jawab bahut hi Aasan hai Forex Mein maujud Kam Karne Wale traders ke liye sabse Jaruri kam aur baat hoti hai kya market ki reading Sahi tarike Se Ki Ja sakti apni is reading Ke zariya positions Le Li Jaaye Aur in positions Ko samaj kar Inko Anjam Diya Jaaye forex market ko samajhne aur read karne ke liye Aasan Lafzon ki jarurat hoti hai Sukriya.
    • #3 Collapse

      Re: Forex market ko read kernay ka asaan tareeka kia ho sakta hai?

      Forex market ko candlestick chart pattern key base par hi easily read kia ja sakta hay, aur agar technical indicators ka use ata ho to es key through be traders asani se overall market ko read karny ka advantage le sakty hey magar mera opinion ye hay key candlesticks key base par hi chart ko asani se aur perfect read kia ja sakta hay, chart me har candle hamy ye bata sakta hay key market me next kia hony ja raha hay, large time frame me kesi single candle se be hamary ley market ki trend clear ho jati hay mery khayal me es se zeyada easy way chart ko read karny ka aur koi nahi ho sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: Forex market ko read kernay ka asaan tareeka kia ho sakta hai?

        Forex trading main hum log ache trading k ley forex market k analysis karna both zarori han jab tak hum log behtar planning or strategy sy trading ni karny gy to hum kamyab ni ho sakty han is ley humy pehly forex trading ko seekena ho ga or us k bad ache trading kar k ache earning karni ho ge jis sy hum log candle chart ki madad sy ache analysis kar saken gy or analysis sy ache trading kar sakeny gy jtny ache planning or strategy sy trading karninho ge tab he hum log ache earning kar saken gy forex trading main candle chart sy hum log behtar analysis kar sakty han or forex market main candle chart sy analysis karna both ahsan ha jab tak hum log behtar analysis ni karny gy to hum logun ko maximum loss ho sakta ha is ley humy both ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho he ta k hum kamyab ho saken jtni ziada achy analysis karny gy utny he fayda hasil kar saken gy
        • #5 Collapse

          Re: Forex market ko read kernay ka asaan tareeka kia ho sakta hai?

          Dear ap ne agar ais market mai trade karni hai to ap ko ais market mai chart ko read karna hota hai ap agar ne market k chart ko read karna sekh lia hai to ap ais market mai asani se trade laga sakty hai ais market mai ap ko chart par patterns read karny aaty hai to aus k baad ap ais market mai trade laga sakty hai ap ko ais market mai her time frame k hisab se trade karny ka pata ho agar ap ais market mai risk apny account k hisab se lety hai to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap jitna zayda achy analysis karty hai ap ko ais market mai atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko mehnat karni hoti hai aus k baad hi ap ko ais market mai kamyabi ho jati hai ais market mai ap ko learning karni hoti hai aus k baad hi ap ko kamyabi hoti hai.
          • #6 Collapse

            Re: Forex market ko read kernay ka asaan tareeka kia ho sakta hai?

            forex market ko read karne ka asan tarika yehi ha ke ap apni trading ko jitna ho sakay simple rakhainy takay analysis kay Duran ap ko confusion ka samna na karna paray or agr ap zeyda price action anaysksk par depend karke market ko samjne ke try kare gay tu ap market ko asan tarika se samaj sakte hain jub traders boht zeyda indicators ka use karte hain ya phir market ko analysis karne ke liey aik time aik entry point par 2 se 3 strategy ki help se analysis karte hain tu traders ko boht zeyda confusion hoti ha or market ko analysis karna boht mushkil ho jata ha ap simple price action ki help se market ko asan tarika se analysis kar sakte hain ap ko bus price action trading ka knowledge hasil karna ho ga phir ap market ko asani se samaj sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex market ko read kernay ka asaan tareeka kia ho sakta hai?

              G bilkul frinds ap ne bilkul thek kaha forex marekt ko read krny ka sahi treqa chart ko apply krna hy chart pr market ki movmnt dekh kr smjh k hm behtr tread order kr saky gy es liy mery khyal sy forex market ko read krny k liy chart best point hy hmary liy jis py hm candls ko dekh k andaza lga skty hen k ab mrket sell m jay g ya buy m chart read krny ka boht faida hy treadr ko chart ko lazmi read karen tread order krny sy phly .
              • #8 Collapse

                Re: Forex market ko read kernay ka asaan tareeka kia ho sakta hai?

