Precaution while trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Precaution while trading
    dear members jb hum trading kr rhy hun tu hum ko kon kon c itihatin krni cheye jo apna kr hum apna loss zyda sa zyda minimize kr sakhty han. please share krin new members k liye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Precaution while trading

    hamain achi trader banay say pahly is k rules ko mind main rakhna h g a aur har koi is forum main earn kar skaty hain so hamain is k ary main paly learning karni ho gi aur hamain chahye is k bary main planing karni ho gi aur learning karni ho gi tab hi hum achy say trade kar k hi hum market main kam kar k hi hum apni har zroat ko pora kar k hi hum run karein gay
    • #3 Collapse

      Re: Precaution while trading

      Daikin Jab Bhi aap trading karte hain to aapko usmein sabse pahle trade ke bare mein analysis Karne padte hain market ki movement ko dekh kar trade Lagane padte Hain agar aap market ko bagair decker train lagaenge to usmein aapko Las ho sakta hai Kyunki loss Ek Aisa system hota hai jisse aap apne account Diwas kar sakte hain agar aap market ko dekh kar trade Karenge to aapko usmein loss kabhi bhi nahin hoga.
      • #4 Collapse

        Re: Precaution while trading

        hamy is main fresh mind sy kam karna chahey hum is main aik din main aik account mai 24 ganty he kam kar sakty hain agar hum is main meyare kam kary gy to hamy bonus be acha hasil ho ga or hamy thanks be maly gy yai kabe be katam na hony wala aik unique karobar hain hum gar bath kar is main kam karty hain hamy is main aik time table bana kar posting karne chahey
        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
        • #5 Collapse

          Re: Precaution while trading

          main samjhta hon ke kuch main cheezain hain agar woh karli jain to ham market main bakhoobi trade ke doran apnay ap ko loss se bacha saktay hian. Ab agar daikhain to pehli ahticyati tadbeer to yehi hay ke ham apnay account se jo bhi trade open karain apna balance daikhtay huay karain aur ye daikhlain ke hamaray account main balance kitna hay jo trade open karahay hain us ke liye kafi hay ya nahi aur phir us ke sath sath mazeed trade kholdnay se pehlay yehbhi zehan main rakhain ke previous trades ke liye hamain equity ki zaroorat parti hay to nai trade jab bh kholain to purani ke liye aik amount maujood ho jao us trade ki movement ko bardsaht kar sakay aur is ke ilawa tp and sl ka istimal zaroor karain.
          • #6 Collapse

            Re: Precaution while trading

            agar humain es main kam ko karny kay ley humain es main mahnat say humain kam karna ho ga to hgbe hum es main kamjab ho skty hain our hum es main knowledge ho ga to he hum es main sucess ho skty hain agar humain es main loss ho ga to humain es main boht sbr say kam karna ho ga to he hum es main kam kr kay pisa kma skty hain forex 1 acha business hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Precaution while trading

              Trade ko open krty waqt apko lot size bht km rkhni chahye is se apka acount safe rhy ga aur ek waqt mn ek sy zyada trade open ni krni chahye or zyada profit ka lalch ni krna chahye agr ap in sb baton py amal kren gy to apko loss ni hoga or acount b wash ni hoga

              اب آن لائن

              Working...
              X