Trading mein har din dusre din se different hota ha.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Trading mein har din dusre din se different hota ha.

    Bilkul market ki situation ek condition Mein To Nahin rahti Kabhi market kis condition mein chal rahi Hoti Hai Kabhi kis condition Mein Har din different hota hai market ko Har din analysis karna padta hai trading karne ke liye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Trading mein har din dusre din se different hota ha.

      G hn trading sy uska trend hr din difernt hota hy q k buying aur seling point change hoty rhty hn jis sy market ki movmnt change hoti rhti ha
      • #33 Collapse

        Re: Trading mein har din dusre din se different hota ha.

        Forex trading mein haar my bad Jeet bhi hoti Hai to Hamen chahie ki Ham emotional Na Ho last se Sabak hasil Karen mainet Karen Analysis Karen Taki aap Forex trading Se achcha fayda asal kar sake Hamen chahie ke Hamen trade karne main jaldbaji nahin karni chahie soch samajh ke sath rate Karen Jab Hamen koi acchi trade entry mile to trade Karen Hamen achcha fayda hoga Forex trading mein vahi person kamyab Hain Jo money management se kam karte hain aur thoda thoda karke aaram karne ki koshish karte Hain.
        • #34 Collapse

          Re: Trading mein har din dusre din se different hota ha.

          Ji haan apny sahi kaha hai k yahan par haad ek din dosry din sy alag hota hai kabhi haaam loss main hity hain next day apko kia pta loss hoga ya profit is liye newdin hamesha new cheezain lata hai wo achi bhi ho sakti hain buri bhi isliye hamain gharbrana ni hai q k new cheezain kabhi haaq main hoti hain kabhi ni hoti hain
          • #35 Collapse

            Re: Trading mein har din dusre din se different hota ha.

            G Han bhai Jan ap NY thk kha hy k trading main Har din dusty sy different hota hy is main aj kal Markit bahut tez chal rhi hy or waisy Markit ko Agar ham NY samjhna hy to is k rules ko follow karna chaiy Agar ham Markit k rules k mutabiq Kam Karin gy to ham kabhi loss mian nahin ayin gy
            • #36 Collapse

              Re: Trading mein har din dusre din se different hota ha.

              Forex trading mein Hamen ek planning ke tahat chalna padega Agar Hamen main kisi din achchi trade Na Mile to Hamen chahie ki Ham Sabar Karen aur acche trade ka vate Karen ho sakta hai next day acchi trade Mile aur ham achcha profit asal kar sake Hamen chahie ki Ham trade karne mein jald baji na Karen Bar Bar trade karne se Hamen Las ho sakta hai ek hi acchi trade per aap risk Le sakte hain per Apne balance ke mutabik Hamen chahie ki Ham apna daily target rakhen Jab hamara daily target pura Ho jaaye to Hamen apna used in trading account close kar dena chahie aur pakform Ko time den aur apna posting kam shuru Karen Taki achcha target are hasil kar ke accha bonus hasil Karen.
              • #37 Collapse

                Re: Trading mein har din dusre din se different hota ha.

                Jee han kyo k hmari trading market har din alag trend mai hoti hai har din apke ly ek new challenge ly kar ata hai jis se ap log kafi ziada exoerience hasil karty hain es ly trade ko assan na samjhen balkey es main mehnaat se kaam karen or seekhen esko
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #38 Collapse

                  Re: Trading mein har din dusre din se different hota ha.

                  G han app nay bahut achy bat kahy hay keh treading men her din dousry din say bahtar hota hay as lia hamen teading kay duran bahut soch samajh kar kam karna chaheay takeh hum treading men kamyaby hasil kar saken as lia hamen tr3ading men bahut mahnat kay sath kam karnja chaeay takeh hum as say bahut nafa hasil kar saken

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X