                agar ap ik achy traider bana chahty hain to ap k lia yeah bahot hi zarori hai k ap markeet analysis ko sekh ley agar ham forex markeet ka analysis achy or asan method k sath sekhna chahty hain to ham ko chahi hai k ham demo ccount k sath ziada sey ziada tuch rhy or waqfy waqfy sey traiding ko dekhty rhy or markeet ko bhe dekhty rhy is trha agar ham ziada time tuch rhy geyai markeet k sath to ham bettr samjh sky geyai markeet ko or ik achy analysis kar sky geyai analysis karny k tiin method hoty hain un main sey agar ap koi ik bhe sekh lety hain to ap ik achy traider ban skty hain or ik acha paisa kama skty hain analysis sey phily hamisha ham ko chahi hai k ham new factory mainb check kar ley k koi news to nahi hai next time jis par ham traiding karna cha rhy hai jis pair ka analysis ho rha hai ik acha traider to forex new sey bhe bhot faida otha taa hai .
                information for Beginners
                Complete Forex Knowledge
                • #9 Collapse

                  Re: Forex market ko read kernay ka asaan tareeka kia ho sakta hai?

                  Forex trading market mein analysis karna trading market ko read karna kaha ja sakta hai aapko trading market ke analysis ke liye multiple sources use karna honge agar aap trading market mein sentimental analysis mein expert ho to aapko kamyabi mil sakti hai aur aap successfully trading market se learning kar sakte ho aur apna target acchi kar sakte ho lekin aapko apna target realistic banana chahie optimistic target achieve nahin ho sakte hain agar aap daydreaming karoge aur Market mein long expectation aur emotion ke sath trading karoge to aapko trading market mein benefits kam honge aur losses zeyada honge Forex trading market hakikat ke taur per leni chahie aur ismein jo khatra hai usko before time manage karna chahie aur isko decrease karne ke liye analysis karna chahie.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex market ko read kernay ka asaan tareeka kia ho sakta hai?

                    forex market ko read karny ya pehly ap ko candle stick chart ko sekhna ho ga aur ju har major candle pay bany hoty hai jab ap candle stick charts ko sekh jaty hain tab ap market chart ko read karna sekh jaty hain aur ap choty time frame lay kar big time frame tak asani ky sath trade kar sakty hain market main candle stick ki reading karna bohut ziada importance hai is ki wajah say he ap market main har strategy say signal find kar sakty hain ager ap ko candle stick ki information nahi ap ko market main analysis karny main bhut ziada mushkil paida ho sakti hai jiss ki wajah say ap forex main fail ho sakty hain is lea forex main ap ko har technical tools ka pata hona zrori hai aur har aik chez ky bary main information rakhna bohut zrori hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex market ko read kernay ka asaan tareeka kia ho sakta hai?

                      Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy dear ham different ways sy trading market ko study kr skty han ham candle chart k zriay b bot achy sy market ko read kar sakty han anylyses jo k 3 qism k hoty han technical analysis fundimantiol anylyses or sentimental anylyses in teno k zriay b ham market ko study kr skty han is k alawa hum demo account n practice kr k b trading ko achy sy sekh sakty han demo account b trading sekhny ka aik acha zriya hy hr new traders b demo account m practice karta hy phr real account ko join krta hy isi tahra forex forum b trading k achy knowledge or experience ka aik bahtreen zriya hy ham forum m b acha kam kr k trading ko bahtreen kr skty han
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex market ko read kernay ka asaan tareeka kia ho sakta hai?

                        Dear forex members forex trading may haumay Trading karney Kay liye market ki movement ko samjhna bohaut zayada lazmi hota hay Kyu Kay jab haum trading market ko watch nai Kar patay to haum kamyab trading bhi theek say nai kar saktay hay haumay trading may kamyaabi ussi soorat hasal hoti hay jab haum market ki movement aur trends ko samjhnay Kay bad Trading kartay hay forex trading may market ko samjhnay Kay liye haumay hamesha apni learning aur information skills ko polish Kartay hoye trading say related knowledge Kay saath improve karna hota hay iss Kay liye haumay hamesha Technically strategy bna kar trading market ki movement ko analyz karna parta hay jab haum trading kartay hay to haumay Chart Pattern pay mojod Indicators aur Candal Sticks patterns ko samajhna zarori hota hay Kyu Kay Candal Sticks patterns ki madad say haum trading market ki previous movement aur next movement ko monitor kar saktay hay jiss ki waja say haum trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay.

                        Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye hameshs market ki movement ko analyz karney Kay liye fundamental analysis aur technical analysis ka istamaal karna parta hay jab haum trading kartay hoye Technical Indicaters ko istamaal kartay hay to haumay market ki movement ki samjh a jati hay .

                        Forex trading may market ki movement ko daikhtay hoye apni trade open kartay hay to haumay zayada achay results hasal hotay hay aor market ko watch karna hota hay takay haum achay tareekay say trading kar sakay aur kamyaabi hasal Kar sakay.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X